Dear Comrade ch 2

224 5 0
                                    

Hello everyone let's start
Vijay:- so everyone today's topic is The story with rashmika carry with her
Rashmika please come her and start explain about the story
Rashmika:- ok sir
Rashmi come beside vijay and start telling about the story
:- sir can I explain in hindi
Vijay :- it's English class ok but it's for today only because it's my first class
Rashmi:- ok sir let's start. Ye kahani hai lily or boby ki lily is a cricketer and boby is a union leader (and explain the whole story) and lastly dear comrade finished it's written by comrade of love 💘
Vijay :- i have a question can I ask to you
Rashmi:- yes sir
Vijay:- can you tell me the meaning of dear comrade
Rashmi :- yes sir dear comrade means the soldier of love who protect you from all problems in your life (and give a smile 😊)
Vijay:- ok class your class end here And Rashmika meet me in lunch time I need to talk with you
Class have a blessed day
Class :- same toooo youuuu sir
Vijay left
Riya :- sir kahange tujse
Rashmi:- mujhe kasa pata hoga jab me unke se bat karungi tab pata chale ga na
Whole Class:- ham bhi ye dear comrade wala kitab kari denge kitna acha story hai
Rehan :-ye book housefull hai market me nahi mil Rahi
And class bell rings
Rashmi do the another class
In lunch time
Rashmi :- kaka suniye
Watchman:- ha bolo beta
Rashmi:- vijay sir ka cabin konsa hai
Watchman :- principal sir ke bagal wale room me
Rashmi:- thanks kaka
Watchman:- ab me chalta hu bohot kamha
Rashmi out of vijay's cabin :- abhi jau ya badme aungi
Vijay:- andar ao
Rashmi :- sir ko kasa pata me bahar Kari hu Jo bhi ho Rashmi chal
Rashmi came inside
Vijay :- betho
Rashmi sir in chair
Rashmi :- kya kam tha sir
Vijay :- tum ne dear comrade para hai na aj class me to mere paas us author ke kuch books ha ye me tumhe deraha hu parke wapas kardena
Rashmi:- Mane ye sari kitabe pari hai 😅
Vijay :- Kari ki sari
Rashmi:- asal me me Comrade of love ko apna idol manti hu to mene sari parke rakha hai
Vijay in mind :- impressive mere sari kitabe para hai Rashmika meri itni bari fan hai mujhe lagta hai isne mere book ki library bana ke rakhi hai 🙃
Vijay :- Jo bhi tumhe Mane jis Kam keliya bulaya tha tum mera ak karna hai aj ke class attendance mujhe likh ke dogi or mere jitna bhi aj class hai unka ak list banao gi
Rashmi:- par ma hi kyu
Vijay:- kyunki mujhe principal sar ne kaha hai koi responsible student ko ye Kam Dene ka liya mujhe laga ye Kam tumse acha or koi nahi kar sakta
Rashmi in mind :- (yah kahan fas gai Rashmi) ok sir
Vijay :- lunch Kiya hai tum ne
Rashmi :- nahi class katam hone ke bad me sidha yaha agai
Vijay :- mere sath lunch karlo 😊
Rashmi :-, no sir it's fine mujhe aadat hai bhukha Rahane ki
Vijay :- is ka matlab tum lunch nahi karti
Rashmi :- actually sir mere family afford nahi kar sakte uper se padhai aur hostel ka kharcha alag
Vijay :- ab tumhen khana hi padega main kuchh nahin sunna chata its my order
Rashmi:- per
Vijay :- Khao
Rashmi :-, mere hath gande hai me hat Dole ati hu
Vijay :- lunch time khatam hone mein bus 5 minutes bache Hain ruko main khila deta hun
Rashmi ko Vijay ne khila diya
Rashmi in mind:- mujhe itna ajeeb sa kyu feeling ho Rahi hai
Vijay in mind:- i can feel your pain because mene bhi ye sab kuch Saha hai tumhari to family mere pas to wo bhi nahi hai 🥺

Dear Comrade Where stories live. Discover now