Episode 3 Training

298 25 18
                                    

Nowadays im updating my story regularly because maybe after somedays i could not able to update regularly due to my school and board exams .

Haseena started crying

Everyone gets worried but understand why is she doing this

Saba said humna tumha ijazat isiliya nahi di thi ka tum aisa ro

Haseena said bohot mushkil hai

Sayeeda said mushkilon sa darr jana wali to nahi thi tum aur nahi tumhara baap

Haseena said lekin dadi ......

Sayeeda said lekin kuch nahi bhool gaye apna khuwab apna abbu jaisa banna chahti hona kya aisa ro ka unka aur apna sapna pura karogi

Haris said beta tumha sabit karna hoga ka larkiyan sab karsakti hai . Aur tum haseena malik ho tum aisa haar nahi mansakti

Haseena said jee.......... mein haar nahi manungi .....ap sabsa wada karti hoon apka sar kabhi jhumna nahi doongi

Saba said accha chalo bas yeh rona band karo

Haseena wipe her tears and said call ka itna hi time hota hai aur time baat nahi karsakti

Sayeeda said theek hai allah hafiz

Haris said beta bas apna abu ki aik baat hamesha yaad rakhna
Insan wahi jo path ka pakka
Imaan wahi jo such ka pakka

Haseena completes jaan jaye to jaye par sach pa kabhi anch bhi na aye
Aur sach ki hifazat karna ki sapat le tabhi jab tera irada ho pakka

Both smile and cut the

Sayeeda said ajj pehli dafa usko aisa rota dekha hai .

Saba said aikto humsa pehli dafa dur hui hai aur upar sa training itni tuff hoti hai

Haris said ap dono fikar mat kare woh bohot himmat wali aur samajhdar hai

Other side

Haseena went to room

Naina see her and ask ro ka aye ho

Haseena said nahi haseena malik nahi roti

Naina said keyun haseena malik arsh sa utri hui hai

Haseena said shut up nain

Naina said kya hua haseen udad keyun ho kya training tuff hona ki wajah sa roi ho

Haseena said ghar walon ki yaad arahi hai

Naina said oh and sit beside her and said yaar 6 month hito hain phir to jail sa rahao miljayegi

Haseena ask naina kya tumha yaad nahi ati

Naina said nahi itni zyada nahi because meinto starting sa hostels mein hi rahi hoon family sa dur haan bas training bohot mushkil hai .kya tum pehli baar unsa dur hui ho

Haseena node yes

Naina said waisa yaar pehli bandi dekhi hai jo rota hua bhi qayamat dhati hai

Haseena slap her shoulder

Naina laugh and slap haseena shoulder little hardly

Haseena again slap naina shoulder little too hardly

And larai start hogaye

Their trainer enter and said yeh sab kyahoraha hai and scrold both of them she left

Haseena and naina laugh

So its been 2 months

Everynight minhal hug haseena pillow and then sleep she is badly missing her

Journey Of Haseena From A Normal Girl To DSP Where stories live. Discover now