part:-9

828 104 22
                                    

Next day .

D house ..

Amruta:- mom kal wo raghav rao to aya hi nahi aapne to kaha tha ki wo jarur ayega

Su:- ha us din pH pe to usne yahi kaha tha ...per pata nahi kya ho gaya

A:- mom kahin us pallavi ne to nahi mana kar diya...kyuki wo bhi to nahi ayi thi ..

Su:- ha yahi hua hoga...

On a road...

Kirti meets pallavi in early morning.  .

K:- tum kal kyu nahi ayi thi

P:-kyuki ab mera us ghar k logo se koi rishta nahi bacha h..

K:- aisa kya hua

P:- unlogo ne mjhe ghar se bahar nikal diya....waise bhi kab tak jhutha dikhawa karte wo log.... akhirkar hu to mai ek vidwa hi....

K:- tu ab kaha reh Rahi h

P:- apni aaji aur bhai k sath

K:- aur kaam kaha kar rahi h ...

P:- JJ me

K:- kya ....tu us Raghav rao ki company me kam kar rahi h

P:- ha ...raghav mera boss h

K:- tum usse bach k rehna ..wo bhut hi galat insan h..apne fayde k liye wo kuch bhi kar sakta h...

P:- tum aisa kyu sochti ho  . Tum usse itni nafrat kyu karti ho .

K:- kyuki mai us insan ko bhut achhe se janti ho... Uski wajah se maine aur Amma bhut takleef jheli h ... Wo insan sirf nafrat k layak h... Khair tum apna khayal rakhna ..abhi mai apne office jati hu...bye

P:-bye ...

JJ office...

P:- is thinking...aisa kya kiya h raghav ne kirti k sath jo wo uske bare me itna bura bol rahi thi....

Z :- comes to her....

P:- hi ...aaj 12 baj gaye abhi tak ye ghamndi rao office nahi aya....

Z:-ha kabhi kabhi wo apne ghar se bhi kaam karte h.... To it's normal.... Waise tumko wo ghamndi kyu lagte h ...

P:- kyuki wo ghamndi h...apne paiso ka bhut ghamand h usko...

Z:- aisa bilkul bhi nahi h..tum galat soch rahi ho.....abhi tum unhe sahi se janti nahi ho isiliye aisa bol rahi ho.. jis din jaan jaogi us din tum khud apni kahi huyi bat pe afsos karogi ...ha wo kam bolte h ..jyada logo se ghulte milte nahi h lekin eska ye matlab bilkul bhi mat smjhna ki unko paiso ka ghamand ka ....

P:-tum yaha kabse kaam kar rahi ho

Z:- mere abbu ki death 3sal pehle ho gayi thi....wo yaha pe kaam karte the...mai us wakt college me thi....to sir ne mere abbu ki jagah pe mjhe kaam de diya....mai college k bad yaha kaam pe aati.  ..waise to mai bas 4 ghante Kam Kiya karti thi but unhone wahi salary di jo wo abbu ko diya karte the... .phir pichle  ek sal se maine yaha full time kaam karna shuru kar diya....agar us wakt wo chahte to ye job na dete mjhe...aur tab bhut problem hoti meri family ko...meri ammi ek housewife h aur mjhse chhoti meri ek behen h.... Es job ki wajah se humari family ko koi financial problem nahi face karni padi ...sir ki khud ki family nahi h to wo apne staff ko hi apni family ki tarah mante h n he makes sure ki kisi ko paiso ki wajah se kabhi koi problem na ho ... Acha tum ab  apna kaam karo ...agar sir ab tak nahi aaye h to smjh lo ki wo aaj nahi ayege ..n she leaves pallavi's desk...

P:- ye raghav rao cheej kya h..koi iski itni tareef karta h to koi itni nafrat...

SWP:- dusre kya sochte h iska koi matlab nahi ..tu kya sochti h raghav k bare me ye important h....abhi kya kaha Zoya ne ki jab tu khud jaanegi raghav ko to tujhe realise hoga ki wo kaisa h..

Raghvi os N Short Stories Part:- 1  Where stories live. Discover now