Forever

713 78 15
                                    

------------------------------------------------------------------------------------------

At Anubhav's room, Haseena wakes up first and sees at the side where Rohan is sleeping, she finds Rohan sleeping clinging to Anubhav while he had also wrapped his arms around Rohan. She smiles seeing this and remembers Rahil, she gets up and gets fresh. As she opens the door she finds Anurag with Rahil about to knock the door

Haseena : Arey....tum dono

Anurag : Aab tum inn dono bhaiyo ka pyaar jaanti ho, maine Rahil ko bataya ki Rohan ki tabiyat kharab hai toh usse milna chah raha tha isiliye....hum agaye (smiling) 

Haseena : (chuckles) Rohan toh so raha hai...ajao andar 

------------------------------------------------------------------------------------------

All are settled down in living room, kids in their uniform. Anurag and Anubhav in sofa chit chatting about random things. Haseena in the kitchen and Karishma doing some works related to NGO

Anurag : Rohan tum keh toh rahe ki school jaoge but please aisa waisa kuch bhi mat khana (concernedly)

Rohan : Okay Fufu.... (smiling) 

Anubhav : (to Anurag) Dekho isse aisa lagta hai kuch hua hi nahi hai (chuckles sadly) 

Anurag : Yeh toh sahi hai na....aab usse pehle se bhi jyada khush rakhna hai (assuring him)

Rahil : Bhook (coming to Anubhav) 

Rohan : Papa bhook lagi hai (cutely with a pout) 

Karishma : Abhi Haseena lati hi hogi, mai.....(As she stands up she feels little dizzy) 

Anurag : Karishma! (Stands up and catches her) 

Karishma : Aahh (catching her head) chakar kyu aa rahe hai 

Anubhav : Baitho! (makes her seat) 

Haseena : Kya hua? (asks while coming with breakfast)

Anubhav : Karishma.... (showing to Karishma)

Haseena : Thik ho? (Worriedly) 

Karishma : Haan thik hoon...shayad subah se kuch khaya nahi tha isiliye chakkar aagaya 

Anurag : Arey kya theek ho....abhi doctor ke paas jayenge (persistently)

Karishma : Anurag main theek hoon (smiles to assures him) 

Anubhav : Accha ek kaam karo aaj jab Rohan school se aayega toh usse lekar Hospital jana hi hai toh tum dono chale jao na (Karishma sees him) Anurag ke liye! 

Anurag : Please! 

Karishma : Okay fine! Aab nashta karle 

They all have breakfast and leave for their respective destination. At the middle of the day, In NGO

Karishma : Iss mahine bahat kharcha hogaya, haina Haseena? 

When she didn't get any response she lifted her head to see Haseena lost somewhere and smiling. Karishma smiles confusingly

Karishma : Haseena....Haseena (sighs and smiles) Haseena kiske khyala mein khoyi hui ho?

Haseena : Anubhav (in flow flow) 

Karishma : Kya? (shouts in excitement making Haseena out of her thoughts) 

Haseena : Uh...woh...nahi...mai woh (fumbling) 

Karishma : Haseena (Haseena looks at her) mujhe bhi nahi bataogi (puppy face) 

Haseena : Uh... (sighs) Fine....haan Anubhav ke baarey mein soch rahi thi (blushing) 

Wajah hai pyaar ✔जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें