Happy Ending

508 27 7
                                    

Monami: Phirse mujhe chor ke nhi jaoge na?

Karan: Kabhi nhi I promise.

Then something strike in his mind.

Karan: Monu.

Monami: Hmm.

Karan: Tumne uss Kavin se shadi kyu ki?

Monami started laughing.

Karan with pout: Hass kyu rhi ho?

Monami: Alee mela kalu babie. Jealous ho laha hai?

Karan: Mai kyu Jealous hoga.

Monami: OK then I am going to KV.

Karan: KV? Ab ye konsi chidya ka naam hai?

Monami: Aree buddhu KV matlab Kavin.

Karan: Ohh... ek min tum uske paas nhi jaogi.

Monami: Karan usse jealous hona band karo. Vo mera koie husband nhi hai. He is my best friend. And vo bhi shadi shuda hai.

Karan: Kyaaaa?

Monami: Haa.

Karan: Toh phir usne uss vakt jhoot kyu Bola?

Monami: Taki tum mujhse dur raho.

Karan: Hmm. Toh uski wife kon hai?

Monami: My dear Pari.

Karan: Ohh.

Monami just hugged him tightly. He also wrapped his hands around to as he is hiding her from whole world.

Karan: Hamari Life Ki Story Bilkul Alag Thi Monami. Mai Tumse Nafrat Toh ki Par Sirf Dimag Se. Dil Se Nhi.

Monami: HATE FROM MIND.

Karan: I LOVE YOU

MONAMI: I LOVE YOU TOO.

THE END.

Please guys check my new story🙂

Hate from mindWhere stories live. Discover now