CHAPTER 10

273 23 3
                                    

Recap : The back story of Rudra Avantika & Manjulika.

....Rudra aur Avantika ki adhuri kahani....

Flashback continus.... 

Avantika : Rajkumar hume lagta hai hum galat faisla le rahe hai! 

Rudra : Pyaar karna galat faisla hai kya? 

Avantika : Lekin ap to.. Itne bade Rajya ke ek matra Rajkumar ho aur hum... hum to kuch bhi nahi hai... 

Rudra : Tumhe khud nahi pata Avantika tum mere liye kon ho! Mera pehla aur akhri pyaar ho tum.. main tumhare liye apna sab kuch chor sakta hoon! Biswas nahi hota to azma kar dekhlo.. 

Avantika : Rajkumar hume apke pyaar par pura varosha hai.. lekin yea zamana... ek Rajkumar ke sath ek bin pitri parichay ki nayaz ladki ko kaise... 

Rudra held her hand pulled her and put his finger on her lips.. "Sushhh" 

Rudra : Kinti baar bola haina.. aysi baate mat karna? Tum humari Avantika ho aur yahi paryaapt hai zamane ke liye! Aur abhi bhi inko kuch shikayat hai to suno Avantika.. Log to kuch kahenge hi lekin tumhara Rajkumar bass tumahra hi hai ❤️ (and then Rudra hugged Avantika)

Author : These innocent love birds didn't even know what fate has planned for them. After a few days Rudra shifted to "Guru Griha" to learn weapons. After few months he came back to meet Avantika. But he came to know that the king has fixed his marriage with Manjulika. Rudra & Avantika both broke down after hearing the news. Rudra tried his best to convince his father. Avantika accepted her fate she knew Rudra will never be her. Avantika stops meeting Rudra. 

"Rajkumar humne to apko pehle hi bola tha.. koyi rishta nahi ban sakta hai ap rajkumar ho apke sath to Rajkumari Manjulika hi achhi lagegi...", she said. "Avantika tumhe pane ke liye main kis had tak ja sakta hoon tumhe pata bhi nahi hai! Manjulika se meri shadi nahi ho sakti hai kyunki Avantika aur Rudra Ek duje ke liye bane hai", Rudra said. Ayse hi din bitte geye aur akhir wo din ageya.... 

7th oct , 1972

Manjulika aur Rudra ki shadi ke din

Rajendranagar se barat nikal ne hi wali thi ki khabar aya Rajkumar Rudra apne kamre mein nahi hai. Pure rajjya mein khoj chalne lagi Rudra ki. Dusri taraf Narendra gadh mein. Manjulika was getting ready for her dream wedding with Rudra. 

Manjulika : Avantika bata kaisi lag rahi hoon main? 

Avantika : Ap to humesha hi sundar lagti ho Rajkumari.. aur aj to aysa lag raha ki asmaan se chad khud uthar aya hai Rajkumar se shadi karne 😊

Manjulika : Haina? Aj sabse sundar lagna hai mujhe!

Avantika : Lagna hai? Iss pure Narendragadh mein apse zayda sundar koyi bhi nahi hai! 

Bhool Bhulaiya 3Where stories live. Discover now