Cafe☕️ chats 💬

499 74 9
                                    

Recap: The trio decided to go to cafe

Sai. Virat, Pakhi goes to a cafe nearby. They order what they want

There was complete silence🤫 for some moments . Later Virat started the conversation

Virat: waise  aap log isse pehle kisi show mein work kiya kya?

Sai: nhi. Yehi mera pehle show hai

Pakhi: mera bhi. Tera kya?

Virat: I'm a fresher too.
Waise yeh field mein kaise ana hua?
Pakhi :(in an attitude tone) bachpan se mein ghar mein movie scenes ka nakal kiya karti thi tab bhaiya bolenge ki mujhe heroine banna hai. Tho wo sunke mujhe interest aagyi aur meine try kiya bas....
Virat:Oh nice! What about you Sri?
Sai: mein college ke time se modelling karti hu tab jake Sid sir se mulakaat hui aur unhone mujhe uske nayi show ke female lead play karne ke liye approach kiya aur mujhe bhi thoda bahut interest tha aur mein haa karliya
Virat:Oh! Ok
Pakhi:Tumne humare bare mein jaan liya par tere bare mein tho kuch nhi bataya?
Virat: no not like that. Mein school, college ke time se saare drama competitions ke winner hu. Mere professors ne kaha ki i am a natural actor so I have to try. Mujhe bhi bahut shauk hai actor banne ka. Par papa ne mana kiya maa ne support kiya tho papa ne thoda time diya try karne keliye Aur ab mein aapke saamne hu.
Pakhi:Interesting.... Waise tumne kis school mein pada
Virat:ABC school of India.
Pakhi:hey wo toh mere ghar ke paas tha. Mera matlab hum us school ke paas reh rahe the jab mein choti thi. Meine bhi waha hi pada tha mere primary classes.
Virat:tum kis batch mein thi.?
Pakhi: 2006 mein 5th pada tha atlast us school mein
Virat :wow what a coincidence. Mein bhi usi saal mein pada tha. Tum kis section mein padi thi
Pakhi: A section always A.
Virat: mein bhi...........
Ek minute ek minute mere class mein pakhi naam ki koi ladki nhi thi. Toh tum kaise?
Pakhi :tum itna sure kaise ho?
Virat:class leader tha mein. Topper hu kuch nhi bhoolunga.
Pakhi: Oh acha leader. Sanjana yaad hai apko?
Virat:Haa bilkul. Use kaise bhul sakta hu. Ek number ki shaitan jo thi.
Pakhi:Tumne mujhe shaitan kaha?
Virat :Tumhe nhi kaha. Us.... Sanjana 🤔🤔(Suddenly realize what she said)  toh tum hai wo jo ladki hamesha sab ko taang khichthi thi
Pakhi:kya virat tum bhi wo sab bachpan ki batein hai. Tum bhi to kisise baat bhi nhi karta. Humesha class leader bankar chup raho chup raho karta tha. Aur chup nhi hua tho teacher ko batha doge. Wo aaka hume itna dategi Itna dategi ki kaan se khoon nikal jata
Virat:😆😆
By this they both engrossed in talking their childhood memories (friends.. Do comment there will be some friends in our life when we were in same school we  won't talk that much but if accidentally we meet them after some years and we develop a very strong bond...... Aapke life mein aisa koi hai kya yaa kuch incidents...... Tell me in comments section)

There our pyaari si Sai felt left out. She cleared her throat,Moved the glass, to gain attention but nothing worked out. So she decided better to leave. She stood up.
Sai : sorry guys I gotta work I should leave..
Virat :sorry sri.. Hum tho baaton mein tumhe bhool gaye. Don't take it serious.
Sai: It's ok. Hote hai. Par mujhe sach mein kaam hai. Mein chalthi hu bye.
Pakhi : bye Sai
Virat: Bye Sri.

After some time they too left the place

Precap: Sai realize her love for Virat 😃🥰💕💕💕

And after that story will go fast for some days because I don't want to concentrate more on Virakhi concept but it's more necessary for my story.

Friends please do vote and comment.
And continue to show your support.

SAIRAT❤  DEFINITION OF LOVE❤Where stories live. Discover now