So last part mein humne dekha tha ki Arjun Ayesha se bolta hai ki use aur chotu ko search 🔍 ke liye Jana hai.
Aur woh sakshi ke baare mein bhi puchta hai. Ayesha bhi sochti hai ki Arjun mane ya na mane usse bhi Sakshi se pyaar ho gaya hai..Let's see kaise Arjun Sakshi ko Save karta hai..
__________________________________________________
After the call conversation with Ayesha Arjun went to the head quarters to talk with Minister Sir..
In the Ministers Cabin
Arjun, DSP sir and the Minister himself was shown talking..
Sir lekin Humari team ki ek member ki jaan khatre mein hai, sir and I can't lose any of my team member.. Sir kuch toh kijiye na.. Said Arjun to the Minister..
Dekho Arjun issmein hum kuch nahi kar sakte. Woh terrorist hain agar unke saamne hum aise jhuk jayenge toh kaise hoga.. No I can't take that risk.. Sorry Arjun.. said the minister...
Arjun ne bahut koshish ki Minister ko samjhane ki but Minister nh mane.....
Yehan sakshi ke side..
Liza was with Sakshi.. Liza is taking care of sakshi and time to time she is reporting the situation to Arjun.. because Arjun ne har gante Sakshi ki situation batane ka liye bola hai..Arjun ka call aata hai Liza ko..
Liza meri baat dhyan se suno sakshi ke left side ke pocket mein ek phone hain.. uss terrorist ne rakha hai.. abhi uss terrorist ka phone aaya tha mujhe okay tumhe bas usse baat karke mujhe information paas karna hai samjhi.. said Arjun on the call..
Ji sir samajh gayi... Replied Liza..
In the mean time Aisha and chotu sabhi flats and store ko check kar rahe hote hai lekin abhi tak koi sabut haath nh laga hota hai..
Arjun bahut hin pareshan ho raha hota hai.. ki usse Sakshi ko bachane ka koi solution hin nahi mil raha hota hai.. tabhi use ek idea ata hai..
(Just like the show he kidnap the daughter of Minister and every thing is same as show but with a twist).
Terrorist bhag rahe the Sakshi ko apne saath lekar... Lekin Arjun aise kaise unko le jane de sakta hai unhe uski Sakshi ko.. Yes you hear it right his Sakshi..
Kehte hai na ki Pyaar ka aheshas hone ke liye ek pal hin kafi hota hai aur jab woh aapse dur Jaa Raha hota ho toh aisa lagta hai jaise ki waqt ki sui ko pichee le jaun aur usko apni dil ki baat bol dun.. thik ussi tarah jab jaa rahi thi wo dur toh hua Arjun ko yeh ahsaas.. ki hai kya woh uske liye..... hai kitni woh khash...
Abhi ke liye itna hi baaki ka next update mein...
See you soon.....