1️⃣ :- business man of the year

2.2K 158 58
                                    

Dadi was coming back from work walking as her work place is 15 minutes away from their home

She never takes auto as she wants to save money so she avoids as much expanse as she can on herself but provides everything best to laksh

When she reached home she saw her grandson was watching tv or we can say finding something interesting to watch he was changing channels

While changing it he put in a news channel and is going to change but something which news ancer said catch dadi's attention so she asked him to wait

The news is that atharva is getting businessmen of the year and bio graphy that how he started xyz company in mere age of 20 in with in few years he is getting this award

Laksh see how dadi is hearing news carefully and her eyes is glued to tv screen

He ask dadi apko kabse business News me intrest Ane laga

Dadu avoid his question and ask pata laga na ye company ka adress

Laksh - dadi ap adress janke kya karenge chhodo Naa ye sab

Dadi - tu bina sawal ke koi kaam nahi kar sakta na mera konsa pahad uthane bola hai mene sirf address nikalne ko bola Aaj kal to internet ke zariya sab pata laga sakte hai par nahi har chiz me bahes karvalo

She went from there being angry and after getting fresh she started making dinner while thinking aab tuje kese batau kya karungi Jaan kar uska pata

Agar bata diya to pura Ghar sar pe utha lega usase milne ki zid karega so sawal puchhega jiske aur fir ye bhi to nahi pata meri ye koshish kamyab hogi bhi ke nahi

Me khudki tarah tuje mayush hote nahi dekh sakti pata nahi vo khat ka javab dega ki nahi

Ye tum dono ko milane ki akhri koshish hai jo tumhari budhi dadi kar rahi hai bhagvan kare meri ye koshish kamyab ho fir agar mout bhi ajaye to koi gam nahi

Pata nahi Aaj kal kyu bada dar laga rehta hai ki mere baad tera kya hoga kese is duniya ka samna akele karega

She was thinking all this when laksh came in kichen and hug her from behind

Dadi didn't react anything so laksh said gussa kyu horahe ho me to bas ese hi bol raha tha

Mene adress nikal diya hai vaha table ke upar paper rakha hai usine hai apke business man of the year ke office ka adress

Dadi - gussa nahi hu me bachha bas kuchh baat ko leke pareshan hu

Laksh - kya hua hai dadi kyu pareshan ho aap mujse share kyu nahi karte kabhi apni pareshani me aab bada hogaya hu me kuchh help kar sakta huna apki pareshani dur karne me

Dadi - tune hi to meri saari pareshani dur Kari hai aur vakht aane pe me sab bataungi tumhe

Tuje nahi bataungi meri pareshani to kisase kahungi tere siva kon hai

Laksh - pareshani me bhi ese chup mat raha karo muje achha nahi lagta apki tarah mera bhi koi nahi hai apke alawa

Dadi - pata hai par kabhi kabhi daar lagta hai mere Jane ke baad kya hoga

Laksh - apko hamesha esi baat kyu karni hoti hai kahi nahi jarahe ho aap me kahi jane hi nahi dunga aapko

Dadi - mere baat na karnese sachhi thodi badal jayegi bachhe aur sach to yahi haina ki me ab budhi ho rahi hu Umar badh rahi hai aur zindagi ghar rahi hai

Laksh - ohho muje kuchh nahi sunana aur samajana aab chalo bukh lagi hai bohot khana khate hai

They eat dinner and laksh went to sleep while dadi write something on paper and put it on a envelope with one photo of laksh and after that she also sleep

Here at Mumbai Kabir give him News and expacted some excitement and happiness when he give him News but nothing short that happened

The guy is just hmm and again went back to his work like nothing happened the reaction he get make him irritate why he have to be zombie all the time no excitement for anything

Kabir - mene tuje award milne vala hai ye bataya koi sadak ke kinare Wale thele se pani puri free milne vali hai esa nahi bataya

Atharva - i hear what you said Kabir muje pata hai tune muje kya bataya

Kabir - to thoda to exitment dikha ye kya zombies ki tarah sir hila ke Beth Gaya

Atleast itni badi news milne ke baad khudko ek din ka break de thoda enjoy kar

Tujese jyada exited to muje media wale lage unse Terese achha reaction mila

Atharva - award hi to hai what's the big deal konsa meri kamyabi se kisiko fark padne vala hai

Konsa koi muje kehne vala hai that they are proud on me tu bol raha hai ki break lu kya karunga break leke Ghar jaunga aur kya karunga diwaro se baatein

Aur wese bhi ye mera maksad nahi hai mene business kisi aur maksad se start kiya tha

Ise itni mehnat se itni uchai pe pohchaya kyuki mere paas power ho unhe barbad karne ki jisne mujse mera bachpan chhin liya

Apne aur apni dadi ke har aasu ka badla jo hamne unki vajah se bahaye hai

Vo takleef ka badla jo har roz mehsus karta hoon jab vo mujhe phone karti hai par me uthake unko ye bhi nahi puchh pata ki kesi hai vo

Me khush usdin hounga jab unhe sadak pe launga unke ghamand aur ahankar ko chur chur karunga

Tab Tak koi award koi achievement se muje farak nahi padta

Kabir - sigh sadly and thought pata nahi kab tak esa chalega kab tak ese andhero me jiyega

Bhagvan ji please aab aap ho kuchh kar sakte hai use jine ka koi aur motiv do jisake liye vo jina sikhe

Koi angle bhejo jo use firse hasna sikhaye khush hona sikhaye use es andhero se bahar nikale Varna mera dost gusse aur zid ki aag me julas ke reh jayega

Kese samjau use gusse aur zid se kuchh thik nahi hoga kisika bhala nahi hoga na uska bachpan vapas ayega nahi khusiya milegi

Aap chahe to kuchh bhi kar sakte hai mere dost ko jine ki vajah dedijiye

Usne Aaj Tak kisika bura nahi kiya hai dilka bura nahi hai bas vo rasta bhatake parindey ki tarah hai jo apni manzil galat raste me talash raha hai roshni ki talash me vo andhero me dubta ja raha hai

Use bas kisi ese parindey ki zarurat hai jo use un andhero se khich kar ujale tak jane ka sahi rasta dikhaye

He was praying for atharva not knowing almighty has already started acknowledging his prayers the moment he wished it

Almighty has made way for the angel to reach The one who will change the world of Atharva The one who will fill hid life with happiness.

That's for now

Hope you all like this please do vote and share your thoughts in comments

I will give update on alternate day 1 day nadan Parindey and other day uljhe dhaage if I get good response

Vote 70 and comments atleast 35


Nadan Parindey ( Complete )Where stories live. Discover now