Mai nafrat karta hu bhagvaan se sirf nafrat
He said and ran into his room(Subhra maa in mind:kya hogaya tujhe ani beta tum aisa kyun kaha)
Ani sat on sofa of his room
Subhra maa came and sat beside himSubhra maa:ani aaj kya hua tujhe
Ani said about the incidents happened in his school today
Anirudh:Maa mujhe bohot darr lag raha hai ki kahi bhagvaan mujhse aap ko chin li toh kya hoga apni ye chota sa ani ka
Subhra maa felt emotional and hugged him close to her heart
Subhra maa:ani beta esa kuch nahi hoga ek kahani sunau tujhe
Anirudh:Haa
Subhra maa:ek baar bhagvaan shiv ne ek buddhe ke roop me unka bhakt ka ghar gaya tha aur bhiksha maanga
Vo bhakt ne uss buddhe ka swagat kar ke uska bhojhan ka intezaam kiya tha
tab
(Bhagvaan shiv:hum ko ek reet hai aap ko uss reet ki anusaar hi karna chahiye nahi toh hum ye bhojhan sweekaar nahi karte haiBhakt: kya hai vo reet hame bata dijiye hum uske anusaar hi kar lete hai
Bhagvaan shiv:humaare reet yeh hai ki hum agar kisi ke ghar mein bhojhan kar rahe hai toh hume uss bhojhan ke sath me uss ghar ke bete ka maams bhi hona chahiye agar iss reet ke anusaar kar diya toh tabhi mein ye bhojhan sweekaar karunga nahi kiya toh mai chali jaunga yaha se
Vo bhakt aur uske patni milke unke beta ka maams dete hai
Bhagvaan shiv:hume aur ek reet hai
Bhakt:kya hai bata dijiye hume
Bhagvaan shiv:vo reet ye hai ki hum akele nahi khaate hai uss ghar bacchon ke sath hi khaate hai agar aap logo ko aur ek beta hai toh bulaiye unhe mai uske sath khana khaunga
Bhakt:humare toh ek hi beta hai
Bhagvaan shiv:toh usko hi ek baar dil se bulaiye vo aajayenge
Vo bhakt aur uske patni dono milke dil se uske beta ka naam lete hai
Uske beta bhaag kar uske paas aa jate haiBhagvaan shiv ne uske asli roop me aakar unke parivaar ko dua dekar chale jaate hai)
Subhra maa:iss kahani ka matlab kya hai??
Anirudh:iss kahani ka matlab ye hai ki bhgvaan ne uss bhakt ka pariksha li aur vo jeet gaya
Subhra maa:bilkul sahi agar bhagvaan ne humse kuch chin liya toh iska matlab bhagvaan hamare pariksha le rahe hai agar hum uss pariksha me jeet gaya toh vo firse hume vo cheez lautadenge
Present:
He caressed his late mother photo and said
Anirudh:Haa maa aapne sach kaha agar bhagvaan ne humse kuch chin li toh vo hume firse lautadenge
Bhagvaan ji ne mujhse aapko chin li aur mujhe mere bondita ke roop me lautadiHe kissed his mother's photo and went to his room
Hello guys
How are you??
Plz ignore my mistakes
Don't forget to vote