Next day...
Drikshit came out in living room..
Rakshit:- mujhe aap sabse kuch baat karni he..
Mahima:- kya hua rakshit bol..
Rakshit:- pl mom... aap shanti se meri baat sunna.. koi tension mat lena.. okk.. me hu aapke saath.
Chetan:- rakshit tu jo kar raha he pata he na tujhe..
Rakshit:- haa dad pata he.. our ab ye karna hi hoga..
Mahima:- are ab bol bhi kya baat he..
Rakshit"- HAMARI SONA MAR CHUKI HE.. YE DRISHTI HE.. DRISHTI SHARMA...
All shocked.. mahima sit on couch with thud..
Mahima:- meri sona nai rahi rakshit.. tu sach bol raha he..
Rakshit nodded .
Rakshit:- ab drishti yaha se jana chahti he...
Mahima crying hugging rakshit.. drishti felt bad for them... chetan rashi all became imotinal...
After some time..
Mahima:- idhar aao drishti... tumhe itna sab kiya mere liye... ab kyo ja rahi ho apni mom ko chod kar pl mat jao beta...
Drishti:- sorry ji... mujhe jana hoga.. ab yaha nai reh paungi me... pl ji..
Rashi:- drishti dii.. pl ruk jao na..
Chetan:- haa beta ye bhi to tumhara ghar he na..
Rakshit:- drishti ko force mat kijiye wo vaise hi bahut dard me he...
Mahima:- kya matlab..
Rakshit said everything.. from sarthak's death to their marriage..
All shocked badly...
Mahima hug drishti and caress her hair.. she was crying hugging mahima...
Mahima:- kismat tum dono ko saath rakhna chahti he.. samjho tum dono..
Drishti:- mujhe jana he.. pl... me nai reh sakti yaha..
Rakshit:- mom pl...
Mahima:- thik he.. me kuch nai bolti.. ab jo hoga wo bhagwan ji ki iccha se hoga...
Drishti:- yash kaha he... hum abhi use sach nai baya sakte.. uski health abhi bhi thik nai he..
Yash:- dii.. tu kahi ja rahi he..
Drishti:- haa yash.. ek kaam se bahar ja rahi hu.. kuch din lag jayenge.. tu yaha kisi ko pareshan mat karna..
Yash:- mat ja na dii.. pl..
Drishti:- jaldi aaungi tujhse milne promise...
Yash hug drishti.. both Became imotinal...
Drishti took blessings from elders.. and hug rashi...
Drikshit sit in car and went for airport...
Rakshit in mind:- sabse itna pyar karti ho bas mujhse hi kyo nafrat he tumhe..
Drishti in mind:- lagaav to he tumse but.. tum to sona k ho.. mere liye sirf sympathy he tumhare dil me jo tolerate nai hogi mujhse..
Drikshit reached in airport... Rakshit gave her..luggage tickets..
Drishti:- accha ji.. thank you..
Rakshit:- jana jaruri he..
Drishti:- rukne ka koi reason nai he..
Rakshit:- sach me nai he..
Drishti:- good bye ji .
Rakshit:- ruk jao drishti pl... hum saath mil kar koi nai koi solution nikaal lenge...