Episode 4 New Entries and Intro

322 20 3
                                    

Haseena smile and said hum bilkul theek hain app log fikr mat kijiya aur training meinto yeh sab hota hi hai

Minhal said kya such mein training itni musbkil hoti hai ???

Haseena said haan bilkul

After sometime haseena sit on bed

Minhal came and sit beside her and hug her and keep her head on her shoulder

Minhal said bohot yaad kiya apko api . Pata hai appka bagair kuch accha nahi lagta

Haseena said humna bhi tumha bohot miss kiya

Minhal gets happy and said such mein api

Haseena said haan bilkul har waqt yehhi sochti thi rahaye milta hi apni jaan apni choti sa milungi

Minhal said api such

Haseena said haan bas itna jhoot bolna pa allah maaf kare

Minhal said API

Haseena laugh and said mazak karrahi hoon

Next day minhal haseena saba is sitting in hall sofa

Then a boy enters

Everyone stand

Boy said oh to lagta hai madam sahiba training sa agaye wapis

Haseena said haan bilkul keyun tum kya chahta ho sari zindagi wahin rahun waisa for your kind information kuch days ka liya aye hoon

Boy said tameez sa raho mera saath hazar dafa kaha hai pehla kya choti zaban thi jo ab aur bhi nikal aye hai

Haseena said malik balaj tum apni hadd mein raho aur tameez sa baat karo

Balaj said tum..........

Sayeeda come and said BALAJ humna kitni dafa mana kiya hai tumha

Balaj said apko apni poti ki battameziyan dikhaye nahi deti

Haseena said tameez sa baat karo dadi sa

Balaj said mujhe tameez sikhana sa pehla khud seekh lo

Sayeeda said balaj keyun aye ho

Balaj said baba na kaha hai appsa aur chacha jaan sa zaruri baat karni hai to app dono ajaya

Sayeeda said abhi kuch days hum mashroof hain to baad mein ayeinga

Balaj said theek hai

Both haseena and balaj stare each other and balaj went

Haseena is soo much angry

Minhal said api relax

Haseena went to room

( malik balaj haris ka bara bhai ka beta hai woh log village mein rehta hain jagirdaar hain . Balaj matric pass bhi nahi hai aur haseena pa haq jatata hai . Haseena ussa larhta hua bohot hyper hojati hai )

At night sayeeda tell whole incident after dinner when they were sitting in study room

( i know readers what were you guys thinking har waqt yeh haris wagera study room mein keyun hota hain honestly batao socha tha ya nahi )

Haris said mein janta hoon keyun bulaya hoga

Sayeeda said mein bhi zarur pouchna hoga ka haseena ko ijazat keyun di . Maa ka bhi lehaz nahi hai

Haris said bhai ka liya to unki jhooti izzat aur anah hi hai sab kuch

Sayeeda said aur isbaar hum saaf saaf lafzon mein woh baat bhi kardeta hain

Journey Of Haseena From A Normal Girl To DSP Where stories live. Discover now