CHAPTER 11

302 23 7
                                    

Recap : Flashback chal raha tha wapas ajao ab sab. 

....Histroy repeats itself....

Nischay : Achha to yea hai puri story.. abhi Manjulika ko in dono se badla chahiye right? 

Jay : Haan! wohi 

Nischay : To iska matlab Rudra aur Avantika ne phirse janam liya hai? What rubbish! koyi scientific logic hai ismein? 

Jay : Scientific logic lagao to Manjulika kyse hai? Nischay sir har jagah logic nahi dhoondiye bass thoda dimag lagaiye.. aur ap to ho hi psychologist socho ap... 

Nischay : To iska matlab Manjulika issliye azad huyi hai kyunki Rudra aur Avantika wapas ageye hai? Lekin Manjulika ko to Ajey ne bahar nikala tha!

Jay : Haan lekin Ajey sir hi kyun? uss raat palace mein to ap bhi thy na? Ap kyun uss darwaze ki taraf attract nahi huye? Srif Ajey ko hi sapne kyun ate hai? wo bho bachpan se jab wo Nrendra gadh ko jante bhi nahi thy.. Mujhe to ye puri story bachpan se pata thi mujhe kyun nahi aya yea sapna... apko kyun nahi ate hai iss type ke sapne? 

Nischay : Fuck! Iska matlab Ajey..

Jay : Mujhe to wohi lagta hai! 

Nischay : Ajey Rudra hai! Isiliye jab wo Rajendra nagar aya usko apne kingdom ki flashbacks ane laga... 

Jay : haan! aur mujhe to yea bhi lagta hai ki uss din apka galati se Ranjendra nagar ana bass ek coincidence nahi tha maybe it's Ajey's fate. 

Nischay : Phir to terese milna bhi koyi co-incidence nahi hoga kyunki tujhe puri story pata hai isiliye aj humne puri story pata chal raha hai... 

Jay : maybe.. you never know! 

Nischay : Yaar lekin Ajey Rajkumar Rudra hai ye baat mujhe digest nahi ho raha hai! Matlab main bachpan se janta hoon yaar usko..... 

Jay : Apke pass Rudra ke us statue ki photo haina? 

Nischay : Haan ruk! (He took out his phone and searched it on his gallary) Haan mil geya... Ajey ka ismein dari add.. Jay main na iss photo ka print out nikal ke lata hoon... uspe marker se Ajey jaisa beard and hairstyle add karte hai phir confusion clear ho jayega... 

Jay : Haan okay! 

Nischay left his room. 

Nischay's pov : yahan printer kaha milega! Reet ko puchta hoon. 

He knocked at her door. 

Nischay : Reet? 

Reet : Main ready ho rhi hoon abhi bahar se bol kya hai? 

Nischay : Yea printer hoga kya ksike pass kuch zaruri documents print karwana hai emergency hai! 

Reet : Umm Tu dekh Geet ke pass ho sakta hai! Usse bhi to designs wagera print karna padhta hai.. 

Nischay : Umm okay.. (he was about to leave) wait Geet ka room konsa hai? 

Reet : Kya yaar Nischay tujhe nahi pata? 

Nischay : nahi..🙂

Reet : Tere room ke right side mein ek lobby haina yahan se 2nd wala room Geet ka hai! 

Nischay : (smiled lightly) Thanks Reet 😏

Reet : You're most welcome enjoyyy buddy....

Nischay went towards Geet's room. He moved the curtains and just about to knock the door. 

Nischay's pov : 

Bhool Bhulaiya 3Where stories live. Discover now