In the police thana all where crying but not haseena mallik , she was sitting like a statue. At a once she got up from the chair and stood between the hall
Haseena : kya hua hai sab kyu roh rahe hai, joh huwa hai ab ham use badal nahi sakte
And she remembered the 10 minutes past incident
Before 10 min :
Santu : madam sir ap news dekheye
All members at a once looked to the t.v and was listening news.
Reporter : Sutro ke anusar pata chala hai ki dsp anubhav singh joh luck now ke dsp aur negotiation specialist hai jinhone dedh ke kasam khakhar bachane ke bajae , qaddari kare the unhe arrest karke jis van me dala hai us van ka accident hogaya hai
Suntro ke anusar yeh ek accident hai tyre puncture ke huwa, yeh accident bahut bada hadsa tha jisme koi nahi bacha , sare logo ke lassh jal gaye hai and khaye me gir gaye hai , police waha chan been karne gaye hai par unhe kissi ki lash sahi salamat nahi mili zyada logo ke body parts jalgaye hai, and isme accident me anubhav singh joh ek desh drohi hai unke maut hogaye hai .. Baki sochna break ke baad .
Karishma singh hugged her mother un law and cried
Haseena : anu...anuhbav aisa kaisa ho sakt hai
She sat down in the chair emotionless
Present :
Santu : par madam sir
She said and cried
Haseena : kya huwa santu , par kya , par kehne se na kuch badla na hi kuch badlega , aplog yeh ansu kis ke liye baha rahe hai ek desh dhrohi ke liye , ek aise shaks ke liye joh insaan nahi tha , ek aisa shaks ke liye joh wade pure karnahi saka , ek aisa shaks jispe sab bharosa karte the usne uska bharo sa hi thod diya
Yaad rakhiga ap sab bhale woh koi bhi ho hamra rishta unse kuch bi ho lekin woh hai ek desh dhrohi aur desh dhrohi ke liye roya nahi jata uska jashan banaya jata hai samjhe ap log.
Haseena :
Tu samjha ke me tujhe kabhi samjh nahi paoungi
Tu samjha ke tuh sab ko parde me rakhega
Par tu yeh bhulgaya har insaan jhooth bolta hai
Aur uska parda sabke samne khulta hai.Haseena : bataiyye aplog kya aplog ek desh drohi ek apradhi koh yaad karke rona chahte hai , us shaks ke liye joh kisi ka nahi huwa kya aplog uske liye yeh keemti ansu bahana chahte hai .
She said loudly by listening this all karishma singh stood
Karishma : nahi madam sir ham nahi karsakte aisa, ham ek desh drohi ke liye apne ansu kahe barbaad kare , koi nahi karega , anu bhai..anubhav ek desh drohi hai aur hamesha wahi rahega aur uske marne se hame farak nahi pade ga aur nahi zinda rehne se padeha , aj se ham unse sare sambandh tod denge , kabi is thane me unko yaad nahi kiya jaega maddam sir, aur agar yaad karega toh ek desh drohi ki tarha hi yaad karega .
By listening all haseena mallik smiled and took her in a hug and shook hand with her, all members stopped crying and saluted to karishma and haseena how are standing in the middle of tge hall.
______________________________________
After 5 months :
YOU ARE READING
Possession Vs Obsession
Fiksi PenggemarThis story is different from the serial track . In this the possessiveness turned to obsession Love turns to hate Hate turns to revenge . Thus story continues after the Mehrupia case and anubhav truth. The amazing story cover by @stvrdxst...