chapter 7

738 71 15
                                    

Abhijeet Daya reaches the orphanage and sees that girl and smiles, she is none other than Shreya.

she finished song, All kids clapping and abhidaya also
Shreya shocked see duo

Shreya; sir aap log

Abhijit (smiled) ; han hum log kesi ho

Shreya fake smiles to children

Bachhon aap sab anadar jake khelo didi abhi aati hai

Kids left

Abhijit; tum yaha kya kar rhi ho, tum to apni dost ke pass gyi thi na

Shreya; vo... Vo sir ye orphanage meri dost ka hi hai, use kisi kaam se bahar jana tha to mujhe bola isiliye mai yaha aa gyi

Abhijit; achha , vese kab tak aayegi tumhaari dost

Shreya; sir aaj aane vali hai mai kal se join kar lungi

Abhijit; Aree wahh ye to buhut achhi baat hai

Shreya; sir aapne btaya nhi aap yaha kyun, I mean kese 

Abhijit; ohh hain, vo pichhe jo ghar hia vha lash mili hai usi ki investigation krne aaye the, itna achhi voice suni to raha nhi gya aur aa gye vese humesha ki tarh buhut achha gati ho

Shreya; thank you sir, sir mujhe lga hi tha us ghar mein kuch problem hai

Daya; matlab

Shreya looked; sir kal raat jab mai orphanage ke liye kuch saman leke aa rhi tab, us ghar ke samne ek tampu khda tha

Daya; to

Shreya; ajib to tha kyuki usmein buhut saare boxes rkhe ja rhe the

Daya; ismein kya ajib sa lga tumhe

Shreya; sir vo normal boxes se alg the, black white, red, aur buhut unki shape bhi buhut ajib thi, sir us vkt mujhe lga ghar ka saman hoga, mujhe pta hota to usi vkt unko pakd  leti

Abhijit; koi baat, achha us tampu ka no. Dekha

Shreya; han sir.......XXXX

Abhijit; ok thanx shreya

Shreya(smiled) ; Aree ismein thank you kya sir main bhi officer hun ye to mera farj hai

Abhijit; achha to hum chlte hain

Shreya; ji sir

Shreya looks at daya, daya also

Abhijit; chlo daya ,  shreya tum pkka join krogi kal se

Shreya; han sir (in mind; ab to ana hi pdega sir pata nhi phir kabhi mile ya na mile) ji sir

Abhijit; ok to chlte hai

Shreya smile

They left

Abhijit; daya tum chlo main aata hun

Daya ; tum kaha ja rhe ho

Abhijit; aata tula chlo

Daya; hmm jaldi aana

Abhijit; han  chlo

_____________________________________
Abhijit; shreya

Shreya turns ; Aree sir ap phirse kuch bhul gye kya

Abhijit; nhi bas tumse kuch baat karni thi

Shreya ; ji kya baat karni hai aapko

Abhijit;acp sir ne btaya ki tumne transfer application bheji hai

Shreya; ji sir, kisi ko mujhe dekh kar buhut  taklif hoti hai , aur main kisi ki taklif ka karan nhi banna chahti

Abhijit;shreya mujhe pata hai tum kis ki baat kar rahi ho, lekin problem se bhaagne se problem khtm nhi ho jati aur bad jati hai, mai daya ko smjhauga na tum transfer application vapas lelo

Shreya(turns other side); kya samjhayenge aap unhein, 1.5 saal ho gya hai us baat ko kya apne nhi smjhaya unhein buhut baar Smjhaya hai sir smjhe vo (she turns) boliye smjhe vo

Abhijit silent

Shreya; chup kyun ho gye, jwab nhi hai na aapke pass, sir us vkt jo mujhe thik laga maine vo kiya, ab jo mujhe thik lg rha hai vo mai kar rhi hun , mer faisla nhi badalega

Abhijit; mai janta hun shreya, lekin mujhe ek moka do main sab kuch thik kar dunga

Shreya; nhi sir , aapko kuch karne ki jarurt nhi hai sir, buhut ho chuka unko smjhna hota to ab tak samjh chuke hote ,aur meri self respect bhi kuch hai sir, aur mere liye sbse phle meri self respect hai aur kuch nhi

Abhijit; lekin shreya

Shreya; aapko daya sir ki kasam aapne ab is topic pr koi baat ki ya unhein smjhane ki koshish ki jo ho raha hai hone dijiye sir please

Abhijit; shreya... Thik hai jese tumhe thik lge lekin ek dukh hmesha rhega chahte hue bhi mai kuch nhi kar saka

Shreya; aisa mat kahiye sir ismein aapki koi galti nhi hai meri kismat hi khrab hai, aur rishte banne mein time lagta hai tutne mein nhi,

Abhijit; daya bhi na do baar pyar kiya dono baar galat ladkiyon se, jab sahi ladki mili to khud dur bhag rha hai

Shreya smiled fakly

Abhijit; achha to chlta hun

Shreya; ji sir bye

Abhijit; hmm bye

He also left

Shreya (in mind) ; aap buhut achhe hain sir , apne doston ko ki har taklif ko apna samjhte hain , aur maine aapke sath kitna galt kiya usi ki saja mil rhi hai mujhe, mujhe pata mere jane se apko thodi taklif hogi lekin baad mein aap sab bhul jayenge, sab thik ho jayega, I sorry sir main aapke dost ke liye kuch nhi kar payi, lekin mujhe pata hai unhein mujhse bhi achhi ladki milegi jo unko smjhe aapki dosti ko smjhe jo meri tarah na ho........ Smiled painfully
.
.
.
To....Be....Continued...

MaafiyaanWhere stories live. Discover now