🍂|| Her Past ||🍂

407 41 9
                                    

Continue from previous part

"Haseenaji aap yaha" A familiar voice called Haseena

She turns to find Anubhav

Haseena: Anubhav  aap yahan

Anubhav: vah hum  Kumbhalgarh festival attend karne Aaye The

Haseena: hum bhi , ab Ham chalte Hain sab log aaye Hain Na Ghar se to vah log hamara wait kar rahe honge

Anubhav: aap roh kyon rahi thi

Haseena: ab Ham kahan roh rahe the kuchh bhi bolate hain aap

Anubhav: aapki aankhon se saaf pata chal raha hai ki aap ro rahi thi isliye bolane ka koi fayda nahin hai

Haseena: Aisa kuchh nahin hai Aap bewajah tension le rahe hain.

Anubhav: aap hamen apna dost manati hai na to fir batane mein problem kya hai bataiye na kya problem hai aapko.

Haseena: hamen let ho raha hai Ham ja rahe hain.

Anubhav: Haseena ji (he said sweety)

Solance, his voice give her a different kind of peace,  solance and assurance.

She turned towards him

Anubhav: Ham aapko force nahi kar rahe hain lekin bus aapke aansu dekh Kar bura laga isliye poochh rahe hain. Kya hua hai

Both sat down on the stairs. She look that him again before saying anything

Anubhav: Ham aapse promise karte Hain kabhi bhi aapko judge nahin karenge

Haseena: yah baat kuchh 12 sal purani hai. Ham aur hamari friend Rhea Mehta bahut acche friends The hum dono in fact hamari families ki bhi kafi banti thi per FIR ek din ek Aisa din aaya ki sab kuchh khatm Ho Gaya. Ham Sach kah rahe hain usmein hamari Koi galti nahin thi lekin pata nahin kyon Rhea koi aisa lagta hai ki use din Jo kuchh bhi hua sab hamari vajah se tha. Uski jindagi hamari vajah se kharab ho gai jabki humne To kabhi uska bura chaha hi nahin friend kam aur ek Soul sister mante the hum usse. lekin use ek hath se ke bad itni kadvahat bhar gai hai uske man mein ki vah hamen apna dost manne se bhi inkar kar deti hai.

He was listening to her keenly, she continued

Haseena: baat yah hai ki ek din hamare school mein ek dance competition tha. Humne aur Rhea ne bhi usmein participate kiya tha , participants ki family ko bhi invite kiya gaya tha isiliye uske mummy Papa aur hamare Papa bhi aaye The. Hamari performance shuru hone wale tha lekin Rhea humein jaane nahin Dena chahti thi ki agar humne phone kiya to vah second aaegi aur ham first. humne use kitna samjhaya ki Ham donon ne mehnat ki hai To jaruri thodi na hai ki Ham first aaye lekin use hamesha pata nahin kyon aisa lagta tha ki vah hamesha second hai aur ham first. use first aane ka bahut shauk tha. Jaane nahin de rahe the Ham use hatane ki koshish kar rahe the aur tab... (Anubhav holds her hand seeing her shivering a bit)
galti se uska pair sidhiyon per se fisal Gaya aur woh niche gir gayi . Uski Jaan to Bach Gai lekin uske pair mein bahut major fracture hua, bahut sare leg tissues destroy Ho Gaye. Doctor ne declare kar diya ki vah kabhi bhi dance nahin kar payegi. Rhea ko dance ka bahut shauk tha, bahut badi dancer banna chahti thi woh lekin use hadse ne uske sare sapne Tod diye aur isiliye tab se lekar aaj vah Sat Shri ka jimmedaar vah hamen manati hai use lagta hai ki hamari  vajah se uske sapne khatm ho gaye aur uski jindagi barbad ho gai. Lekin aap hi bataiye hamari kya galti thi Ham to sirf apni performance Dena chahte the ab main janbujhkar usko dhakka nahin diya tha. yah baat uske parents bhi samajh gaye lekin Ho nahin samajh rahi thi. Use aur dukh nahin Dena chahte the isiliye hum woh colony chhodkar vahan se a gaye. Uske bad se kabhi unse baat nahin Hui uski. Is festival mein bhi aayi Hui hai aur ham donon ko ek room bhi share karna pad raha hai vah aaj tak gaon nahin bhule Jo shayad hamen laga tha ki bhool jayegi.

Anuseena: The game of  fame Where stories live. Discover now