Anirudh marries manorama
(Anirudh in mind: Jaanta hu bondita tujhe ye sab dekhkar bohot bura lag raha hai par yeh sab mai tumhari padaayi ke liye aur tumhari ujwal bhavishyat ke liye kar raha hu)
After manorama's gruha pravesh bondita cried a lot

Bondita: Mere sath aap aise kaise kar sakte hai pati babu
Isse zyada mai mar jaati ti uss din kyu bachaya aapne mujhe pati babu kyu
In anirudh's room
Manorama gets food for anirudh
Manorama: Anirudh thoda sa khana khalo
Anirudh: Nahi manorama mai nahi kha sakta
Manorama: tum toh subah se kuch bhi nahi khaya
Anirudh: Bondita bhi kuch bhi nahi khaya toh mai kaise kha sakta hu
Manorama: tujhe bondita ki bohot chinta hai na anirudh
Anirudh: Haa manorama bondita meri sab kuch hai vo meri jeene ki vajah hai
Par mujhe uska dil dukhana pad raha hai bondita ko barrister ke roop me dekhna mera sapna hai mai uss sapna ko pura karne ke liye kuch bhi kar sakta hu agar zaroorat pada toh mai meri jaan bhi de dunga(Manorama in mind: tum bondita se bohot pyaar karte ho anirudh aur ek din tujhe bhi ehsaas hoga)
Manorama went from there
Next day morning
Bondita went to study room with coffee
Bondita: Pati babu aapki coffee☕
Anirudh: Mai piliya coffee manorama haath ki bohot acchi coffee banayi hai vo aur bondita aaj se roj mai manorama haath ki coffee hi pilunga
Bondita felt a pang in her heart and went from there
Kaka: Bondita bahu sabko khana laga do
Anirudh: kaka aaj manorama banayegi khana vaise bhi aaj usska pehli rasoyi hai na
Kaka: Haa bondita bahu tum rehne do aur manorama bahu jaake khana banao
Manorama went into kitchen and prepares food for everyone and serves it
Anirudh: Arre manorama tum bhi khana khalo aao yaha mere paas baito
Anirudh made her sit beside him
Anirudh: Bondita manorama keliye khana laga do
Bondita serves manorama and went from there
(Bondita in mind: pati babu ne mujhe ek baar bhi nahi kaha khana khane ke liye)
Kaka: Bondita bahu ek baar idhar aao
Bondita: ji kaka sasur ji aayi
Kaka: Bahu jaake almaari se tumhaari mann pasand haar nikaalke dedo manorama bahu ko
Anirudh: bondita uss haar ke saath ghadi bhi dedena manorama ko tumhaare liye laaya tha na mai vo bhi dedo
Bondita went from there and gives her gifts to manorama
Bondita's pov:
Vo ghadi kitna khaas hai mere liye par pati babu uss ghadi ko choti patni ko dene ke liye kaha tha
Agar pati babu kush ho jayenge toh dedungi vo ghadi
Aur chahe toh meri jaan bhi dedungi unki kushi ke liye
Pov ends:
When the person whom you love the most ignores you it hurts a lot💔💔
Bondita's condition is also the same
She didn't ate anything from yesterday but she's not feeling hungry because she's broken from inside
Her chain of thoughts ends by her kaka sasur ji
Her kaka sasur ji got some food and feeds her
Next day night bondita entered into anirudh's room secretely and hides under bed
Anirudh came into his room and observes bondita
Anirudh: Manorama aaj tum bohot sundar lag rahi ho
Manorama: dhanyavaad
Anirudh: tumhaari baal toh bohot sundar hai aur tumse baat karne ke liye bhi mujhe bohot asaan hai mai jab bhi bondita ke sath baat karna hota hai na tab mujhe jhukna padega usski vajah se mere peet me dard hoga
Durga maa ko toh dhanyavaad kehna padega mujhe tum jaise acchi jeevan saathi dene ke liye
Manorama tumhaare liye mere paas ek surprise hai aao mere sath
Manorama understood the situation and she went with anirudh
Bondita came out of room with a heavy broken heart💔
Next day morning anirudh got a call from dalhousie hostel and they said that they are coming to take an interview
He felt very happy and went to bondita's room only to find it empty
He searched for her in the whole mansion but she's not there and finally he went to his study room
There he found a letter
Dear barrister babu,
Mai jaanti hu ki mere vajah se aapko kitni takleef hua aur meri vajah se aapka jeevan barbaad hogaya
Kyu bachaya aapne mujhe chod dete the mujhe marne ke liye I wish I would die
Aapne mere jaan bachaya tha,mujhe padaya,meri maa ki tarah pyaar kiya aur baba ki tarah raksha kiya par maine kuch bhi nahi kiya aap ke liye balki ek bojh hua
Aur mai yeh bhi jaanti hu ki aap manorama ji se pyaar karte hai aur issliye mai aapke sar pe bojh ko halka karna chahti hu
Durga maa se prarthana karti hu ki aap aur manorama didi kush rahe aur iss duniya ka saare kushi aap dono ko mileGhar me sab ka dhyaan rakhiyega aur kaka sasur ji aap sahi samay pe dawai kha lena aur batuk,som dada aap acchi tarah se padai karna aur sampoorna didi aap khud ka sasur ji ka dhyaan rakhna
Barrister babu itne din tak mujhe sehne ke liye thank you aur aap par bojh ban kar rehne ke liye sorry
Mujhe dundna mat aur mai humare sapna poori karne ke liye khub mehnat karungiBondita.
Hello guys
How are you??
Plz ignore my mistakes
Don't forget to vote and comment
Bye Bye