part 22

2.4K 186 6
                                    

Time flies in a blink of eyes, it's been two months of their marriage in this short time they made lots of beautiful memories with each other.

It was the normal day siddharth was in office and shenaaz and rita Maa was settled on living room and chatting and little piya was playing with her doll.

Sidm: shenaaz  tumhe nahi lagta ab hamain piya ko school vejna chahiye.

Sana: haan magar mom  woh abhi chhoti hai kaise rahegi waha akele agar kisine ussko hurt kardiya toh, kuch der   hum se dur hoti hai toh kitna dar jati hai waha Pura din kaise rahegi.

Sidm: magar Sana yahi sahi samaye hai ussko school vejne ki aur waha woh akeli thodi hogi waha kitne sare bachhe honge Naya dost banayegi.

Sana looked at piya who was playing with her doll.

Sana: thik hai aaj raat main  siddharth se baat karti hu.

Sidm: haan  tum  usse baat Karo mainy Kal usse baat Kiya tha iss baare may but ignore karke chala gaya.

Sana: woh piya ke liye thodi protective hai na sayed iss liye....

They were talking but at that time they hear the door bell.

Sana: main dekhti hu ( and she went to open the door when she opened she find the unknown persons)

Sana: ji aap log....... she asked politely.

p:  hum rita shukla se  milne aaye hai.

Sana let them in when siddharth mom seeing them she get  little disturb.

Sidm; aap log yaha aise achanak?

P: aap hamare swagat nahi Karoge akkhir hum aap ke samdhi jo thare.

Sidm: kaise samdhi jab aap ne hamari beti ko kabhi accept he nahi Kiya.

S: hamein hamari galti ka ahsaas hogaya hai iss liya hum hamari poti ko leny aaye hai.

Listening to to them shenaaz got worried she thought they are gonna take her daughter away from her she hug piya tightly.

Sidm: ab aap logon ko poti chahiye  tab kaha thy aap log jab aap ke bahu aur bete ko aapb logon ki jarurat thi aap  logon ne toh unko aap ke ghar se nikal diya tha pata hai aap logon ke wajhese meri beti aur damad ne  kitna dukh Saha hai.

S: hum ussi  galti ko paryaschit karna chahate hai hum aur hamain nahi pata tha ki hamari poti bhi hai woh hamara beta ka akhkhiri insani hai aur hamain huk hai usse lejane ki.

Sidm: woh meri bhi beti ki akhkhiri nisani hai aap logon se jaada hamara huk hai.

Piya: momma yeh uncle and aunty kon hai aur daadi kyu aisse baat kar rahey hai.

Sana: baby yeh humare......before she complete that person spoke.

S: hum tumare Dada, dadi hai.

Piya: but meri daadi toh yeh hai she pointed toward siddharth mom.

S: nahi beta yeh tumari nani hai.

Piya: nahi uncle mere Nana nani toh mamu k ghar may rehete hai.

Sidm: aap bachhi ke samne kaisi baate kar rahy hai suresh ji.

S: kaisi baate Matlab? usse bhi toh pata chalna chahiye usske Dada, daadi ke bare may.

Aur aap logon ne 3 saal tak hamain pata bhi lagne nahi diya ke hamari ek poti bhi hai. Women spoke.....

Sidm: dekhiye Rima  ji jab aap logon ne meri beti ko kabhi aapna nahi samjha toh usske ansh ko bhi hum aap ke hawale nahi kar sakte aur piya ko humse dur lejane ki baat woh kabhi ho nahi shakta aap log usse  mil sakte hai and you can leave from here.

Dil ka rishta (COMPLETE)Where stories live. Discover now