🕊️|~Pehli Mulakat~|🕊️

819 57 8
                                    

Here is the first part.....

A girl was sleeping peacefully when someone put water on her face

Girl: bhai pareshan mat karo na (whinning)

Boy: sweety uth ja subah ho gyi hai . Tujhe office nahi jana hai kya

Girl: aapko bhi toh jana hai , aap ready ho jaiye hum bhi ho jayenge

Another girl entered the room

Boy: Accha hua tum aa gayi Ganga , ab tum hi uthao iss maharani ko

Yes the boy was Sahil, and sweety was Haseena

Ganga: hassu uth ja aaj teri meeting hai na (caressing her hair)

Haseena: bas 5 minute more (keeping her head on her lap)

Sahil: Tum dono ka rishta meri samjh ke bahar hai , mein ja raha hoon mujhe office ke liye late ho raha hai.

Just then his phone rang

Sahil: bolo kya hua (caller said something)  Accha ok mein office aata hoon

Ganga: Kya hua Sahil

Sahil: Woh actually humare company mein jo financial advisor the unki Maa ki tabiyat kharab ho gayi hai toh isiliye Woh ab chale Gaye hai , Ansh ka phn tha keh raha tha ki ek naye aadmi ko dhundha hai uss ne toh mein office jakar usse mil leta hoon

Haseena: hum bhi chalenge , hum abhi ready ho ke aate hai
(Getting up from Ganga lap)

🦋🦋 Dining table 🦋🦋

Sahil: Abbu woh Ansh ka phn aaya tha ki usne bola ki woh ek naya financial advisor dhundha hai uss ne toh hum usse mil le

Abbu: thik hai 😊 hum aaj office nahi aa payenge kyunki ek meeting ke liye jana , jo bhi ho tum aur hasi dekh lena

Sahil: Ji Abbu

Ammi: woh Shehzad, aaj mujhe tumhari car chahie

Abbu: Kyun? Humara matlab hai tumhari car kahan gayi Nafisa

Ammi: Woh Shivam ke paas hai , woh apne doston ke saath ghumne Gaya hai

Abbu: Lekin humein toh nahi bataya usne

Ammi: Woh plan achanak se bana na

Abbu: ye ladka bhi na

Sahil: jaane dijiye na Abbu

Abbu: hmm

Haseena: Abbu aaj office ke baad hum apni friend Nikita ke ghar jayenge toh aane mein thoda sa late ho jayega

Abbu: thik hai hasi lekin sambhalkar jana aur aana please

Haseena: ji Abbu

~An hour later~

Ansh: sir woh jo naye aadmi ko dhundha hai finance ke liye woh aa gaye hai

Sahil: thik hai andar bhejo aur haseena ko bhi bulao

Ansh: ji sir!

He went to Haseena's cabin

Ansh: May I come in

Haseena: arre Ansh aaiye na

Ansh: woh haseena aapko sir bula rahe hai woh naya financial advisor dhundha hai woh aa gaya hai toh

Haseena: aap chalo hum 2 mins mein aate Hain

After sometime she comes out of her cabin when she collided with a hard chest as a reflex he too he held her waist. She looked up and was lost in his hazel eyes, he too was lost in her orbs and her beautiful face. After 2 mins they realise their position and get separated.

Anubhav: aap thik hai

Haseena: ji woh hum jaldi mein the toh.....sorry

Anubhav: Koi baat nahi, agli Baar dekh ke chalna warna chot lag jayegi (smiling)

Haseena: Ji, waise aap

Anubhav: Anubhav Singh, Mr Sahil Malik se milna hai woh financial advisor ki job ke liye

Haseena: ohh aaiye na , woh bhai ka cabin wahan hai (pointing to it) hum bhi wahin ja rahe the

Both went to Sahil cabin

Sahil: haseena tum, ye kaun hai

Haseena: ye Mr Singh hai woh financial advisor ki job ke liye aaye Hain

Sahil: oh, aaiye baithiye na

Haseena sat beside him while Anubhav sat opposite to them

Sahil: Sahil Malik , CEO of Malik enterprises (both had an handshake) Toh phir Anubhav,    aap ne  finance hi kyun chuna

Anubhav: actually Mr Sahil, hum shuru se mathematics mein kafi interest lete the aur finance mein bhi interest hai toh isiliye

Haseena: kitna saal ka experience hai aapko

Anubhav: 6 saal, badi companies aur banks mein kaam Kiya hai

Sahil: ok kaunsi wajah hai jo aapko lagta hai ki aapko ye job milni chahie

Anubhav: experience hai 6 saal ka , kayi companies aur banks mein kaam Kiya hai toh clients se deal karna aata hai humein toh hum aapke clients ke saath accha connection develop kar sakte hai

Haseena: aapke purane co-workers kya khyal hai aapke baare mein

Anubhav: unka khyal hai ki hum Apne kaam ko lekar bahut punctual hai , humein mistake pasand nahi hai kyunki numbers mein galti disastrous ho sakti phir chahe deal choti si ho ya badi

After few more questions he said

Sahil: so Mr Anubhav , aapka confidence level aur jawab dene ka style accha laga , ye raha aapka appointment letter and you can join from tomorrow

Anubhav: thank you so much sir!

Both shakes hand and then he shakes hand with haseena, chills down their spines, both were lost in each other.

Precap: First day at work

To be continued....

Please vote and comment 💗

Keep supporting ❤️






Anuseena: The game of  fame Where stories live. Discover now