Author's Pov -
She covered herself in the comfy duvet giggling in between her talks on call with Sidharth .
On the other side Sidharth too was grinning while talking on his phone which was more like an endless blush crept all over his face .
"Tu jaegi na ? "
Asked Sidharth ."Let's see ... Mom dad bhjte hai ya nahi !!!!! " Replied shehnaaz .
Sid - tujhe pata hai na agar tu nahi gayi toh mai bhi ni jauga ... Get that straight .
Shehnaaz smiled sadly as she remembered the similar line that she had once said to someone .
( Aashi )Sana - ha ha malum hai .. chal padugi ...
Sid - good ...acha sunnn ...
Sana - ha ?
Sid - vo machar bhi jaega kya ?
Sana - sidhaaarthhhh?
Sid - Abbey jo poocha hai bata na !!!
Sana - ha ja raha hai vo bhi ...usne toh paise bhi de diye hai ...
Sid - gayi bhaes paani mein ...
Sana - kya mtlb ...?
Sid - kuch nahi rehnede ... Tu kal paise le aae ..mai bhi le ke aaoga ...mujhe yeh mat kahi ki mai bhool gayi ...
Sana - chal chal thik eee...jyada mat bol kaha na le aaogi ...
Sid - hmmm ....
Sana - aur tu kab milega ab mujhse ? Kitne din hogye !!!!
Sid - ha toh tu school he ni aati mai kya kru ?
Tera kaha dil krta hai mujhse milne ka ...mai he idhr .....
(Pause ) tujhe uss machar se vehl mile toh tu mujhe ATTENTION de na ...Sana - oye hoye hoye ...mera dialogue attention huhhh !!!
Sid - huhhh aur kya ...
Sana - mujhe aise kyu lag raha tu jal raha hai usse ... !!!!
Sid - kya kya kya ? Kya kaha ? Jao raha hoon vo bhi uss machar se ?
Kabhi nahi ...Sana - hmm vo toh dikh de raha hai khair ...
Sid - chal chal jyada mat bol ...
Sana - tu he bol raha hai mai kaha kuch boli ...
Sid - abhi phir mujhe milegi na tu ?
Sana - ha yr milugi ... Kitne din hogye ... Tution ka pressure hai yr islea nahi aati school .
Sid - sahi hai sahi hai ... Ttn ka he sochna tum mera mat sochi ...
Sana - oo yr ...
Sid - chal chal ... Ja apne shubhaaammm ke paas ...
Sana - hai pagal ? What do you mean by apne shubham ke paas ?!
Sid - ha toh tu bhi smjh gyi h kya bola mai jyada nakhre na kr ...
YOU ARE READING
A Match Made In Hell ( Completed )
JugendliteraturMohabbat intezaar ke bina kuch nahi .... Maine har ishq ko interzar karte dekha hai ...... Bachpan ka wo pehla pyaar kaun bhool paya hai ? Kabhi aap kisi ko chahte hai to kabhi koi aapko .... Lekin kya kisi ko chahna kafi hai zindagi guzarne ke li...