tu thodi der aur theher ja

165 9 4
                                    

Lakshmi : Rishi mere paas aao idhar baitho..

Rishi: Tu thik hainaa.

Lakshmi: haa... Rishi tum ro kyu rahe ho .. Maine kaha na main thik ho.. Rishi Barfiii woh kaha gaya..?

Rishi: haa woh barfi usko toh me wahi bhool gaya.

Lakshmi : kya? Tum use leke aaoge please woh abhi shaam ho rahi hai use fir kisi ne chot pohocha diya toh.

Rehaan enters with barfi: ye lijiye madam.

Lakshmi: thank god ye safe hai. Tum leke aye ise..thanks rehaan.

Rehaan: main nahi Rishi bhai leke aaye..

Lakshmi: thanks rishi..... Rehaan mujhe coffee mil sakti hai. I think it's almost been a decade when I last had coffee.

Rehaan: okay princess.. Abhi leke ayaa.

Lakshmi: tumhare baba Unhe kya kaha tumne? Nahi tumne mujhe bachaya tumhare baba ko bura laga hoga? Wo naraz honge?

Rishi: shant ho jao baba mere hai gussa mujhpe hote darr tum rahi ho.... Khair bahar aisa kuch nahi hua sab opposite hua. And he told Lakshmi everything.

Lakshmi happily hugged him: wow Rishi tum mere family ka part ho..I am so happy ki bauji aur Tumhare baba ke beech sab thik hogaya Aur vir uncle ko tum mil gaye ab neelam aunty kitni khush hongi.

Rehan enters with Vir and Manoj: exactly ab Rishi bhai humari shaadi me bhi aayege.

Lakshmi knits her eyebrows in confusion : humari shaadi? Meri aur tumhaari?

Manoj hugs Lakshmi and they both cry.

Manoj: tujhe aise dekh kar meri kya halat hui thi ab Tu thik hai me bohot khush hoon.

Lakshmi: par baba ye shaadi , ye sab kuch itna jaldi

Vir: areeee ye sab pehle se fixed tha tumhara aur Rehaan ka rishta.. Aur Manoj apni birthday party me engagement announce karne wala tha par ye tujhe kidnap karke le gya.

Rehaan: Lakshmi  I know thoda different hai but.
He knelt to the ground and pulled out a ring.
Rehaan: will u marry me?

Lakshmi: umm.. Rehaan.

Manoj: beta tere liye mujhse better koi choose nahi kar sakta... Isko yes bolke apne bauji ki choice pe stamp lagaa de..

Lakshmi: Yes I will Rehaan.
Lakshmi awkwardly agrees.

Rishi: baba ko dekh kar aata hoon 2min.

Rishi ran outside and cried alot. Someone hugged him from behind. It was Rizwan

Rizwan: beta uski shaadi fix hogai na... Woh tujhe kyu pasand karegi tu usse maarne wala tha ek gunda hai toh.. Oberoi hai tu but abhi tak toh tu Gangster Rishi bhai tha... Bhool jaa use.. Ab me chalta hoo tu apne naye parivaar ke saath khush rehna... Mujhe ab apna business yaha shift karna padega aur Ab Munna haina mera waris usko bhi kaam dikhana hai.. Khyaal rakh.. Ye pyaar nahi tha tujhe sirf ek sapna tha ya obsession bhi keh sakte hain..

Rishi : ji baba. Me dhyaan rakhunga.. Aap bhi apna khyal rakhiye..

It's been a month Lakshmi is better her health has improved. Meanwhile Rishi has met his real family and stayed with them and now he also usually visits Lakshmi as a friend and they both make fun of rishi being a gentleman who was a goon earlier.

And finally it's Lakshmi's wedding day.

Rishi goes to Lakshmi's room to see her for the last time as she will shift abroad after her marriage.

Rishi sees Lakshmi. And his heartbeats started racing against each other.

Lakshmi: kaisi lag rahi hoon?

Tu thodi der aur teher ja plays in background

Rishi: bohot pyaari ekdam queen jaisi

Lakshmi: Toh ab finally me aur Rehaan husband nd wife. I mean ye sab bohot jaldi hua ......haina..... Mujhe bohot ajeeb sa lag raha hai me ready hoon ya nahi? Tum batao rishi.

Rishi's trance broke. : haa sab sahi hai sahi hoga. Chalo Rehaan tumhara wait kar raha hai.

Lakshmi held his hand and Rishi entered with Lakshmi. Rishi placed Lakshmi's hand on Rehaan's and left the stage.

Then Rishi sings a song.

Rizwan was also invited. Rishi met munna.

Munna:Rishi bhai aapne kyu nahi bola Ki aap Lakshmi se pyaar karte ho.

Rishi: meri family ko bohot dino bad mila hoon me. Lakshmi aur Rehaan ek dusre ke liye bane hai. Aur Manoj uncle ne Rehaan ko choose kiya hai. Lakshmi apne papa ki pari hai woh unke khilaaf nahi jayegi aur use aisa karne ke liye me majboor bhi nahi karna chahta.me Lakshmi ke layak nahi hoon. .toh kya hua me usse Rehaan se bhi zyada pyaar karta tha, Toh kya hua ke hum dono iss zindagi me ek sath nahi. Phir mulakaat hogi kabhi..

AYEE VILLIAN. (a rishmi ff) Where stories live. Discover now