Flashback...
Haseena-hello aaira...kya hua jaan...
Aaira-mumma I am mishing you...mein aapke paas india aajau...(cutely)
Haseena-abhi nahi baby...
Aaira-kyun mumma...(sadly)
Haseena-dekho bacche mumma ko na bahut kaam hain yaha...aur agar aap abhi yaha aaoge toh mumma aapko waqt nahi de paayegi...aur aapko aise chalega kya batao mujhe...
Aaira-nahi mumma...sorry mein nahi aaungi...
Haseena-aisi baat nahi hain bacche...mein jab leave lungi na mere job se tab mein aapko aane bolungi...hmm...
Aaira-your wish is my command mumma...(smiling cutely)
Haseena-meri aaira bahut smart hain aur world ki sabse best beti hain...(with tears)
Aaira-yesh mumma...ek min aap kriti aunty se baat karo mein tabtak gajar ka halwa kaha tak pahuncha dekhti hun...
Haseena-gajar ka halwa...(confused)
Aaira-haan mumma aaj mera na gajar ka halwa khaane ka bada mann tha...isliye maine khud kriti aunty ke madat se gajar halwa banaya...
Haseena (smiled)-are wahh meri bacchi ko toh halwa bhi banana aata hain...good...
Aaira-aunty ne sikhaya isliye...nahi toh mujhe gas pe khaana banate hain iske alawa idhar ka udhar ka kuch nahi pata...
Haseena (laughed)-acha thike...aap kriti aunty ko phone do aur jaao khelo...
Aaira-yesh mumma...(she gave phone to her) mumma ka phone hain...
Kriti-haan hasi bolo kaisi ho tum...
Haseena-aaira hain isliye zinda hun...nahi toh meri aatma meri sharir se kabki juda ho gayi thi...
Kriti-aise mat bol yaar...tu strong thi, hain aur humesha rahegi isme koi doubt nahi hain...
Haseena-hmm..mujhe na aaira ko saari khushi deni hain...saari khushi aur mein try bhi karungi ki usse de pau...just because isliye nahi ki woh meri beti hain...isliye kyunki woh meri smart, intelligent aur sabse pyaari beti hain...aur woh iss duniya ki saari khushi deserve karti hain...haan maana woh humesha apne papa ke baarein mein puchti hain...par usse ek baar batadu toh kuch din keliye woh samjh jaati hain...(with tears)
Kriti-baat toh sahi kahi tumne hasi...(smiling)
Haseena-acha suno na kriti...kuch din toh contact nahi ho paayega isliye aaira ka khayaal rakhna aur haan aaj usse eiffel tower dikhane le jaana, raat ko lekar jaana...kyunki aaj ke din humesha hum dono waha jaate hain...(smiling)
Kriti-don't worry...tum chinta mat karna, mein usse lekar jaaungi...
Haseena-okay chal bye...
Kriti-ek min ruko hasi...aaira ko tumse baat karni hain...(gave phone to aaira)
Aaira-mumma aap mujhe jaldi apne paas bulana...
Haseena-yess mumma ki jaan...aapko jald hi humare paas bulaungi...hmm...chalo abb mein rakhti hun phone...mumma ko kaam pe jaana hain..
Aaira-yech mumma...bye aur love uhh...(kissed phone making haseena smile)
Haseena-love you too baccha..(kissed phone) bye...
Haseena kept the phone and kept the phone close to her chest...she smiled and went back to do her work...
Flashback over...
Haseena-ye lo beta aapko bhuk lagi hogi na...(serving her pancakes)
When kriti entered and hugged haseena tightly...she kissed her cheek while haseena smiled at her cute antics...
Haseena-choti bacchi ho kya...(pulling kriti's cheek)
Kriti-haan...acha bata bhaiya aur woh sab kaha hain...
Haseena-woh kuch kaam se bahar gaye hain...aur maa upar kaam kar rahi hain...chal beth mein tere liye bhi pancakes deti hun...
Kriti-are nahi yaar...mujhe urgently nikalna hoga kuch kaam hain...10-15 dino keliye mujhe US jaana hoga...toh ajaungi jald abhi nikalti hun okay...
Haseena-acha thike...khayaal rakhna khudka...
Kriti-haan tu chinta mat kar...tu apna aur aaira ka khayaal rakhna...(to aaira) aaira baccha idhar aao..
Aaira went near kriti and she picked her in arms...she kissed cheek and forwarded her chocolates...
Aaira-thank uhh aunty...(taking chocolates and kissing her cheek)
Kriti-khayaal rakhna baccha apna...(kissed her head)
Kriti kept her down and aaira seek blessings from her....kriti and haseena smiled while kriti gave her blessings and bid haseena bye...
Haseena-maa niche ajaiye naashta ready hain...(preparing dish for rani)
Rani-haan arahi hun...(she came downstairs and was confused to see aaira) ye kon hain hasu....
Haseena-maa...woh...ye...ye aa...aapki...aapki navasi hain...(anxiously)
.
.
.
.
.
.
Tadaaaaa tadaaaa
Chapter over...
Plz vote aur comment karna...
YOU ARE READING
Hum juda hokar bhi yaadein humare saath hain ✔
RomanceKya hota hain jab hum kissi se beintahaan mohabbat kartey hain par uske kuch saal baad hum ussi insaan se nafrat karne lag jate hain...inki bhi kahani kuch aisi hain... Kya Anussena ek ho payenge...?? Pyaar ki nishaani inko ek karengi...??