Episode 1 starts

606 23 13
                                    

Two girls is sleeping on double bed . And has double blanket

Saba enters and remove curtains from windows and said dono ka dono uth jao jaldi

Both girls sleep break minhal said pehla appi jaingi

Haseena said choti pehla tum jao

Saba said dono utho aur minhal tumhara phone araha tha raat ko tumna bahar charge pa lagaya tha jaka call back karlo

Minhal stand and said ushi mohina ka hoga kaam mangna hoga and went

Saba sit beside haseena and crasses her hairs

Haseena smile and keep her head in saba lap

Saba said chalo uth jao warna late hojao gi

Haseena said 5 minutes

Saba said accha theek hai

After 2 minutes minhal come and said itna pyaar ajtak mujhe to kiya nahi jitna apinsa karti hain

Haseena said tumha yahan rakkha hua hai woh bari baat nahi ab pyaar bhi karen kya

Minhal make fake crying face and said no body loves me

Haseena stand went to her

Minhal think pyaar karna lagi hai

Haseena said you're right and went to washroom

Minhal said mama

Saba went outside and said jaldi tayar hoka ayo dono

After sometime haseena and minhal come

Minhal ka room alag hai but woh soti aur rehti haseena ka saath hai usko haseena ka bagair sona ki adat nahi hai

Haseena minhal said assalam alaikum

Saba and haris said waalaikum assalam

Haris said kaisa ho dono

Both said theek

And they start breakfast

Haris ask beta apka exam kab khatam horaha hain ???

Haseena said chachu kal last hai

Haris said thats great . Phir to free hojaogi aram sa rest karna

Haseena smile

Minhal said haan mein aur api shopping pa bhi jainga aur bohot enjoy karenga ajjkal api sirf apni books ka saath nazar ayi hain

Haseena said haan jo tum kahogi wahi karenga

Minhal said love you api

Haseena said love you too . Ab jaldi khak tumha drop karka mujhe jana hai

Minhal said jee

And they went

Next day after exam she come home

Saba is sitting in hall watching drama on tv

Haseena come and lie on sofa and keep her head in her lap

Saba crasses her hairs and ask paper accha hua

Haseena said jee bohot accha hua lekin bohot mushkil tha likhna bohot para isiliya bohot thak gaye hoon

Saba said chalo ajj sara din rest karna

Haseena said nahi abhi minhal ayegi to bahar jana hai thora kaam hai uska books leni hain

Saba said tumna bhina minhal ki har zimadari li hui hai . Kuch nahi karti woh khud

Haseena smile and said khair hai choti jai abhi

Saba said lekin phir bhi .

Then a aunty enter woh unka mohalla ki aunty hain

Saba and aunty baat karna start hua

Auntt said waisa haseena bhi accha hai yahan hai mujhe ail baat batani thi aik rishta hai larka bohot accha hai uska apna buisness hai nand maa kuch bhi nahi hai haseena ko koi mashla nahi hoga khush rahegi haseena

Saba said mainna pehla bhi kaha hai haseena abhi shaadi nahi karna chahti

Aunty said abto parhai bhi hogaye ab kya karna hai aghar abhi rishta nahi kiya to aga jaka accha rishta nahi milainga

Haseena said nahi milainga ro nahi milainga i really dont care

Saba said aur ainda yeh rishta mujhe mat bataya ga

Aunty said tumpa abhi minhal ki bhi zimmadari hai

Saba said kab allah na likkha hoga hojayegi

At night everyone is doing dinner

Haris said beta ab time agaya hai batao tum aga kya karna chahti ho . Jo karna chahti ho batado . Buisness mein ana chahti hoto best hai

Haseena said jee....... khana ka baad chai pa baat karta hain

Haris said theek hai study room mein baat kareinga

After dinner haseena is in room roaming around in tensions

Minhal come and said ajaya baba bula raha hain . Aur app itna pareshan keyun horahi hain jaisa baba ko yeh batana haika apko larka pasand hai

Haseena said tum abhi nahi samjhogi aur aghar larka kibaat hoti to itni bekaar baat ka liya itna pareshan na hoti

And they went

In study room

Saba serves tea

Haris said batao ab

Haseena stand and stood infront of everyone

Saba and minhal is sitting on sofa

And haris is sitting on chair infront of desk

Haseena said ab dono tahammul sa sunna aur yeh mat sochiyaga ka mein kya chahti hoon aghar ap dono mana karenga to kabhi dubara yeh baat nahi karungi

Haris said aisa bhi kya hai

Haseena said mein .......... mein po......police mein jana chahti hoon abu ki tarhan banna chahti hoon

Everyone is shocked

Precap : permissions granted aur not ???

Journey Of Haseena From A Normal Girl To DSP Where stories live. Discover now