Hello guys 😊
Here is chapter 8
Let's start......
.
.
Countinue from last chapter........In morning 🌄
(Samrat woke up first.... Samrat dekhta hai ki pakhi ka ek haath samrat ke chest ke upar hota hai our vo sk rahi hoti hai...... Samrat pakhi ka hand pakadta hai our dheere se apne upar se hatata hai..... Par pakhi ki aankh khul jati hai.... Pakhi jaldi se bed par bethti hai)
P- sorry..... Vo
S- it's okk
P- abhi aapka bukhar kaisa hai
S- pehle se bht acha hai
P- dikhao mujhe
(Pakhi samrat ke had par haath rakhke check karti hai)
P- abhi bukhar utar gya hai
S- dekha
P- kya dekha
S- kuch nhi vo to ese hi bola
P- pagal kahike (giggle)
S- to ye pagal aapko thank you so much bol raha hai
P- vo kis liye
S- aapne mera itna khayal rakha jistna kabhi kisi ne nhi rakha mera.... Our meri itni chinta kar rahe the aap... Jitni koi nhi karta (with moist eyes)
P- maine kuch zyada nhi kiya.... Haan mujhe pta hai aapko apni mummy ki uss time bht yaad aa rahi hogi... Kyuki agar vo hoti to vo aapka bht zyada ache tareeke se khayal rakhti..... Jo ki mein nhi kar payi.... Haan our mummy ki jgh koi our le bhi nhi sakta
S- nhi.... Mummy bhi kabhi mera ese khayal nhi rakhti jaise aapne rakha
P- kya matlab... Kabhi nhi rakhti... Kehna kya chahte ho
S- Tum meri mummy se bhi zyada achi ho.... Bht achi..... Meri new achi vali mumma ho tum.... Thank you so much
(Samrat pakhi ko hug karne ja raha hota hai.... But stop)
S- so.... sorry.... Vo mein kuch zyada hi khush ho gya tha isliye.... Sorry
(Samrat bed se uthta hai our bathroom ki taraf jane lagta hai... But tabhi samrat ko apne peeche se avaz aati hai)
P- to ab apni achi vali mumma ko hug bhi nhi karoge
(Samrat peeche mud kar pakhi ko dekhta hai.... Our jaldi se jake use hug karta hai.... Pakhi bhi Sam ko hug karti hai.... Pakhi ke hands samrat ke shoulder ke upar hote hai.... Our Sam ke haath pakhi ki waist par hote hai)
After some time.....
(Samrat neeche aata hai)
P- samrat.... Acha hua aap aa gaye... Chalo breakfast karne
S- aap kha leti na mera wait kyu kar rahi thi
P- arey akele khane mein acha nhi lagta aap chaliye
S- suno
P- hmm
S- aap mat bola karo mujhe.... Itni izzat hazam nhi hoti mujhe
P- wah (Lough)
S- haso mat
P- ok lekin fir kaise bolu mein
S- Tum , tu , pagal , gadha our baki tumhari marzi hai kuch our bolna chaho to vo bhi bol sakti ho
P- ohh thik hai chalo ab gadhe kahike
S- haan ab sahi lag raha hai... Ese hi bola kro
P- tum bhi mujhe jo mann kare vol sakte ho.... Mein options nhi de rahi
S- ok.... Chalo ab
P- hmmm (giggle)
S- abhi bhi hasi nhi ruk rahi tumhari
P- ab hasi aa rahi hai to mein use rok thodi na sakti hu
S- jai ho aapki.... Chalo ab
(Thay both did bf)
S- shopping par chalogi
P- ummmmmmm... Nhi
S- itna kyu soch rahi ho..... Maine to suna hai ladkiya kabhi shopping ke liye mna nhi karti lekin yaha to ulti ganga beh rahi hai
P- acha thik hai ab apna bhashan shuru mat kro.... Chal rahi hu mein
S- ye hui na baat
(They both go mall...our vaha pakhi bht saari shopping karti hai.... Usme kuch short dresses hoti hai our bht se suit hote hai our makeup etc.... In car)
S- dekho
P- kya dekho
S- ghar par jo insan keh raha tha ki mujhe shopping par nhi jana hai vahi insan itni shopping karke aaya hai ki car ki peeche vali seats tak bags se bhar chuki hai
P- isliye to mna kar rahi thi.... Dekha ho gayi na pocket khali
S- ye kisne kaha tumse
P- sorry
S- mein kya gussa ho raha hu kya jo tum sorry bol rhi ho
P- nhi.... Par sorry maine kuch zyada hi shopping kar li
S- yaar.... Mein koi Gussa nhi hu.... Balki achi baat hai mujhe to bht khushi hui pehle baar kisi ke saath shopping par aaya na isliye our vo bhi tumhare saath to bht maze aaye mujhe.... Isliye sorry mat bolo na please
P- par....
S- chup pagal kahiki.... Abhi to smile karo na.... Kro na ek baar... Itna sad hona sehat ke liye acha nhi hai.... Ek baar apni pyari si smile dikha do
(She smile 😊)
S- chalo abhi kuch kha liya jaye
P- golgappe (panipuri)
S- mein bhi yehi soch raha tha
P- chalo fir jaldi
(Sam car on karta hai.... Then vo dono golgappe (panipuri) khate hai)
P- samrat tum nhi khaoge kya
S- nhi
P- golgappe ki bazatti karna bht galat hota hai
(Pakhi jaldi se samrat ke muh mein ek panipuri daal deti hai)
S- ummm
P- chabana nhi aata kya.... Pehle khao fir karna shikayat
S- maine koi bazatti nhi kari golgappe ki
P- lekin tumne use khane se mna kiya matlab uski bazatti kari tumne
S- ye kya baat hui bhla
P- jo bhi hai our golgappe khane se kon mna karta hai isliye ye galat kar rahe the tum
S- ok mata ji
P- mata word ajeeb lga
S- izatt hazam nhi hoti hai
P- haan nhi hoti
S- Tum bhi na
P- to tumhe kon si izatt hazam hoti hai
S- baat to sahi hai
(After some time thay both go home)
////////////////////////////////////////////////////////////////
I hope you like this chapter ?
Bye
See you soon 🔜😗
Love you all 😘💟😊😊
YOU ARE READING
He's her light
General Fictionye story puri samrakhi par hai... date 23jan 20220 😆😆