So the scene starts from everyone sitting in the living room and chit-chatting. While Naira is in the kitchen preparing kachoris.
Naitik: Arrey yeh princess kaha gyi?
Gayu: Mama g woh kitchen mein hai sab k liye lunch prepare kr rhi hai.
Mishti: Arrey gayu di hume bhi unki help krni chahiye.
Gayu: Nahi mishti main gyi thi uske paas lekin usne help lene se mana kr diya.
Naira: Chaliye aa jaiye sab . Lunch tyaar hai.
Everyone go to the dining area and exclaimed.
All : Kachori!!!]
Naira : Ji haan Kachori.
Gayu: ooo toh iss liye humme kitchen mein ghusne nahi diya tumne kyu.
Naira: Ji di, Sorry.
Gayu: Arrey its oky. Vese sorry toh mujhe bolna chahiye.
Naira: Arrey di purani baato ko bhul jayiye.
Till then kartik also came.
Kartik: Kachori waow..
Sawarna: Haan or woh bhi naira ne bnai hai.
Kartik: Bhai kachori dekh kr to mere muh mein pani aa gya. Naira sab se pehle mujhe do kachorr.
Naira : Theek hai.
Everyone ate kachories and sit in the living room.
Naksh: SAb se mil li ab apne bhi se bhi mil le.
Naira: Bhai!!!
She goes and hug naksh.
Kirti: Apne bhatije se nahi milogi.
Naira; Krish!!
Krish : Ji bua. Bua humne aapko boht miss kiya. Specially kairav ne.
Naira: Kairav aao beta apni mumma se nahi miloge.
Kairav goes and hug naira and cries alot.
Kairav; Mumma sabse jyada toh aapko akshu ne miss kiya hai.
Naira: Arrey yeh akshi kaha hai.
Kairav; Shayad apne room mei hogi. Mai bula kar lata hoon.
Naira: Nahi kairav mai khud jati hoon.
Kairav: Ji mumma.
Naira: Maa zara woh chocolate kachori dena.
Kairav; waow mumma chocolate kachori. Yeh toh akshu ki fav hai. Par apko kaise pata. Smjh gya jrur papa ne bataya hoga haina meri tina the tin tin.
Naira: haan beta. Acha ab yeh toh bta do ke meri beti ka room konsa hai.
Kairav; Jo aapne hamesha se soch kar rakha tha.
Naira: Oh oky. Kaisi maa hoon main maine apni beti ka bachpan miss kr diya.
Kartik: Arrey naira ab jo ho gya so ho gya. Ab jao or apni beti k sath time spend kro.
Naira: Arrey mendak tum toh tar tar krne ke sath sath intelligent batein bhi krne lge ho.
Kartik: Tumhare muh se mendak sunne ke liye mere kaan taras gye the sherni.
Naira: Achaa ab yeh senti baatein mat kro. Mujhe meri beti k pas jane do.
And she went from there towards akshu room. when she reach there she saw her sitting on her bed holding a pic of naira in her hands.
Naira: Akshi!! Kya main andar aa skti hoon.
Akshu: Mere room mein aane k liye aapko permission ki jrurat nahi hai aap jab chahe aa skti hain.
Naira enter int he room and saw that the room is full of her picture with everyone. And she became emotional. Then her attention took place at a photo frame which is empty.
Naira: Yaha itni pictures hai. lekin yeh frame khali kyu hai beta.
Akshu: Kyunki aapki sab k saath pictures hai but mere sath ek bhi nahi iss liye.
Naira: Toh abb mai apni bachi k saath bohut pics click krungi. Jitni woh chahe.
Akshu: Mumma I missed you. Hamesha maine aapko kairav bhaiya ki stories mein dekha hai. Papa ki yaado mai dekha hai. Aaj pehli baar main aapko apni nazro se dekh rhi hoon.
Precap:
Will go according to the flow.
Target:
40+votes.
Till then byee byee take care.
YOU ARE READING
Abhira forever 😍❤️
FanfictionThis story is completely different from the serial . Peep into to know more