Aryan and Imlie return home

327 26 32
                                    

47 years later-

Imlie and Aryan were in their 70s and sitting in their usual corner on the terrace, the kids had tried to make it more cozy by adding comfortable chairs and warm blankets for their aged parents. Being cozy for Imlie and Aryan was more than warmth, more than feeling the heartbeat of each other and the protection of their home - it was the very concrete foundation of their happy home.

Ar- Eh jungli aaj meine tumhe woh red saree gift ki thi woh kyu nahi pehni?

I-Hai Sita maiyya! ee akkadbagge ko toh dekho Koi! baal safed ho gaye par romance karne ka mokka nahi chodat hai yeh aadmi!

Ar- Kyu chodu? Apne wife se hi toh romance kar raha hun padosi se toh nahi!

I-Maarenge tokka!

Ar- Jungli kahi ki!

I-Akkadbagga kahi ka!

They both started laughing and Aryan placed a small kiss on Imlie's cheek, his sudden kisses would still leave her startled and blushing red and Aryan loved her seeing all flustered.

Ar- Waise dadi maa, apne apni dawaiyaan le li?

I-Le li dadaji aur aapne?

Ar- Maine bhi

I-Kal hum Arav ka concert mobile pe dekhe, kitna accha gaata hai humaar Aaruva

Ar- Hmmm aur tumne Abhiram ka latest campaign dekha? Ussne uuss puri village ko clean water milne mein maddat ki, I am so proud of both of our sons!

I-Aur humaar bacchiyan?

Ar- Woh tino toh sabse special hain!

I-Siu aur Nanno ne toh Rathod industries ka naam, duniya ke sabse badde companies mein jod diya hai aur Miss sugar...

Ar- Miss sugar ka? Tum rukke kahe?

I-Meri Miss sugar bilkul tumhari tarah hai, humaara kitna khayal rakhti hain na? usko goverment women's athlete of the decade award dene waali hai, for all her swimming achievements.

Ar- Waise , woh mithai ka dabba yaha kya kar raha hai? Tum bhul gayi hum dono ko diabetes hai!

I-Nahi bhule hum! Par aaj thodasa laddoo banta hai

Ar-Kyu?

I-Kyuki yeh woh din jab hum humaar akkadbagge se pehle baar mile the! Yaad hain uss mandir mein! Tum humaar muh par duppatta bandh ke chal diye!

Ar-hahahaha....hmmm mujhe sab yaad haiJungli! mujhe laga tum bhul gayi!

I-Humm saans lena bhul jaaiye par tosse judi koi baat nahi bhuliye ABP!

Ar-Eh jungli aise baatein phir mat karna. tumhari saanson ko mere liye rukna hoga akele kahi nahi jaane dunga tumhe!

I-Hum janat hai, humaar promise nahi bhule hain hum! Hum dono ek saath Sita maiyya ke paas jayenge!

Ar-Done! Waise chalo sonne kal jaldi uthna hai!

I-Woh kyu?

Ar-Bacchein phirse humaare paas grandkids chodd ke jaane waale hain!

I-Arre hanh hum toh bhul hi gaye the kal humaar pota poti aayi hain, hum unse khub kheliye!

Ar-Hanh tum khub khelo mein toh sonne ki acting karne waala hun room se hi nahi niklunga!

I-Aisan kyu? Humaar maddat nahi karoge?

Ar-Woh sab aate hain toh purre ghar mein aisa lagta hai ki koi tornado aagayaa hai!

I-Hahahahaha Buddhe chaha ho tum sacchi!

Ar-Kya Imlie har weekend grandkids yaha aajate hain aur humaar bacchein ghoomne chale jaate hain! tum bacchon ko nahi bhi nahi bolti!

Arylie- A family is born part 3Where stories live. Discover now