PART 1....A LETTER 💌

684 34 5
                                    

Narrator pov :- Do mahine in do mahino me bahut kuch badal gaya. Anirudh tu jaise jinda laash ban gaya hai. Bondita ku bhi sanyasini bane aur kaashi gaye 2 mahine hu gaye par uski yaaden uske dimag me abhi tak ked hai. Aur krishnanagar waha tu jaise shanti si cha gayi hu jitni in aath saalo me nahi chayi. Sumati abhi tak yeh asha lagaye darwaaze ke pass bathi rehti ki uski beti aaj uske pass wapas ayegi lekin woh sambhav na huya. Bondita ki rimjhim kaki , thakuma , kaka aur behene tapur tupur uski is halat ku dekh bebas hute rahate hai lekin chandarchur woh har mumkin koshish karne laga bondita ku dhundhne ke liye par kuch haath na laga aur gusse me akar roj tupur ku marta lekin kisi ku bhanak lage bina.

Tu dusri tarf tulsipur me log aur roy chaudhary parivaar me trilochan aur somnath is chij ka jashan mana rahe hai ki unhone akhirkar krishnanagar ke log aur das parivaar ku sabse bada ghav de hi diya. Ussi tarf batuk binoy aur sampoorna yeh sab dekhkar khadku dosh dete rahete hai ki woh log bondita ke liye kuch nahi kar paye. Anirudh woh tu dekhkar bhi kuch nahi kar pata batuk aur uske ma baba ki bate sunata ki usne bondita ke saath galat kiya tu dusri tarf trilochan aur som usse khush hai ki usne jo bhi kiya wo sahi kiya. Tu dekhte hai ki bondita fir wapas aati hai ya nahi aur in sab ki jindagi ku badalti hai ya nahi?

Two months later,

Bondita became a sanyasini. All are in devastate condition. Samoy and batuk wanted bondita back but failed. Thakuma, sumati, kaki, kaka, tapur and tupur don't understood what to do next. Chandarchur and his goons tries to find bondita in kashi but failed. Everything started frustrating to them. Children blames themselves for bondita's bad condition.

Aftersome days
In tulsipur,

A man sitting on the sofa while hugging the picture and crying.

Man :- Kaha hu tum bondita mene kaha bhi tha tumse ki chali jayu krishnanagar vapas lekin nahi soni na tumne meri bat kaha tha ki khatra hai yaha lekin nahi mani tum. Sach kahu bondita tu tumhare sakha babu bahut yaad karte hai tumhari sharatoon ku tumhari hassi ku tumhare saath bitaye woh har pal chahe woh choti si bondita hu ya badi bondita vaijanti ke roop me har pal

Yes he is our barrister babu anirudh roy chaudhary

Anirudh :- Kaha hu tum bondita

On the other hand ,

In a small hut a girl wearing a bhurkha stitting on the chair. Eyes were visible which are really very beautiful and waiting of someone else restlessly. A man came inside the hut. And told her in bengali hindi complex language that " Dukhiye homne aapko chundurachur babu ki saari sachayi butadi hai ub kya homara kaam khutam hu gaya kya?"

Yes he is parubeen. Chandarchur's private servant. Who fully exposes bondita infront of everyone.

Girl :- Nahi abhi nahi tumhe kal tak ka intezaar karne hoga kal ka din bahut lamba hone wala hai kyuki kal hai khulase ka din. Us khulase ka din jiska mujhe bahut besabari se intezaar tha.

Parubeen gets scared that what will happen tomorrow? What will she was doing tomorrow?

Girl :- Ab tum ja sakte hu aur ha yaad se yeh dono chittiyaan un tak puhonchana kuyi gadbari nahi honi chahiye samjhe.

Parubeen :- thuk hai subho ratri.

Girl :- hmm subho ratri ab jayu

Then he left for krishnanagar.

In next morning,
Tulsipur

Everyone is gathered for breakfast after durga ma aarti expect anirudh. After bondita left he don't included in any of the family gathers.

Kaka :- Ahem! Anirudh aaj bhi nahi aaya na khaana Khane aur aarti ke liye ham sahi haina.

Sampoorna :- H... haan jethji ( stammering )

Kaka :- Pata tha hume is bondita ne pata nahi kausa jaadu tona kiya hai hamare bete par jaane ke baad bhi uska picha nahi chudrahi hai.

Binoy :- Da bondita ne kuch nahi kiya hai anirudh ke saath aur ha ek ur baat bondita meri beti jaisi hai bilkul shashwati ki tarha aur aap jante hi hai ki me aapni betiyon ki khilaf ek shabad bhi nahi son sakta chahe woh aap hi hu.

Kaka :- Wah kal ki aayi ladki ke liye tu hume suna raha hai.

Binoy was about to speak but voice came from behind

" Kal ki aayi ladki nahi hai woh kaka "

He is anirudh

Anirudh :- Sona aapne kaka bondita kal ki aayi ladki nahi woh is parivaar ka hissa hai par aapki is dushmani ke karan usku kashi jana pada.

Kaka :- Par beta.....

Anirudh :- Basssss kakaaaa basss

Somnath :- Dada kaka thik hi tu kahe rahe hai aur ha aapku is tarha se kaka se baat nahi karni chayiye woh bhi us bondita ke liye

Anirudh :- Tummm chuppp rahooo som. Tumhe nahi pata ki badoon ke bich nahi bolte ha.

Som gets silent.

Kaka :- Arey galat hi kya kaha som ne ha bata hume ha

Anirudh :- Kaka.....

Anirudh is intrupped by a postman

"Roy chaudhariyoon ke liye chitti."

Batuk :- Ab dada me dekhata hu.

Batuk left for bought the letter.

Anirudh :- kisski chitti hai batuk

Batuk :- Dada isme tu ham sab ke liye chitti hai kissi ek ke liye nahi.

Binoy :- Kya hum sab ke liye

Batuk nodded his head as yes.

Anirudh :- Acha tu khulke dekhu ki kya likha hai is chitti me.

Batuk :- hmm

He readed the letter and after reading this he gets shocked and his mouth gets opened

Anirudh :- Kya hua batuk Kya likha hai isme joh tum itne heran hu gaye ha.

Batuk :- Dada herani ki hi baat hai jo bhi is chitti me likha hai.

Anirudh :- Acha tu padkar sunayoon ki kya likha hai isme joh tum itne heran hu gaye ha.

Batuk :- thik hai

In letter,

Joh bhi me is chitti me likhne ja rahi hu usse samjhane ki koshish jarur kariyega. Agar aap sabhi ku janana hai ki dono gao ki dushmani ke piche kiska haath tu aaj pahadi wale durga ma ke mandir dupaher ke 3 baaje aa jayiga woh bhi aapne goawalo ke saath kyuki yeh janna sabhi ke liye jaruri hai.
Nomoshkar

All gets shocked after read this letter.

In krishnanagar,

Das parivaar also gets this mysterious letter and they also gets shocked. Chandarchur body starts shivering and sweating after hear this letter.

To be continued,

Precap :- EXPOSED😯 BUT WHO ?

How was the first chapter.

Did u like my storyline
Comment pls

Stay tuned
Bye

TWO BROKEN HEARTS ( EMONTIONAL TALE OF ANIDITA)♡◇Where stories live. Discover now