Part 3

122 28 14
                                    

here is the new chapter:

sakshi and vipul were in a room..

sakshi: [angry] ye achanak se purvi ke baba kaha se aa gye..or unhone ye shaadi kyu roki..

vipul: sakshiji hume to dar lag rha h agr kisi ko pta chl gya to..

sakshi: chup kro esa kuch nhi hoga..tumhari usse shaadi hogi..

vipul: pr aapko pta h hum usse pyaar nhi krte hum to ye shaadi sirf paiso ke liye kr rhe h..or wese bhi aap purvi ke baba ko jaanti nhi h..hum bachpan se dekhte aaye h unhe..wo in sab ke khilaaf h or purvi se wo bhot pyaar krte h wo esa nhi hone denge..

sakshi: or hum esa hone nhi denge..mukhyain h hum humare khilaaf kon jaa sakta h..tum aaram kro hum sochte h kuch..[she left]

in guest room:

vir was there with purvi's father and mother..

vir: dhanyawaad aap mere kehne par yaha aaye..

mahesh: nhi mukhiji..balki aapne to sahi samay pr bula liya..aap jante nhi h vipul ko wo bhot laalchi insaan h..usne pakka is shaadi ke liye bhi kuch liya hoga..

vir: aapko esa kyu lagta h?

mahesh: kyuki me use jaanta hu..jb wo purvi se pyaar krta tha tb to dahej le rha tha to ab to pyaar bhi nhi karta usse..

vir: aapko kese pta ki vo bawri se pyaar na krta..

mahesh: kyuki abhi kuch din pehle hi uske maa baba ne uska rishta tay kiya h kisi ladki ke saath..to jb wo uske liye raazi h to fir purvi se shaadi kese kr sakta h..

vir: [shocked] yo ke bol rhe ho aap..[angry] agr yo sach h na to me us vipul ko chodunga na..uski himmat kese hui bawari ki zindagi kharab krne ki..

mahesh: mukhiji abhi koi saboot nhi h humare paas..or na hi hume pta ki wo ye sab kyu kr rha h..to abhi hum kuch nhi kr sakte..

vir: aap fikr mt kijiye..me uski or bawari ki shaadi na hone dunga..aap log aaram kijiye me aata hu..[he left]

he came in his room...sakshi was already there..

sakshi: mukhiji aap purvi ke maa baba ko smjhaiye na ki vipul acha ladka h..unki shaadi hone de..

vir: sakshi wo bawri ke maa baba h..unka haq h apni beti ke liye koi bhi faisla lene ke liye..isme me kon hota hu bolne wala..

sakshi: pr mukhiji..

vir: dekh sakshi..me kuch na kr sakta..agr unhe vipul na pasand to ye shaadi na hogi..

sakshi: lekin purvi ko to pasand h na..

vir: [sarcastic smile] bawri ko..tu ache se jaanti h bawri ko kon pasand h..wo kisse pyaar krti h..isliye kuch bhi mt bol..[he left]

sakshi: hume laga tha hum mukhiji ko smjhaenge lekin ye to pehle hi piche ho gye..or hum ye kese bhul gye ki mukhiji to usse pyaar krte h to unke liye to ye acha hi h ki ye shaadi nhi ho rhi..lekin hume kuch to krna padega..[meanwhile she recieved a call] hello..

man: kesi ho sakshi..

sakshi: hum ache se tum batao..

man: mujhe tumse milna h..

sakshi: pr hum nhi mil sakte..agr kisi ne dekh lia to aafat ho jaegi..

man: konsa din me milna h raat ko aana h aa jaana..

sakshi: nhi hum nhi aa sakte..

man: agr tum ni aai na to me sabko sach bata dunga..

sakshi: dhamki de rhe ho tum hume..nhi aaenge hum..krlo jo krna h tumhe..tumhari baat wese bhi koi nhi manega..[she cut the call]

man: ye tumne thik nhi kiya..ab dekho me kya krta hu..

in purvi's room:

purvi: hum kya kre kya na kre kuch samjh nhi aa rha..baba achanak aa gye or fir ye shaadi bhi rok di..[meanwhile there was a knock on door..she opened it and find vir there] aap yaha kya kr rhe h?

vir: pehle andar to aane de..[he come inside]

purvi: kya kr rhe h aap yaha?

vir: me pati hu tera..me jab chahe tb aa sakta hu tere paas..

purvi: aap shayad bhul rhe h ki humara talaaq ho chuka h..

vir: un kaagazo pr abhi court ki mohar na lagi h..or jb tk mohar na lagti na tb tk hum pati patni hi h..or hum humesha pati patni hi rahenge..kyuki me kabhi wo mohar na lagne dunga..

purvi: ye kya keh rhe h aap..aap esa kuch nhi karenge..aap kyu apni basi basai duniya ujaad rhe h..aap sakshiji ke saath khush rahiye..apne bacho ke saath rahiye..bhul jaiye hume..

vir: [angrily pull her by shoulders] ke mtlb h tera ki tanne bhul jau..hnn..tu ache se jaanti h me tanne kitna pyaar krta hu..fir bhi yo sab kr rhi h..tu jaanti h me sakshi se pyaar na krta fir bhi mujhe uske kareeb bhej rhi h..tu jaanti h bache,me or ghr me koi bhi tere bina na reh sakta fir bhi hum sabko chod kr jaana chahti h tu..kyu? 

purvi: [looking other side] aap galat smjh rhe h..esa kuch nhi h..or abi aap jaiye yaha se..

vir: me kahi na jaa rha..pehle mere sawalo ke jawab de..

purvi: mukhiji jaiye yaha se..or agr aapko nhi jaana to hume jaane dijiye..[tried to free from his grip but failed..his grip became more tight]

vir: pehle jawab de..

purvi: mukhiji kya kr rhe h lag rhi h hume..chodiye..

vir: tu meri ek baat smjh le me teri shaadi kisi or se nhi hone dunga..tu sirf meri h..[he left from there]

purvi: pta nhi mukhiji smjh kyu nhi rhe..ye galat h..

next morning..

all were engaged in there works..vir went to panchayat..purvi decided to meet her parnts because she has not met them till now..sakshi and vipul were busy in discussing about marriage..

thats all for now:
do vote and comment

see u soon in next prt..

till then bye bye..

share ur opinions and suggestions...


PURVIR: PARTITION IN PAINजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें