so let's continue:
next morning:
vps went to panchayat..ms and yogi also went to their works..purvi was kids..sakshi was in her room thinking that how can she convince everyone for vipul and purvi's marriage...
in panchayat:
vps was sitting with some papers but he was thinking about purvi..
vps: abhi ke liye to manne ye shaadi rok di lekinagr bawri ko pta chla ki uske maa baba ko yaha mene hi bulaya taaki ye shaadi ruk jae to..to ke hua agr pta chl bhi gya to manne koi fark na padta..me bawri se pyaar krta hu or ye shaaadi rokne ke liye kuch bhi karunga..[his thoughts were broken by a servant]
servant: mukhiji..mukhiji..
vir: [came back in senses] haa bol ke hua?
servant: mukhiji wo bahar aapse milne ek aadmi aaya h..
vir: kon h?
servant: ye to nhi bataya bs kaha ki aapse zaruri baat krni h..
vir: thik h andar bhej de use..[servant left] kon ho sakta h..
in house:
sakshi: hum kya kre esa jisse ye purvi is ghr se chli jae..isne humse humara sab kuch chin liya..humara pati,humare bache,humara aura.sab kuch..hum nhi chahte ki ye or is ghr me rhe..kuch bhi krke hume iski shaadi krwani h bs..
in panchayat:
man: me andar aa sakta hu mukhiji..
vir: [see him] tu kon h..
man: kya me andar aa sakta hu..[vir nodded] aap mujhe nhi jante mukhiji lekin me aapko ache se jaanta hu..
vir: [confused] ke mtlb h tera saaf saaf bol kon h tu..or mujhse ke kaam h..
man: mera naam karan h..or me aapko pichle 6 saalo se jaanta hu..
vir: usme ke h..gao ka mukhiya hu me sab jaante h manne..
karan: sab aapko mukhiya hone ke naate jaante h..lekin me aapke baare me sab kuch jaanta hu..sab kuch..aapki kitni property h..kaha kaha h..aapke ghr me kon kon h sab jaanta hu me..
vir: [angry] kon h tu..bol mere kis dushman ne bheja h tujhe meri jasoosi krne k liye bol..bol warna teri jaan le lunga..
karan: [smile evily] aap janna chahte h kon h aapka dushman jisne mujhe ye sab bataya..[vir was holding his collar] to suniye jisne mujhe ye sab bataya na wo koi or nhi balki wo h jisse aap bhot pyaar krte h..uska naam sunenge to hairan ho jaenge..
vir: [angry] dekh mere sabr ka imtihaan mt le jldi bol warna tu mere haatho mr jaega..
karan: wo koi or nhi balki aapki patni h sakshi..[vir left his collar in shock]
vir: yo ke bakwaas kr rha h..sakshi ne bataya tujhe ye sab..wo kyu bataegi tujhe ye sab..tera ke rishta h uske saath..bol
karan: mera uske saath wahi rishta h jo aapka tha..pyaar krte h hum ek dusre se..
vir: ke bakwaas kr rha h..esa kese ho sakta h..sakshi mujhse pyaar krti h mujhe pana chahti h or iski wajah se to vo..[man interupted]
karan: isi wajah se wo aapki molkki yaani purvi ki dusri shaadi krwana chahti h..yahi na..[vir look him in disbelief]
vir: tujhe ye sab kese..
karan: mujhe sab pta h mukhiji..sakshi ne khud bataya..or aapko pta h 5 saal pehle jab aapko laga tha ki sakshi mar gyi..wo mari nhi thi..balki aapke paise lekr bhaag aai thi mere paas..kyuki wo mere saath rehna chahti thi..
vir: yo ke keh rha h..
karan: sach keh rha hu..or ab bhi wo aapke paas sirf isliye aai h kyuki uske paise khatam ho gye h..wo sirf apne hisse ki property,paise wagarah lene aai h..baaki use aapse,bacho se koi mtlb nhi h..
vir: tu sach bol rha h..[he nodded] agr esa h to me sakshi ko chodunga na..lekin tu bhi to usse pyaar krta h to fit mujhe ye sab kyu bta rha h..
karan: jb sakshi yaha wapas aa rhi thi na to mene use mana kia tha ki ye na kre..me hu na me sab dekh lunga lekin nhi wo to apne hissa ka paisa,zameen jayadad chahti thi isliye wapas aai or jese hi use ye sab mil jaata na wo wapas bhaag jaati thi..kl mene use phn kiya tha lekin uski baaton se laga ki wo mujhe bhi juth bol rhi h..to mene socha ki kyu na aapko sach bata du..baaki ab aap dekh lijiye..[he left]
vir: [shocked and angry] sakshi paiso ke liye ye sab karegi ye mene kabhi na socha tha...sakshi ne sabse juth bola ki wo 5 saal coma me thi..me use na chodunga esi saza dunga ki zindagi bhar yaad rakhegi ki kisko dhoka diya h..apne iraade pure krne ke liye wo manne bawri se alag kr rhi h..ib me bhi dekhta hu ye shaadi kese hoti h..[he left for home]
after sometime he came back home..he went in room and saw sakshi there..he was angry on her but just pretended to be calm..sakshi saw him..
sakshi: aa gye mukhiji aap..hum aapka hi intezaar kr rhe the..aap baat kijiye na purvi ke maa baba se..
vir: [in mind] kitna giregi tu sakshi..kitna..manne sharam aa rhi h ki mene tujh jesi aurat se pyaar kia..
sakshi: mukhiji kaha kho gye..
vir: na kuch na..me baat krunga unse..pr sakshi manne tujhse ek baat puchni h..
sakshi: haa boliye na..
vir: tu 5 saal tk kaha thi sakshi..?
sakshi: aap achanak se ye sab kyu puch rhe h?
vir: aree na me to isliye puch rha hu kyuki tu 5 saal tk jaha thi waha ke logon ke liye hume kuch krna chahiye..aakhir unhone tera khyaal rakha to unke liye bhi kuch krna chahiye na hume..
sakshi: pr iski kya zarurat h mukhiji?
vir: are zarurat kyu na h..aakhir unhone 5 saal teri seva ki tera dhyaan rakha to badle me hume bhi to unhe dhanyawad kehna chahiye na..unke liye kuch krna chahiye na jisse unka bhi bhala ho..chl bta kaha thi tu 5 saal?
sakshi: [nervous] humne bataya to tha ki hum coma me the..
vir: [in mind] or kitna juth bolegi sakshi?
vir: haa wo to h pr kaha thi..konse hospital me..konsi jagah thi..?
sakshi: [avoid the ques] mukhiji abhi in sab ka waqt nhi h..ye to hum baad me bhi kr lenge..abhi vipul or purvi ki shaadi ke baare me sochte h..or hum abhi aate h..[she left hurriedly]
vir: kitni ghatiya aaurat h tu sakshi..tujh jesi aurat mene aaj tk na dekhi..bawri or vipul ki shaadi to me na hone dunga..is ghr se bawri na balki tu jaegi..
at night:
purvi: hume neend hi nhi aa rhi kya kre? [think] haa ek kaam krte h thodi der maa baba ke saath beth jaate h..unse baatein bhi krlenge..[she left from her room]
she was about to enter their room but stopped as she listened some conversation..
savita: purvi ki shaadi us vipul se nhi ho sakti..purvi ne hume bataya bhi nhi iske baare me kuch..
mahesh: haa wo to acha hua ki mukhiji ne hume bata diya or hum yaha samay se pahuch gye or ye rok diya..
savita: haa..sahi time pr bula liya mukhiji ne hume..
purvi: [in mind] acha to ye sab mukhiji ne kiya..humari shaadi rokne ke liye wo ye sab bhi krenge ye nhi socha tha humne..hum abhi unse baat krte h..[she left from there angrily]
thats all for now:
do vote and commentsee u soon in next prt..
till then bye bye..
keep guessing what's next?
आप पढ़ रहे हैं
PURVIR: PARTITION IN PAIN
Fanfictionthis story is based on the track when purvi decided to marry vipul just to save sakshi's wedding life...vir was not happy with this decision..to know more peep inside the story.. do vote and comment it is a short story..