Ding dong
Door bell ringed ..
Faizi opened the door and shocked to see karan at door step ..
Faizi : karan 4 saal baad yaha ,, ( shocked + suprised + happy ) yeh Allah yeh sach hai vehem
Karan : ab ander bhi aane do yaar ..
Karan came into falt and saw whole house ..
Karan : taste dekh kar toh koel ki lag rahi hai ,, tumhe ithna accha taste kaha hai ..
" Karan " koel said after seeing him in her home all of sudden
Ko : i am surprised ,, ithne saal ke baad yaha ..
She was also very happy ..
Faizi : abhi rukho mein sanjana aur Sid ko phone kartha hunn ..
Immediately he called Sid and they to also reached faizi house and happy to there best buddy after 4 years ..
Ko : mein coffee lekar aathi hunn ..
Karan : koel mere liye ..
Ko : haa haa patha hai black coffee with no sugar ..
Sid : bro socha nahi tha kabhi ayisa achanak tapakoge ,, we missed you a lot bro ..
Faizi : aur nahi toh kya insist karne par bhi humare shadhiya par bhi nahi aaya ..
Sanju : lekin achanak yeha aaye ho sab teek hai naa karan ..
Koel gives coffee to everyone ..
Karan : haa Sanju sab teek hai ,, ( after taking a deep breath ) Monami phone ki hai ,, isiliye aaya hunn ..
Immediately Faizi chocked and Sid dropped his coffee mug
Faizi : ohh ithne dinon ke baad aaye ho lekin humare liye nahi ,, uss dhoke baaz ladki keliye ..
Karan didn't said anything but seeing into coffee ..
Sid : humne lakh mana karne par bhi uss Aneesh se shadhi ki hai ,, uske liye tum yaha aaye ho ??
Ko : koi jarurat nahi hai usse milneki ,, tum wapas chale jao ..
Sanju : woh zindagi mein aage badgayi naa ab kyu call Kiya tumhe ??
"Karan ,, karan mein Monami bolrahi hunn ,, mere pass zyada wakth nahi plz tum jaha bhi ho ek baar mujhse milo ,, mujhe tumhari madad chahiye "
" Monami ,, kya huva ?? Ayisa kyu baath kar rahe ho ? "
" ( In pleading voice ) plz karan sirf ek baar Milo na mujhse " .
Faizi : ohh toh ab jarurat padi toh call ki ,, varna kabhi nahi Karthi ..
Sid : uske liye worried hone ki koi jarurat nahi hai ,, bro tum apna kaam se kaam rakho ..
Karan : Sid ,, ek wakth tha ,, mein pagalon ki tarah pyaar tha usse ,, shayad aaj bhi kartha hunn ,, lekin she choosed Aneesh over me ,, chahe reason koi bhi ho ,, the main reason is dr Mahajan ko mein kabhi pasand nahi aaya ,, lekin mein kabhi diya huva promise kabhi nahi bhultha ..
" Monami ,, life mein kabhi bhi mera jarurat ho toh ,, just remember i am a call away from you .." he remembered his promise when he gave just they were friends..
Ko : ok lekin tum akele nahi javoge ,, hum sab bhi thare saath ayengey ,, kyuki ek baar tumhe Tut they huye dekh liye they hum ,, dubara tuthey huye nahi dekh sakthey ..
Karan nodded in agreement and they all left to Malhotra house ..
************
Malhotra house ..
YOU ARE READING
kesariya
Fiksi Penggemaros on Moran , ab isse zyada kya chahiye Hume padne keliye 💜💜