Part 5

1K 90 199
                                    

Hii Guys.... Let's start the story....

Target: Votes: 45+ and Comments: 120+ 

Karishma: Ab kya kare.... Kaha hogi Madam sir

Amar: Shaayad hume pata hai....

Karishma: Kya.... Aapko kese pata hai Sir ki madam sir kaha hai....

Amar: Human phycology Karishma Singh .... Jab se mission reopen karne ki baat hui hai Haseena ji bahut chin.... pareshan dikh rahi thi... Unki pareshani ka karand toh nahi jaante par unhe dekh ke aisa lag raha tha mano voh kisi guilt mein ho.... Aur jab koi insaan guilt mein ho toh voh aksar uss jagah jata hai jaha usse sukoon mile.... toh Haseena ji bhi kisi aesi hi jagah hongi....

Pushpa ji: Amar sir bilkul sahi keh rahe hai ..... Ab sab log yeh socho ki ik insaan ko sukoon kaha milta hai....

(Billu just entered MPT and was unaware of the current scenario) 

Billu: Toilet mein 

Karishma gave him her world famous kantap....

Pushpa ji: Bille bina puri baat sune mat bolo na.... Abhi yaha bahut gambhir baat chal rahi hai

Karishma: Bille badnaam ko bolo ki zehar de ke jaye.... 

Billu goes from there 

Pushpa ji: Ha toh ab sab log yeh socho ki Madam Sir ko sukoon kaha milta hai....

Santosh (Full Masumiyat): Purane vale DSP sir ke pass....

Deewan ji: DSP sir???

Santosh: Purane vale

Karishma (Angry): Amma cheeta iss jadbudhi ko leke jao aur thode singhade khilao....

Cheetah (Scared): Ji....ji... Santu ji chaliye....

Santosh (unable to understand the reason why Karishma is angry): Par madam sir....

Karishma: Unhe hum dhund lenge... Tum dono jao....

Amar: Karishma Singh pehele aap apne dimaag ko shaant kijiye ..... Aur phir sochiye 

Amar gave Karishma a glass of water..... Karishma drank the water in one go 

Amar (To Karishpa): Ab aap dono apni aakhhe band kariye aur sochiye ki Haseena ji kahan ho sakti hai....

They both closed there eyes and started to think

Pushpa ji: Madam sir kisi dargah ya masjid mein ho sakti hai ....

Karishma: Qabristan (Graveyard)..... (Amar gave a proud smile) Madam sir apne abbu ki qabra par gayi hongi

Pushpa ji: Arre ha.... Humne sab jagah unhe dhoonda par vaha nahi dhoonda 

Badnaam came

Badnaam: Chai Chai.....  yeh lijiye Karishma madam Badnaam especial chai.... 

Karishma (To badnaam): Abhi nahi .... Baad mein piyenge tumhara zehar.... Abhi hume kahi jaana hai...

Pushpa ji: Hum bhi chalenge

Karishma: Nahi Pushpa ji.... Baat ko samajhiye.... Abhi humara jaana hi sahi hoga

Pushpa ji nodded 

Karishma (To Amar): Dhanyavad sir.... Aaj aapne humari bahut madad ki

Amar: Dhanyawad mat kahiye Karishma Singh yeh toh humara Farz tha

Karishma (Smiles): Jai Hind sir

Amar: Jai Hind

In Qabristan (Graveyard)

Ehsaasजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें