Ruthe Ruthe piya..

2.3K 147 98
                                    

Anubhav saw that the house is locked....

Anubhav: humare Niwas sthan par tala kyu hai?? Mata ji kaha gaie?

Haseena: vo Maa apke kisi dur ke rishtedar ki shadi mein gaiee hai..unhe lautne mein Abhi 1 mahina aur hai...

Anubhav: ap ab bhi humari Mata Ji ke sampark mein hai??

Haseena: Anubhav jo hua usme Maa ka kya kasur?? Unhone apna beta khoya tha hum unhen akela kaise chodte? Aur vaise bhi hum unhen sirf Maa kehte nahi hai balki unhen wakaiee Apni Maa Mante bhi hai....

Those words of Haseena touched his heart and A little smile crept on his lip...

Haseena: Mashaallah kisi ki nazar na lage apki iss muskan ko..ye muskan behad khubsurat hai...

They Both had an eyelock for A while..then Anubhav looked at other side and took out the spair key of the which was hidden inside the flower pot...and both went inside...

Anubhav : app kuch legi Chai Coffee...

Haseena: ap baithiye hum bana kar late hai...

Anubhav: jee nahi humara ghar hai hum khud kar lenge..

Haseena: humare hote huee aap kyu karenge...ap ja kar itmenan se baithiye hum banakar late hai...

Anubhav: itmenan...?

He pulled her towards through his hand

Anubhav: Humara dil tod ke ap chahti hai ki hum itmenan se rahe??

Haseena: Anubhav...

Anubhav:  mat lo humara naam ..Jab bhi app humara naam leti ho toh hume vo humare seene par lagi goli yaad ati hai aur hume baar baar ye bhas hota hai ki humara rishta kitna Kamzor hai
Jo apka bharosa nahi hai hum par...

And he left her with a jerk and turned around..
He was About to move but she hugged him from behind..he was trying to move forward but she stopped him by all the force she could at last..he stood still...
His eyes developed tears ... and those tears started flowing...and his face showed more Anger...

Anubhav: Haseena Ji chodiye hume..

Haseena : nahi Anubhav..Aj nahi, kal nahi ,kabhi nahi...Hum apko kabhi nahi chod sakte ...ap zindgi hai humari..

Anubhav freed himself from her jerking her hand..he turned around and looked into his eyes..

Anubhav: aur ussi zindgi ki apne jaan le li haseena ji..(smiling painfully) mannana padega Kamal Ka jigra hai apke pass ...

Haseena's eyes became moist and she asked sternly...

Haseena: Agar ap humari jagha hote toh kya karte Anubhav uss Situation mein??

Anubhav:(shouting)  bharosa...jo apne nahi kiya hum pe...Hum sam dam dand bhed kuch bhi istemal karte haseena ji aur apki majburi ko Jan te apki takat bante ...apko yun he Gaadar keh kar tod te nahi...(crying) hume vishwas tha Haseena Ji ki humari priye Humare akho mein humari majburi ko samjh jayegi..par na apne samjha aur na he behena ne...Aur sab se maze ki baat janti hai ap kya hai?? Ki dono he striyan Humare jeevan ka ek Avibhajya (that can't be seperated) ang hai... isiliye cha kar bhi hum kuch nahi bhul pa rahe hai..aur Ap kehti hai hum itmenan se rahe...?? Humara itmenan ussi din chala gaya haseena mallik jis din apne humpar goli mar kar ye sabit kar diya ki ap hum pe vishwas nahi rakhti...

Haseena: (crying) Anubhav hum jante hai..hum jante hai ki humne apko bohot takleef di hai apko bohot buri tarah se chot pohochaiee hai...par yakeen kijiye humne ye sab jan buj kar nahi kiya...Vo Bakshi sir humse baar baar kehete rahe ki ap ek Gaddar hai par humara dil nahi mana...

Rishte - Set After Mission Beherupiya Where stories live. Discover now