I will find pakhi

40 8 14
                                    

Hello guys 😊
Here is chapter 27
Let's start....
.
.
Countinue from last chapter.....

(After some time sam woke up... And then sam ready hoke neeche jata hai breakfast ke liye... Sab aate hai our dinning table par bethte hai... Sam sirf pakhi ko dekh raha tha par vo vaha thi nhi... Our na hi usse kahi our dikhi thi pakhi jabse vo utha tha)

S- mumma... Pakhi nhi aayi.. ruko mein usko bula kar lata hu

(Monika samrat ki taraf dekhti hai.. par kuch bolti nhi hai... Vinay cunfusen mein hota hai ki aaj isse hua kya hai... Vaise humesha bolti rehti hai... Abhi chup chup hai kuch... Samrat seedha pakhi ke room mein jata hai bhaag kar... But usse vaha pakhi nhi milti... Sam dobara neeche aata hai)

S- mumma... Pakhi apne room mein nhi hai..  kaha par hai vo?

(She don't reply)

V- teri dobara ladai hui kya pakhi se our teri mummy se

S- nhiii... Pakhi se maine ladai nhi kari our

(Sam Monika ke paas jata hai our uske cheek par kiss karta hai)

S- aapko abhi bhi lagta hai kya ki meri our mummy ki ladai hui hai

V- nhi... Par pakka teri our pakhi ki ladai zaroor hui hai dobara....

S- nhi hui..  succhi

V- acha thik hai... Jake ek baar cupboard ke upar dekh... Ho sakta hai iss baar bhi vo vahi ho 

S- maine dekha tha ... Nhi hai vaha pakhi

V- fir kaha hogi... Chal tu our mein dhundte hai pakhi ko

S- ghar mein hi hai.. keh to ese rahe ho aap jaise 100 countries mein dhundhna ho (giggle)

V- chup... Chal.. 

(Vinay our samrat..  pure ghar mein pakhi chillate hue ghumte hai our har room mein check karte hai... Par pakhi kahi bhi nhi milti..  Monika vahi chair par bethti hai... Vo dono Monika ke paas aate hai... She is lost in her thoughts)

M- kya bataungi inhe mein... Kya kahungi inse mein... Samrat ka kya hoga jab usse pta chalega ye.... Our jhut bhi nhi bol sakti mein... Kyuki kabhi na kabhi to inhe such pta chalna hi hai... Kya karu mein (in mind)

S- mummmmmmmaaa... Pakhi kahi nhi mil rahi hai... Batao na kaha hai vo... (Verge to cry)

(Monika samrat ki taraf dekhti hai)

V- hua kya hai tumhe ... Bolo na..  pakhi kaha par hai

S- mummy... Please bta do na... I know aap our pakhi game khel rahe ho... Our dono humare saath prank kar rahe ho... Taki mein our papa dar jaye... Batao na kaha hai pakhi

(Monika chair se uthti hai)

S- aap kuch bol kyu nhi rahi ho..

(Tabhi Monika ki one eye se ek tear nikalta hai... Vo jaldi se usse wipe karti hai)

M- samrat... Vo... Vo... Aaj subah... Pakhi aayi thi mere paas... Vo... Ghar chhod kar chali gayi... Delhi.. apni padhai puri karne... Ab jab uski padhai puri ho jayegi.... Vo tab hi aayegi yaha (moist eyes)

(Samrat our vinay ko Monika ki baato par vishwas nhi hota hai... Vo soch rahe hote hai ye pakhi our Monika ke prank ka hi plan hai... Jo inhone bht hi ache se plan kiya hai)

V- glisren konsi shop se kharidi thi tumne

S- mummmyyy.... Btao na kaha hai pakhi... Mazak band karo ab Bht ho gya

M- such bol rahi hu mein... Agar tum dono ko mazak lag raha hai to vo tum dono ki problem hai... 

(Monika apne room mein jane lagti hai apne tears wipe karte hue... Un dono ko kahi na kahi Monika ko dekh kar uski baato par vishwas ho raha tha... Tabhi vinay Monika ko rokta hai... She stop and turned back)

V- kya tum such bol rahi ho?

M- tum dono ko kyu lagta hai ki mein jhut bolungi... Our vo bhi itna bda... Mein khud kabhi imagine bhi nhi kar sakti ki pakhi ese ghar chhod kar chali jayegi... Par ab sacchai nhi badal sakti ... She leave this house... Such mein yehi hua hai... Mujhe bhi abhi tak vishwas nhi ho raha hai ki pakhi chali gayi... Par ab jo hua hai vahi such hai... Our isse hume manna hoga Ab (shout + crying)

(Ab un dono ko pura vishwas ho chuka tha Monika ki baato par .. kyuki vo kabhi itna zyada nhi roti hai kisi ke liye bhi... Our esa karte hue to un dono ne ka hi Monika ko dekha hi nhi hai.... Samrat jaldi se Monika ke paas aata hai our uske hands pakadta hai)

S- mummy... Pakhi ese kaise ja sakti hai... Usne mujhe bataya bhi nhi... Vo to ab mujhse gussa bhi nhi thi... Fir bhi vo mujhe bina bataye chali gayi... Mujhe ek baar mila bhi nhi usne... Ek baar mil leti ... Baat kar leti... Usne kyu nhi kiya esa... Mujhe bass ek baar... Bass ek baar milna hai usse... Mummy please bula do na pakhi ko (crying bitterly) 

(Monika samrat ko hug karti hai our uski back rub karti hai)

M- nhi rote bacche... Hum pakhi ko le aayenge... Pakka... Tum ro mat please

(Suddenly... Sab Brock the hug)

S- mummy... Vo pakhi... Pakhi delhi gayi hai na??

M- hmm

S- mein... Mein abhi dekh kar aata hu... Mein usse pakka dhund lunga out vapas le aaunga.

M- par beta abhi tak to uski flite nikal chuki hogi

S- to kya hua... Mein delhi mein pta karunga... Ki pakhi kaha par hai... Mein sab kuch karunga... Par usse ghar bapar lekar aaunga

(Samrat jaldi se apne tears wipe karta hai... Our table par se car ki keys leta hai our bhr chala jata hai... Vinay bhi jaldi se samrat ke peeche jata hai)

ꈍᴗꈍ)( ꈍᴗꈍ)( ꈍᴗꈍ)( ꈍᴗꈍ)( ꈍᴗꈍ)( ꈍᴗꈍ)

Bye
See you soon 🔜😗🔜
Love you all 😘🥰💗😘🥰

He's her light Where stories live. Discover now