Prt-25

447 54 4
                                    

Abhijeet-inhe kya hua...aur ye log rani ji ko inki maa kyun kehla rahe hain...

Samir-kyunki sir ye inn teeno ki maa hi hain...(making everyone shock)

Daya-kya...ye inn teeno ki maa hain toh ye teeno ne kabhi zikr kyun nahi kiya...

Abhijeet-aur kavin itne gusse mein kyun tha...

Rajat-haseena aur karishma ko jaane se kyun mana kiya...

Samir-toh sir actually rani mallik ko na kabhi bhi ladki nahi chahiye thi...ladke hi chahiye the...par unfortunately ladkiyan bhi huyi aur ladka bhi...woh matlab kavin bhai, haseena di aur karu...toh unhone na humesha haseena di aur karu ko apne beti jaise behave nahi karwate the...unhone jaan se jyaada pyaar kiya toh woh sirf kavin bhai ko...kavin bhai ko ye sab dekha nhi gaya isliye woh di aur karu ko lekar ghar chodkar chale gaye...

On other side kareena came inside the hospital and went near receptionist...

Haseena-excuse me rani mallik naam ki patient haina yaha hume unse milna hain...

Receptionist-aap hain kon par...

Karishma-hum unke betiyan hain...humara naam karishma mallik hain aur ye haseena mallik...

Haseena-dekhiye please jaldi bataiye woh kaha hain...hume unse milna hain...(tears)

Receptionist-woh abhi operation thetre mein hain...unka operation chal raha hain kyunki unhe bahut gehre chotein aayi hain...isliye aapko rukna hoga aur ye form bharna hoga...taki payement ki procedure shuru ho jaaye aur aap jo doctor laane bolenge woh laa denge...

Haseena-ji...ji dijiye...kaha kya karna hain bataiye...(taking pen)

Receptionist-yaha information bhar dijiye phir mein aapko payment batati hun...(giving her form)

Haseena filled all the information with tears...she gave that to the receptionist...

Haseena-what is the amount...(with tears)

Receptionist-5 lakh ho gaye...

Karishma-5 lakh...itne thode kam kar dijiye kaha se laaye hum itna...

Haseena-karishma...tu...tum yaha ruko mein...mein paise lekar aati hun...(saying this she went from there)

After sometime karishma was sitting on bench while looking at ot's light as the light was red...

Karishma-bhagwaan ji please meri maa ko kuch mat hone dena...raksha karna unki....hum unse bahut pyaar karte hain...itna pyaar karte hain ki unke liye jaan bhi de sakte hain...aur haan di ki bhi madat karna woh paiso ka intezaam karne gayi hain...(in mind praying to god)

When nurse came out from ot with a plate full of cotton covering with blood which made karishma's heart skip heartbeats...

Karishma-nu...nurse...ma...maa thik hain...woh thik haina...

Nurse-dekhiye abhi kuch keh nahi sakte...woh bahut critical hain...aap please jaldi se paise bhar dijiye reception par taaki doctor jald se jald aage ki treatment shuru kar sake..kyunki unka bahut blood loss hua hain...unka khoon ruk hi nahi raha hain...isse jyaada aur kuch mein keh nahi sakti..(saying this she left while karishma sat on bench with thud while crying)

When haseena came near receptionist with money..

Haseena-excuse me...ye paise...dekhiye abhi sirf mujhse 3 lakh ka intezaam hua hain...toh...

Receptionist-aap sirf isme se 2 lakh de dijiye...kyunki already 3 lakh ka payment ho chuka hain...

Haseena-3 lakh ka payment ho chuka hain...kisne kiya...

Receptionist-woh toh pata nahi...par unhone 3 lakh ka already payment kar diya hain sirf aap 2 lakh ka bacha payment kar dijiye...

Haseena-ha....haaan...ye lijiye...(gave her the remaining money) abb meri maa thik ho jaayegi na...

Receptionist-woh toh pata nahi mam par doctors apni puri koshish kar rahe hain...toh himmat rakhiye...kuch nahi hoga unhe...

Haseena-ka...kashi...(she looked behind to see karishma crying) kashi...(she went and sat beside karishma) kashi shaant ho jaao bacche...aise ro mat...

Karishma-di...di...dekho na ye kya bol rahe hain...maa ki situation critical hain...bachne ke chances bahut kam hain...kuch karo na di...nahi reh paungi mein maa ke bina...(crying hugging haseena)

Haseena-shh...shaant ho jaao...dekho maine paise bhar diye hain...aur maa ki treatment shuru ho chuki hain...woh jald hi thik hogi...bharosa rakho allah pe...(rubbing her back with tears)

.

.

.

.

.

.

Tadaaaaa tadaaaa

Chapter over...

Plz vote aur comment karna...

Hum juda hokar bhi yaadein humare saath hain ✔Where stories live. Discover now