sonipat

297 48 21
                                    

Next day...

Rakshit wake up her in early morning...

Drishti:- kya he itni subah subah..

Rakshit:- chalo mandir jana he.. our aarti karni he tayyar hokar aajao..

Drishti:- okk boss.. ab jao yaha se..

Drishti get ready and came in temple... Rakshit learnt her how to do aarti..

Rakshit:- just aise hi karni he..

Drishti:- okk..

After some time..

Rakshit sent her in kitchen with chief.. he learnt her how to cooking...

In afternoon..

Rakshit came with some kids.. and learnt her how to behave with kids and family members..

In evening...

Drishti learnt making snacks..

In night...

Rakshit learnt her how to take care of family members....

In night..

Drishti:- me yaha faishon designer banne aayi thi our tumne mujhe maid bana diya.. you are so so bad.. i hate you..

Rakshit:- maid nai banaya...

Drishti:- to..

Rakshit:- bahu banaya he...

Drishti shocked...

Drishti:- bahu.. kiski...

Rakshit:- just do your work...

This rutin was continue till one week...

Rakshit:- aaj hum sonipat ja rahe he.. aaj se tum drishti nai SONAM ho.. jab tak thik se kaam karogi tumhare dad se baat bhi karne dunga our wo safe bhi rahenge...

Drishti:- okk ji.. haa bolne k alawa our koi option choda he tumne mere liye... wahe guru ji... is hitler se bachana mujhe..

Rakshit:- ab chalo...MRS SONAM RAKSHIT SHERGILL

Drishti:- ye rakshit kon he...

Rakshit:- pata chal jayega.. chalo..

Drishti wore indian Punjabi suit.. she wore mangalsutra and sindoor also... and sit beside rakshit..

After some hours..

Drikshit reached in sonipat... and their car stop in front of a beautiful house..

Rakshit:- come..

Drikshit reached in home.. and rakshit hug chetan... chetan was shocked to see drishti..

Rashi:- ye ki he veer ji..  sona... bhabhi..

Rakshit:- ye sona nai he.. but ise sona k jaise behave karna sikhaya he... mom and yash kaise he...

Chetan:- vaise hi he koi farak nai unki health me.. koi dava kaam nai kar rahi he..

Rakshit:- unki dava me le aaya hu..

Rashi:- ye bolti to he na.. jab se aayi he kuch nai boli..

Drishti:- oh ji namaste me drishti.. aapki dost.. mujhe to baaten karna bada pasand he.. and..

Rakshit glare drishti and she quiet..

Rakshit:- maza aaya sun kar?..

Rashi:-  ek dum opposite he sona bhabhi k...

Rakshit:- come sona... meri mom se milna he tumhe..

Drishti nodded..

Drikshit went to meet mahima.. drishti took blessings from mahima... she took her hand in her hand..

Pehchan (drikshit)✔Where stories live. Discover now