It's begins

388 57 39
                                    

------------------------------------------------------------------------------------------

A new morning in Singh mansion, Haseena and Karishma are in kitchen; Haseena cooking and Karishma sitting in the kitchen slab. The kids are getting ready for their school. Anubhav, Anurag and Mihir are in the living room; reading newspaper, sipping tea and talking

Rohan : Papa yeh button tut gayi (He says coming down with Rahil, holding the button from his shirt)

Anubhav : Dusri shirt nahi hai kya?

"Dusri shirt bahat gandi hai" Haseena says coming from the kitchen with Karishma, placing the tray of food on table

Rohan : Toh aab (pouts)

Haseena : Mumma hai na, tum yahi ruko mein abhi sui dhaga leke aati hoon 

She goes and brings the box of needle and threads. Rahil sits on the sofa between Karishma and Anurag

Haseena : Idhar aao (She sits on the sofa and pulls Rohan to her, starts her work)

Karishma : Rahil aise udaas kyu baithe ho? (She asks pulling him near her)

Rahil : Daa...di (sadly)

Anubhav : Haan bhai, maa ki yaad toh mujhe bhi bahat aa rahi hai 

"Mere bacche mujhe yaad kare aur mein na aau, ho hi nahi sakta" 

Rahil : Daa...di (He runs to her to the gate, happily)

Everybody smiles

Anurag : Aap kehdeti ki aap aa rahi hai, hum lene aajate (Everybody moves to her except Haseena and Rohan)

Maa : Tum logo ko surprise dena chahti thi, dekho mere bacche (kisses Rahil cheeks) kitne khush ho gaye 

After some time, everybody were eating breakfast 

Maa : Aur aab kya socha hai? 

Anurag : Kis baarey mein Maa?

Maa : Arey inke shaadi ke baarey mein (Anubhav & Haseena looks at each other)

Karishma : Abhi kuch socha nahi hai

Maa : Toh socho. Aab sagai ko 4 din ho chuke hai toh baaki ke rasam aur functions bhi karna hoga tabhi shaadi ho paayegi na 

Mihir : Haan toh aap bataiye aab sagai ke baad kya hoga? (excitedly)

Maa : Aab sangeet phir mehendi aur haldi, phir shaadi (smilingly)

------------------------------------------------------------------------------------------

"Kya soch raha hai bhai?" Mihir asks Anubhav who's lost in his thoughts

Mihir was in their office cabin. Anurag sees them and smiles

Anubhav : Nahi kuch nahi (composing himself)

Anurag : Puchna padta hai kya Mihir, aaj subha maa ne kya baatein ki thi yaad haina? (teasing)

Mihir : Ohh haan (Giving a teasing look to his bestfriend) sorry haan maine disturb kiya tu reh apne khayalon ke duniya mein 

Anubhav : Mr. Mihir Jain kya hum aapko yaha aane ka wajah puch sakte hai? (Mihir was about to say something when Anubhav continues in a teasing voice) Anurag, aaj Shreya office aayi hai ki nahi? (Mihir looks at him)

Anurag : Shre- Ohh, Shreya. Haan aayi haina, kyu kuch kaam hai kya? Bulau? (Sees Mihir)

Mihir : Kaam hai mujhe aur yahi office ke paas ke studio mein hai toh filhaal , I'm here (annoyingly)

Wajah hai pyaar ✔जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें