Chapter 5

2.5K 108 0
                                    

They sat in a nearby bench. Sanyu was still upset of whatever happened in office. Rd noticed it and queried her.

R: kya hua?

S: nahi kuch nahi bas kaam ka thoda stress.

R: what tumhe kaam ka stress? Kuch aur baat hai.

S: aaa.. Main tumhe apne NGO k girls se milaati hun. In sab bahat struggle karne k baad yahaan zibda khadi hein.(she said walking)

She headed towards the door. There a girl was sitting stitching flowers.

S: ise dekh rahe ho. Ye urmila hai. Uske gaal pe wo nishan dekh rahe ho. Uske pati ne acid feka tha dahej k liye. Padosi hospital leke gaye, wahaan se unhone humare yahaan bhej diya. Kisi tarah hum logo ne uske pati ko jail bhej diya. Tabse ye humare saath hai.

R: pathetic. Aur ye to jo bacho k kapde change kar rahi hai?

S: iske bf ne doston k saath milkar iska rape kar diya. Gharwaalo k laga iski galti hai, ghar se nikaal diya. Marte marte bachi hai. Fir bahat mushkil se jina sikhaya. Ye khud apne liye ladi aur unhe jail bhijwaya.

R: wow. Tumne itni ladkiyon ki help ki hai. Koi kaise pyar na kare tumse.

S: rd maine dusron k saath kuch galat nahi hone diya. Apne saath kaise hone dun. Tumse gharwaalon k khilap jaa kar shaadi nahi kar sakti main. Agar kar bhi li to tumhari mom ka behaviour mujhse sehen mahi hoga aur result tum jaante ho.

R: main jaanta hun sab thik hoga sanyukta. Main jaanta hun abhi tumhare dil me mere liye kuch nahi hai. Par main to tumse pyar karta hun. Aur mujhe bharosa hai ki sab thik hoga aur ek din tumhare dil me mere liye jagah bhi hogi aur pyar bhi.

He smiled and patted her cheek. A lone tear drop escaped from her eye and he wiped it out.

R: are yar mera character rotlu nahi hai. Ab band karo ye sab aur ye batao ki upset kyun ho.

S: tumhe kaise pata ki main upset hun?

He reached a nearby bench and made her sit. He took his seat beside her. He clutched both her hands in his palms and rested his elbows on his thieghs.

R: janna chahti ho how do I know?

She nodded innocently constantly gazing him.

R: tum hari ye aankhen hein na, inke bahut saare colours hein. Jab tum smile karti ho ye wide ho jaati hein, jab roti ho to tanki bhar jaati hai, jab hansti ho to band ho jaati hein, jab gussa karti ho bilkul tamato ki tarah red ho jaati hein aur jab sad ho jaati ho to round round ho jaati hein. To chalo ab batao kya hua.

She wiped her tears on her sleeves and stared down.

R: are ab naak ka bhi explanation doon kya? Already red ho chuki hein rone ki wajah se. Ab bataa bhi do.

Finally a smile crept on her face and so on his. She replied innocently in a puppy face.

S: wo na pehli bar mere boss ne mujhe daanta.

R: kyun? Uski company abhi band karwa dunga.

S: are nahi meri kistake thi. I was dancing.

R: wow really, tum itni khadoos ho aur dance bhi kar leti ho wl bhi office me bina boss k dar k.

S: bakwaas band karo. Main to tumhare messages ki wajah se...

Suddenly she realized that what she said paused. He marked this and a smirk took place on his sexy lips. He knew she would not complete but he realized what she wanted to say. He asked her just to tease her.

R: aaa.. Mere messages(he eyes her wickedly)

S: nahi kuch nahi.

She bit her tounge and left that place. He smirked again and followed her. She joined the evening worship and so did he. They were standing at the cornor of the room.

Shaadi JhamelaWhere stories live. Discover now