Last part

2.2K 85 3
                                    

Murtasim brings Meerab to the room and said;

Murtasim:Khush ho tum gunhegaar ko uski saza mil gaye hai.
Meerab:Pata nahi mein khush bhi hu yaa nahi.
Murtasim:Phir se ekbar mujhpar bharosa karlo jaise shaadi ke pehle raat kiye the.

They dive into the past.

After niqah they coming home,Waqas gets angry and announces her dead for them.Meerab gets broken.Murtasim brings her to his room.

In the room.

Meerab gets numb and sit on the bed.Her kidnapping,Malik Zubair harassment,Wedding and now her parents displeased for all in all her mind can't work properly.She feels like is it a dream or reality..

Murtasim comes to her and put his hand on her shoulders.She gets startled.

Murtasim:Daro maat.Mein hu tumhare sath.
Meerab:Abbu ne Mujhe mara hua keh diya.Apne bola kyun nahi hai maine unka sad nahi jhukaya.
Murtasim:Sach bolti to ruswa tum hoti.Aise mamlo mein logo ka Yakeen paa na mushkil hai.
Meerab:Apne mujhse is shaadi kyun ki.Mohabbat to aap bhi mujhse nahi karte.Suna tha maine kaal raat jab taijaan ne aap se mere niqah ka kaha aap kaise gussa ho gayi Aur kaha mujhko apnana aap ke liye na mumkin hai.To aaj kyun yeh niqah.Bin mohabbat ke shaadi mein dam hum dono ka ghutega.
Murtasim:Kyun kaise hua us bade mein naa socho.Bite hue waqt ko bita hua hi rehne do.Aab tum meri biwi ho.Tum par haq mera hai.Kisi ko bhi aab tumko mujhse chinne nahi dunga.Is liye wadaa karo bite kaal ke bade mein mujhse Kuch nahi puchoge kabhi.Aur nahi uska chaya humare aaj mein padne doge.
Meerab:Waada karti hu nahi puchenge.
Murtasim:Bite kaal ko bhula kar hum ek nayi shuruyat karenge.Aur kabhi bhi jo hua us bade mein koi zikr nahi karenge.
Meerab:Thik hai.

Past ended.

Meerab:Maine kabhi aap ki wade ke mutabek bite hui paal ki kadi ko judne ki koshish nahi ki.Aap se niqah ke baad itna takleef mein bhi khush thi ki Mera mohabbat mukammal ho gaya.Aur aap se mile mohabbat ne mere dil mein kabhi yeh khayal nahi aaya ki ap mujhse niqah karna nahi chahte the.
Murtasim:Us waqt mein bohot bada kashmkash mein tha.Ek taraf tumse dur jaana tha Aur dusri taraf Maa begum tumse niqah karwana chahte the.Tumse niqah ka sunke Mujhe khush hona chahiye tha.Lekin nahi hua.Mein tumhe zabardasti haseel nahi karna chahta tha.Tumhari khushi mere liye sabse aage thi.Lekin jab niqah ho gaya tab maine than liya aab tumko mujhse koi nahi chinega.Mein tumhe kisi ko nahi dunga.Lekin tum par zabardasti apna haq bhi nahi jataonga.
Meerab:Aur is liye jab tak mein aap ki qarib nahi ayi aap mujhse humesha fasla banai rakhte the.Aur kaha tha mere taraf se signal na mile to aap kuch nahi karenge.
Murtasim:Aur tumne woh fasla bohot jaldi mita diye the.
Meerab:Kyun na karti mohabbat jo the aap se.
Murtasim:Mujhe Yakeen tha tumhari mohabbat par.Lekin bite hui paal ki woh lamha mere ankhon ki samne se kabhi jaa hi nahi paya.Humesha dar laaga rehta tha kab kon aake tum ko mujhse chin le.Aur isse mere andar tumhe lekar insecurity paida hua.Aur mein over possessive banta gaya.

Murtasim take a break,

Murtasim:Chodo us baat ko.Bite hui bura paal guzar gaya.Aab hum sath hai Aur humara baccha.Hum bhul jate hai sab kuch.
Meerab:Bhulna asan nahi hai Murtasim.Mohabbat pe be Yakeen bohot badi baat hai.
Murtasim:Kya mein mafi ki haqdar nahi hu?
Meerab:Hum apne sath bura karnewalo to maf kar sakte hai Lekin jisse hum mohabbat karte hai Aur woh kuch kare to mafi mushkil ho jaati hai.
Murtasim:Na mumkin to nahi hota.Mein us paal ka intezar karunga jis paal mein tum Mujhe maf kar doge.

In the lounge area.

Meerab and Murtasim coming to Bhabi begum;

Murtasim:Haya chali gayi?
Bhabi begum:Haa beta.Jane se pehle ek bar tumse milna chahti thi Lekin Maine izazat nahi di.
Murtasim:Accha kiya.
Bhabi begum:Mujhe to aab tak Yakeen nahi aa raha us ne yeh sab kiya Jisko Maine beti ki tarha tarbiyat kiya.Kya kami tha use ki woh logo ko chinne par utar aaye.
Murtasim:Galti humari bhi the Maa.Humne uske khana pina kapde parai iska dyan to rakha Lekin woh kya chahti woh kabhi nahi pucha.Ek dost hone ke naate mujh ko samaj na chahiye tha ki uske dil mein kya hai.Mujhe uski badti hui qadmo ko rukna chahiye tha.Lekin use samaj nahi paya.Is liye sare Galti Haya ki nahi hai kuch humse bhi hui hai.Khair chode is baat ko.Maa,bohot dukhi ho gaye aab khush hone ki badi.
Bhabi begum:Kya hua beta?
Murtasim:Aap bohot Jald dadi bannewali hai.
Bhabi begum:(with excitement) sach!Meerab ummed se hai?
Murtasim:Ji Maa.

Bhabi begum comes to Meerab and kissed on her forehead.

Bhabi begum:Mein bata nahi sakti tum dono ne aaj Mujhe kitni badi khushi di hai.Is paal ka Mujhe be sabri se intezar tha.Allah ka shukr hai woh paal aa gaya.

Looking at Murtasim,Bhabi begum said;

Bhabi begum:Garibon mein sadqa de do.Ta ki Allah humari parivaar ko bad nazri se bacha sake.
Murtasim:Ji Maa.
Bhabi begum:Aab se Meerab ka bohot kheyal rakhna hoga.Khas karke Murtasim ko iska dyan rakhna hoga.
Murtasim:Be fiqr rahiye.Mein to bohot dyan rakhungi.
Bhabi begum:Tum dono ne Mujhe bohot badi khushi di hai.Iske liye shukriya.

Bhabi begum hugs Meerab and Murtasim.

Meerasim 2.0Where stories live. Discover now