kyun dhundte ho kesi ko tanhai ke palon me ajj ,
kafi ho tum khud ke liye kyun tumne ye kabhi jana nahi
kyu jarurat lagti hai kesi ke asswasan ki ajj tumhe
aksar un kali ratoon me kyun tumne khud ki us awwaj ko pechana nhi
un palon me thi jab tumhe sabse jada jarurat khud ki
kyun khud ko kar nazar andaz tumne oro ko khud se upar mana
tum kafi ho khud ke liye kyu tumne kabhi ye nahi jana
ajj jab in andheri raton me tum khud ko bebas pate ho
kabhi socha hai jo alfaz dusroon ko samjate ho wo khud ko kyu nahi keh pate ho
avv kahan hai wo saksh sabhi jo sath ka dawa karte hai
kyun khud se khud ki jang log aksar akele lada karte hai
jano khud ko ,,pechano khud ko
.kyunki tum kafi ho ''
YOU ARE READING
Jazbaat 🖤
Poesíaaag ki nadi pe baraf ki chadar si bichi hai ,hai bhetar shor bohat . ke main kuch mein sa hoon , sainkdon log lete hai mere andar saans, pechaan nahi paoge mein konsa hoon ......