When bondita was going to her room she heard something and got shocked
(Bondita in mind: kya yeh sab sach hai)
Next day she went to court and told every thing to anirudh
Then they both discussed something
Later when she came to home she saw chandra choor's mother and thaku maa discussing about something and she went to them
Thaku maa: aap aise kaise kar sakte hai chandra choor jamai babu ka doosra shaadi kyu karvaana chahte hai aap
Raji (chandrachoor's mother): kyu ki aapki poti banjh hai shaadi ki itni din hone ke baad bhi vo bacche nahi hai use kulakshini hai aapki poti, banjh hai vo
Tupur was crying 😭silently in corner
Bondita: bas kijiye aap ek aurrat hokar bhi aise kisi aurrat ke sath aise kaise kar sakte hai
Rahi: yeh London🇬🇧 nahi hai hindustan hai yaha esa hi hota hai
Bondita: agar esi baat hai toh hume thodi samay dijiye hum khud karvaathe hai aapke bete ke shaadi
Thaku maa: bondita ye tum kya bol rahi ho
Bondita: mujhpar viswas rakhiye thaku maa
Raji went from there
(Bondita in mind: Haa zaroor hoga aapke bete ki shaadi aur vo bhi jail me)
Flashback:
Person: chandrachoor malik aap bondita par nazar rakhne ke liye kaha tha,aaj ek kabar mili hai
Chandrachoor: kya hai vo kabar
Person: kabar yeh hai ki bondita malkin vaha har roj barrister babu se mil rahi hai
Chandrachoor: bondita bondita mai tumhaare liye kya kya nahi kiya das bhari me bomb phudwaya, binoy sar pe maara, trilochan ko jail bhijwaya aur ye dushmani ke karan ban gaya
Yeh sab mai tumhare liye kiya tha tumhe paane ke liye kiya tha maine yeh sab
Par tum phirse uss barrister babu se mil rahi ho mai yeh sab nahi hone dunga
Chandrachoor laughs evilly
Flashback ends:
Tupur: bondita tum kuch karo na bondita rokdo mere saans ko
Bondita: tum chinta mat karo mai hu tumhare sath
Bondita went from there
Next day bondita went to court and she filed the case against chandrachoor
Everyone got shocked except bondita and anirudh
Flashback:
Bondita: sakha babu yeh dushmani ka karan chandrachoor hai
Anirudh got shocked
Bondita told everything what ever she listened
Bondita: sakha babu hum uss khooni ko khadi se khadi sazaa dilwana hai
Anirudh: hum uske khilaaf case file karke sazaa dilwaana hai
Bondita: par yeh sab hum saabit kaise karenge
Anirudh: vo dusri aadmi haina uske madat ke sath yeh sab karna hai
Flashback ends:
Bondita came in her barrister attire