Part 01

5.1K 110 27
                                    

"Kya Baat hai yaar,unke kheyal mein ghum ho kya?One friend asked other friends.

"Aisi bhi koi baat nahi hai.Kuch bhi maat bolo.Mein kyun kisi ki yadon mein giraftar hongi." Other friends reply to that friends.

"Chehre kaa chamakna hi gawah de raha hai Haal e dil ki dastaan." That one friend told to other friends.

Then both giggled.

A girl in her 20s thinking about some moments of her life and smiling.

She came to sense after hearing a scream.She ran and go towards to dining hall.

When she go over there,she finds a man in his 30s yelling at one of their servent.

She comes closer to him and asked,

Meerab:Chilla kyun rahe hai Murtasim? Kiya hua hai?
Murtasim:Kaha thi tum?
Meerab:Kitchen mein aap ka nasta bana rahi thi.
Murtasim:Maine tumse kitna bar bola hai Mujhe chai mein elaichi bilkul pasand nahi Phir bhi nahi sunte.
Meerab:Maf kijiyega mera dyan nahi raha.
Murtasim:Aur pata hai na tumhare hath ke ilawa koi Mujhe chai yaa kuch bhi de to mujhe Bilkul pasand nahi.
Meerab:Maine dekha nahi kab yeh chai leeke yaha chale aaye.Aur yeh ladki nayi aayi hai use kuch pata nahi hai.
Murtasim:Tumhare dyan rakhta kaha hai Meerab.Ek kam hai tumhara ghar mein mera kheyal rakhna Lekin woh bhi tumse nahi hota.Pata nahi ghar mein beithe beithe karte kya ho pure din.

Meerab gets hurt but somehow she managed herself and asked;

Meerab:Ayenda aisi Galti nahi hogi.

Murtasim gets a call and said,coming soon.

Meerab:Nasta karke jaye.Sab ready hai.
Murtasim:Bohot jaruri kam hai.Nasta karunga to der ho jayegi.

Then Murtasim left from there.

That servent tell her;

Servent:Maf karde bibiji meri wajah se aap ne itni baten suni.
Meerab:Koi Baat nahi.Tum bhi aaj ke baat ko ek sabaq samaj ke bhool jau.Khan ke chai mein kabhi elaichi mat dalna.Unhe sakht nafrat hai is chij se.Aur jaab mein as paas rahu to unke aage kuch leke maat jaana.Thik hai?
Servent:Mein bula rahi thi aap ko Lekin aap ka dyan kahi aur tha.
Meerab:Haa Galti meri thi.
Servent:Ek baat bolu bibiji.
Meerab:Haa bolo.
Servent:Khan jitna bhi gussewala kyun na ho bohot mohabbat karta hai aap se.
Meerab:Pata hai Mujhe.
Servent:Aap nahi karte?
Meerab:Mein bhi unse bohot mohabbat karta hu.

Meerab takes her breakfast and goes towards to kitchen what to cook today.

After a while.

Meerab called Murtasim.

Murtasim:Bolo Meerab.
Meerab:Nasta kiya Aapne?
Murtasim:Haa kar liya.
Meerab:Mein aap ke liye lunch bhej du?
Murtasim:Nahi bohot kam hai yaha khane ka bhi fursat nahi.
Meerab:Phir bhi kuch to khana padega na?
Murtasim:Mein bahar se kuch khalunga.
Meerab:Bahar ka khana to aap ko suit nahi karta.
Murtasim:Ek din mein kuch nahi hota.
Meerab:Thik hai.

Then Meerab cuts the call.

In the kitchen.

