Chapter 10

634 37 1
                                    

Anuj:- kiyaa haiii

Aarav:- kiya kya hai

Anuj:- kaha tha tu itnaa late

Aarav:- arey pehle kuch khila do bhuk lagi hai

Anuj roll his eyes all meet eachother and start eating

Aarav:- arey yaar wo Kam se gaya tha toh ek ladki se takra gaya uska picha gunda pade the toh uska locket galti se gir gaya mena usse dhunda wo nahi mili uska chehr bhi nahi dekh paya

Gk:- ohhh acchaaa

Mukku:- lekin locket toh hain usme koi photo ya name hai kiyaa

Aarav:- nahii locket pe koi photo toh nhi lekin ek naam hai

Shivanya:- kiyaa

Aarav:- Chandravanshi!!!!

The spoon was fall from anuj's hand all where looking at his tensed face and hurrdley wipe the sweat...

Anuj:- wo ahmm hmm aarav mein locket dekh sakta hun

Aarav:- Haan
he give him the locket Anuj get shocked to see the locket..

Anuj:- (mumbling) Preeti

Gk:- kuch kaha tune

Anuj:- ab..nhi toh aarav tu yeah locket mujhe de de mein iska malik ko dhund dunga.. police se mera bohut contacts hein..

Aarav:- okay

Anuj was tensed looking at the locket

Anuj:- (thinking) aisa kesa ho sakta hai itnaa saal baad yeah log yeah naam 50 saal baad kun kun yeah samne aaya... kun....

:
:
:







Next Day
All come from Kapadia except Anuj and Vasu...

Anu:- Anuj Kaha hai

Mukku:- uff kisi ko apna hone wala pati ki badiii yaaddd a rahi ha kunnnn anuuuu bhabhiiiiii

Anu was glared at Her

Shivanya:- wesa bapujii hame yaha invite karna ka liyaa thank you so much

Bapuji:- arey thank you kun aab toh ham sab ek parivaar hai ham ek dusra se baat kar paaya or ek dusra ko samjh paaya isliyaa toh aaj sabko dinner par bulaya mena.

Shivanya:- ji bilkul

Ritik:- Haan mujhe merii bhabhi see bohutt sari bate Karni Hai

Anu:- mein sabka liyaa Nashta lati hun...

Sara:- chachi aap kun jayagi.. aap is ghar ki bahu thodi hai..

Kinjal:- Haan mummy mein lati hun

Sara:- arey is ghar ki sirf tum hi bahu ho kavya hai toh sahi...

Kavya:- mein kisi ke liyaa koi Kahana nahi banungii

Ritik:- aap is ghar ki bahu hai toh hamara liyaa tasty nashta toh aap hi laoge..

Kavya:- mein nahi laungi..
Ahhhhhhhhhhhhhhhh

All shutttt their ears..

Baa:- pagal ho gai hai kiyaa mera dil Beth jata abhii...

Vanraj:- aisa kiya ho gaya

All look at aarav who was smirking looking at kavyaa bcz he cut kavya hairs with scissor which making everyone shocked Samar Sara Basant kinjal want to control their laugh..

Kavya:- (crying) meraa baall. Ahhlhhjh

Aarav:- jada chilai toh or kaat dunga

Kavya shut her mouth

Aarav:- jao or sabka liyaa kuch aacha nashta bano accha Banana pakhi tumhari madat karagi...

Pakhi:- mein Mei kun..

Aarav:- mera social media pe 100k se jada followers hai kahi aisa na ho pakhi ki Mei tumhari koi embarrassing photo post kar dun or tumhari bezzati ho jaya yakin na ho toh...

Pakhi:- aap log khana Mein kiya khayaga

Vanraj:- pakhi ku

Aarav:- jada bole toh thappad mar dungaa

Vanraj:- dhamka raha ho mujhe vanraj shah ko dhamki d..

Aarav slapped him hard!!!! Which make everyone shocked... just then a cab driver come

C/d:- sir car tayar hai ahemdabad ghumna ka liyaa

All suprised and look at aarav

Aarav to C/d- yeah bapuji, mama ji,gk kaka ritik chacha, chachi, Dolly aunty, or mukku Bua... dusrii mein Samar, Sara,Basant,kinjal,Shivangi, meenu and mein toh Chale khana Bahar hi kahaya ga.. mena pehle hi decide kar liyaa tha bass test kar raha tha li inn gawaron ko Inka maa baap ne sankaar diya hai ya nahi or agar diya hai toh kisnee unhe apnaya or kisnee nahi Vanraj se umeed na kar sakta baa khud aisi hi hai...
choda bejaati nahi karna cahata aaj ke liya itnaa hi wesaa aap log chal raha ha ya mein kuch bolun....

All hurrdley goes and sat in car
Vanraj,kavya,baa,paritosh,pakhi left

Aarav: ek jagah hai car mein ghumaga phirngaaa yaha rehna se accha hai pakhu...

She look at him and then his father who was boiling she understand that it's going to be mahabharat so she hurrdley sat in car beside kinjal.... aarav smile

Aarav:- aglii baar mujhe kuch bolna se pehle yeah tappad yaad rakhna vanraj

He leave and the 2 cars also vanraj kicked the table..

Ahhhhhhhh


‖ HUMDARD- MɑAn ‖Where stories live. Discover now