Part- 2

1K 78 12
                                    

Scene continues

Preeta - mom plz aap tension mat lo...i m fine...

Parineeti- (cupped her face) ok fine...now go change krke aao breakfast ready hai... Jao shrishti...

Preeta and shrishti- yess boss!!

In the evening preeta and shrishti were sitting in the living room when manish came downstairs and sat with them...

Manish- preeta ek baat kahu beta bura to nahi manogi...

Preeta - papa aap kaisi baat kar rehe ho aapki baat ka kabhi bura mana hai maine aapko mujhse poochne ki zaroorat nhi hai...boliye...

Luthra mansion...karan had came back from office till now and was resting in living room when rakhi came to him and sat with him...

Rakhi- karan puttar meri baat sun dekh plz ab meri baat ko mazak mein mat taalna...

Karan - bolo mom..

(Now the scenes will go parallel)

Manish - preeta beta tum ab successful ho apne pairo par khadi ho itni achi doctor ho khud ka hospital hai tumhara to ab yeh time hai apni life mein settle hone ka yeh zindagi ek safar hai jo akele nhi kat ta ek humsafar ki zaroorat hoti hai jo aapke saath har kadam se kadam mila kar chale jo aapke girne par aapko sambhale uske girne par aap usko sambhalo...jo musibat mein aapka saath na chode aur aap uska...lekin beta mai tumhe force nhi kar raha hu jab tumhari marzi ho tab sahi faisla lekar mujhe bata dena maine to tumse kabhi yeh bhi nahi kaha ki tumhe agar koi ladka pasand hai to mai uske khilaaf khada ho jauga kyuki mai yeh janta hu ki meri beti kabhi insaan ko parakhne mein galti nhi karegi...aur mai humesha tumhare saath hu...agar tumhe kabhi lage ki tum abhi iske liye tayar nhi ho to bhi mujhe bata dena mai tumhe kisi bhi cheez ke liye force nhi karna chahta..yeh kuch photographs hai rashmi ji aayi thi vo dekar gyi hai jo bhi pasand ho to bata dena agar photos dekhne ka man bhi na ho to bhi bata dena...aur kab tak shadi se bhago gi ek na ek din to yeh ghar soona karke jana hi hai...

Other side...

Rakhi- puttar yeh kuch ladkiyo ki tasveerein hai rashmi ji aai thi tu ek baar dekh ley plz beta...mai tujhe force nhi kar rhi beta but sahi time pe settle hona zaroori tu itna successful hai tujhe to koi bhi ladki ek sec nhi lagayegi haa karne mein lekin tu kabhi mujhe batata hi nhi hai tujhe kaisi ladki chahiye aur beta jeevan mein ek saathi ka hona bohot zaroori tu us se vo sab baatein kar sakta hai jo tu kisi se nhi kar sakta vo teri humsafar bhi hogi humdard bhi hogi...to tu ek baar dekh to sahi...

Screen shifts-

Preeta stood up from her place...

Preeta- papa mai shadi se nhi bhagti hu bas aaj tak koi mila hi nahi jo mujhe us tarah dekhe jaisa mai chahti hu har koi bas yeh dekhta hai ki mai doctor hu raichands ki beti hu successful hu acha paisa kama leti hu lekin koi mujhe nhi dekhta mere bare mein mujhe kya acha lagta hai koi yeh nhi dekhta...

Karan stood up and his back was facing her mom

Karan- mom mai ek aisi ladki chahta hu jo karan ko dekhe naki the karan luthra jo ki luthras ka maalik hai ya businessman hai sab mujhe bahar se dekh kar hi select kar lete hai lekin mai chahta hu ki koi aisi ho jo mere dil ko dekhe meri acchai ko dekhe aur meri kamiyo ke saath mujhe apnaaye...naki mere paise ke liye mujhe pasand kare...

Preeta- koi aisa jiski ek hasi ke liye hum apni jaan tak dene ke liye tayar ho jaye..

Karan- koi aisa jiske sirf yeh kehne se ki mai uski zindagi hu zindagi ki hakeekat badal jaye...

Preeta- koi aisa jo aapki aankho mein doob kar aapke dil ka haal jaan jaye...

Karan- jiske naam se aapke dil ki dhadkan tham jaye...

Preeta- jo sirf aap par bharosa kare duniya par nhi....

Karan- jiske liye duniya kya kehti hai mayine na rakhta ho agar mayine rakhta hai to sirf aap...

Preeta- jo is preeta ki preet ko jane...jo mujhse sacha pyar kare...jiska naam mai sirf apne dil par nhi rooh par bhi likh saku...

Karan- jo mere andar ke insaan ko pehchane...jiska naam mere dil par hi nhi rooh par bhi likha ho...

Preeta and karan- jo mujhse roohani pyar kare...jiske pyar mein ibaadat ho...jiski wajah se aapki raton ki neend ud jaye...jiski ek jhalak dekhte hi aapke dil ki dhadkan ruk jaye aur aapke dil mein ehsaas  ho ki yahi hai vo...

Karan and preeta' s respective families were standing behind them with their hands on their forehead...

Their families- pata nhi inko inka yeh koi aisa roohani kab milega...aur kab is ghar mein shehnayiya bajegi....

Luthra house..

Sameer- vaise bhai aapko aapki koi vaisi kaha milegi...

Karan- tu plz dubara shuru mat ho...samjha...

Sameer- arey bhai kam se kam photos khol kar to dekhlo....nhi dekhni to mujhe dedo mai dekh leta hu....koi na koi to aap ke sath set kar hi doonga nhi to koi apne liye rakh loonga...vaise aap zara jaldi nhi shadi kar sakte aapki hogi tabhi mera number aayega....

Karan - (joined his hands infront of him)tu ja yaha se dimaag mat kharab kar...tujhe jo shadi ki aafat aai hai plz mujhe mat paka...vaise tere liye sach mein koi na koi dhoonni padegi mujhse phele jo aakar tujhe pakaye...ab ja yaha se...

Sameer- ( making faces) he was going to pick the envelope of photos but karan slapped his hand stopping him...he looked at him nervously and karan glared him...before karan could do anything he ran away...

And then karan looked at the envelope...he was going to open it but stopped...and said to himself kal kholkar dekhlunga dekhne mein koi burai nhi hai kya pata meri vo koi mujhe mil hi jaye...abhi raat ho gyi hai agar photos dekh li to mujhe neend nhi aayegi...so ja karan...

Raichand Mansion

Shrishti- di aap yeh dekh kyu nhi rahe ho mujhe bhi to dekhna hai ki mere hone wale jiju kaise honge....

Preeta- shrishti maine kaha na aaj nhi mai yeh envelope kal kholkar dekhugi abhi nhi...agar maine dekhi to mere dimag mein raat bhar ulte seedhe sawal aayenge jo ki mai nhi chahti...

Shrishti- di kya aap bhi dono taraf ki baat krte ho abhi to bahr khe rahe they ki koi aisa chahiye jo aapki neendein uda de par ab agar koi aaya aapki neendein udane to aap bhaag rahe ho vaise di aap to mujhse bhi next level nikli mai to sirf thodi bohot flirting kar leti thi par aap to apni needein udana chahti hai

Preeta- kya bole ja rhi jai shristi neendein uda di neendein uda di saaf saaf matlab bol na...

Shrishti- iska matlab yeh hai ki ek jawan ladki aur ek jawan ladka....

Preeta- shut up aur nikal yaha se abhi ke abhi chal bahr mere kamre se faltu baatein jitni marzi karwalo....

Both of them slept without looking at the photographs....

VivahWhere stories live. Discover now