🪔||The festival of lights||🪔

494 47 9
                                    

Continue from previous part.

༄ 𝕄𝕒𝕝𝕚𝕜 𝕀𝕟𝕕𝕦𝕤𝕣𝕚𝕖𝕤༄

𝗖𝗘𝗢'𝘀 𝗖𝗮𝗯𝗶𝗻

Sahil was working in his cabin when Haseena came

Sahil: Sweety, aaja baith

Haseena: bhai baithane ka time nahi hai, aap bhul gaye kya parso Diwali hai toh har saal ki tarah iss saal bhi party toh hogi na

Sahil: Haan Sweety tu chinta mat kar , party ke liye taiyari shuru ho chuki hai.

Haseena: great, sab employees ko  invite Kar Diya

Sahil: Woh bhi ho jayega

Haseena: Woh hum kar den please

Sahil: Uski jarurat nahin hai

Haseena: please bhai

Sahil : Accha thik hai

Haseena: Hero aa rahe hain na

Sahil: phone kiya tha unko , lekin he's busy

Haseena: this is not fair , 2 saal ho gaye unse mile huye aur hum princess ko bhi miss kar rahe hain .

Sahil: lekin Bua ji ki bhi tabiyat kharab rehti hai na

Haseena: huhh, woh natak karti hai taki Hero aur bhabhi yahan na aaye

Sahil: Aisa nahi bolte Sweety, badi hai woh . Accha ye bata tune apne doston ko bula liya .

Haseena: hum phone karke bol denge , ab hum chalte Hain

Sahil: okay

A̲n̲u̲b̲h̲a̲v̲'s̲ C̲a̲b̲i̲n̲ ♧

Haseena came in his cabin

Anubhav: arre Haseena ji aaiye na (he stood up)

Haseena: baithiye, hum toh bas aapko parso Diwali party ke liye invite karne aaye hai

Anubhav: lekin sorry Haseena ji Ham nahin aa payenge

Haseena: kyun (frowned)

Anubhav: aap to janti Hain na haseena ji , hamare kuchh dost aaye  hai isiliye Ham to unke sath Diwali celebrate karenge.

Haseena: kitne kharab hai aap, apne doston ke liye apni iss dost ko mana karenge.

Anubhav: aisi baat nahin hai, Ham koshish karenge aane ki

Haseena: matlab aap nahin bhi aa sakte hain

Anubhav: Haseena ji please hamen aise dharm sankat mein mat daliye na.

Haseena: achcha theek hai ek idea hai hamare pass.

Anubhav: Kya

Haseena: aap apni UN doston ko bhi le aaiye hamari party mein

Anubhav: lekin

Anuseena: The game of  fame Where stories live. Discover now