Meerab makes some biriyani for dinner because Murtasim loves Biriyani a lot.A old servent named Zohra came to her and said;

Zohra:Bibiji baat karni thi aapse?
Meerab:Bole khala.
Zohra:Mujhe aaj ghar jaldi jaana hai.
Meerab:Saab thik to hai?
Zohra:Sab thik hai bibiji.Woh aaj meri beti Aur nawasi aa rahi hai.Is liye ghar jaldi jaana hai Mujhe.
Meerab:Thik hai.Aab ek kam kijiye ghar abhi chale jaiye.Aur do din chutti kar lijiye ga.
Zohra:Lekin aap akele kaise samhalenge?
Meerab:Mein akela kaise.Woh Nayi ladki Rida hai na woh bhi to hai sath.
Zohra:Phir bhi bibiji.
Meerab:Kuch mat soche.Chale jaye aap.Aur jaate waqt kuch paise lee jaana mujhse.Apke kaam ayenge.
Zohra:Kush rahe bibiji.Allah aap ki Aur khan ki jodi ko sada salamat rakhe.
Meerab:Ameen.

In the Meerasim's room.

Meerab arranging files of Murtasim's.Then she gets a call;

Meerab:As Salamu Alaikum Maa.Kaise hai aap?
Bhabi begum:Bilkul thik hu beta.Tumhare bade mein batau kaise ho?
Meerab:Mein Bilkul thik hu.
Bhabi begum:Aur Murtasim?Gussa kam hua kiya uska?
Meerab:Gussa to jaise unke naak mein hi sawar rehta hai.Har choti choti Baat par chid jate hai.
Bhabi begum:Gusse ki mamle mein woh Bilkul apne Marhum walid par gaya hai.Woh bhi aise the.Lekin mere bete ka dil bohot saf hai.

Then Bhabi begum coughed.

Meerab:Aap ki tabiyet to thik hai na Maa?
Bhabi begum:Meri tabiyet ka kya hai beta thik hu.Sach kahu to aisa laaga tum dono ki jaane se ghar se jaise khushiyan chali gayi ho.Kab humesha ke liye laut ayoge tum dono?
Meerab:Yeh Baat ko aap ki bete ko pata hai Maa.
Bhabi begum:Pata nahi kiya soch kar gao jake beith gaya hai.2 din ke liye waha jake tumhe bhi bula liya Phir aaj der saal ho gaye nahi lauta.Pucho to Kuch din Aur karta rehta hai.
Meerab:Ek kam kijiye aap yahan aa jaye.
Bhabi begum:Sochta hu is bade mein.

In the night.

Meerab waiting for Murtasim in the room.Then Murtasim comes and hugs her from behind;

Murtasim:Pure din Mujhe miss kya?
Meerab:Mein to humesha aap ko miss karti hu.

Then Murtasim gives a flower of bouquet to Meerab and said;

Murtasim:I'm sorry aaj subha ke liye.Mein baat tumhe nahi bolna chahta tha.Pata nahi kaise Muh se nikal gaya.Maf kardo Mujhe.Actually Maine socha aaj pure din bohot busy rahunga to subha tumhare sath thoda waqt guzar lu Lekin jab dekha chai leke tum nahi balki koi aur aaya hai to mera gussa chad gaya.
Meerab:Mein samaj sakta hu Murtasim.It's ok.
Murtasim:Tum pure din mere dyan rakhne mein lagi hoti ho Aur Maine kya bol diya.
Meerab:Maine kaha na it's ok.Murtasim rishten mein aisi choti moti ladaiyan hoti rehti hai.Aur aap ko apki galati ka ehsas hai woh mere liye kafi hai.
Murtasim:I love you.
Meerab:Dinner laaga du mein aap ke liye?
Murtasim:kya banaya hai aaj?
Meerab:Biriyani.
Murtasim:Mein fresh hoke aata hu.Tum khana laaga lo.
Meerab:Thik hai.

In the midnight.

Murtasim doing something on laptop and Meerab is in dip sleep.

After his working,Murtasim looking at Meerab and think;

"Mujhe mohabbat jatane mein tumne kabhi koi kasar nahi choda.Phir bhi dar laaga rehta hai kab kya ho jai.Tumhari Aur meri shaadi jis haal mein huya hai uske wajah se yeh daar ne jaise mere andar ghar kar liya ho.Lekin koi kuch bhi kare koi mujhse tum ko chin nahi payega."

Then Murtasim comes closer to Meerab and put a kiss on her forehead.

[I hope you like my plot as you like before.Slowly many revelations going unfold.So keep reading guys]

Meerasim 2.0Where stories live. Discover now