Hello this is your author of this story
This is the last and most biggest part of the story
It's a maha chapter
With a game of destiny and DreamEveryone give them blessings
And the shadi complete they go back to the Hyderabad and everyone know about the shaadiNext week
At devroy palace
Vijay:- Rashmi suno aj college nahi jaogi kya
Rashmi:- jaungi na pehla apka . Vijay:- Mera
Rashmi:- lunch box pack karlu phir
Vijay:-tumhen yad Hai shaadi ke pahle wala din
Rashmi:-vah din kabhi bhul sakti hun itni ro rahi thi main
Flashback
Vijay:- stop crying Rashmi stop
Rashmi:- apne to apka Ghar chorkar kisi or ke Ghar me nahi gay na to apko kasa pata hoga
Vijay:-, ye Ghar bhi tumhara hi hai
Rashmi:- meri family nahi hai yaha
Vijay:- to mein ak kam karta hu Riya, tiya, tiyash, Amit, Prabhu, rudra, rudrik, tithi sab ko laka ata hu
Rashmi:- idea bura nahi hai
Vijay:- shut up nonsense
Rashmi:- me apki student nahi hu ap mujhe asa dat nahi sakte samje ap
Vijay:- tum bohot bol rahi ho chup Karo ab
Rashmi:- me bolungi i have right
Vijay:- no you not
Rashmi:- ap se bat nahi karni mujhe jaiye mujhe Ghar Jana hai
Vijay:- muse ak or batt nikli na to uthakar Ghar se fak dunga
Rashmi:- bare ayay Ghar se fakne Wale agar mujhe touch bhi Kiya na to dekhna
Vijay:- to tumhara matlab i can't touch you ha
Vijay pick Rashmi in bridal style
Vijay:-, abhi bata ta hu
Flashback end
Vijay:- rudrik bol Raha tha ki hum honeymoon par kab jayange
Rashmi:- honeymoon par Jana hi hoga kya
Vijay:- tum udas thi kyuki tumhara man jasa shadi nahi hua or honeymoon ke liya mana kar rahi ho
Rashmi:- parhai hamper hogi
Vijay:- tum karahi ho study ki chinta shadi karke dimag thikane agaya kya
Rashmi:- asa kuch bhi nahi hai
Vijay:- hum honeymoon par ja rahe hai Shimla ye final hai
Rashmi:- ap ko kasa pata ki mujhe hill station pasand hai
Vijay:- bas pata hai waha par tum hare liya ak surprise hai
Rashmi:- sachi
Rashmi hug vijay
Or Rashmi ki sindur vijay ke shirt ke coller par lag jata hai they don't notice thatIn college
Tiya:- agai tu
Tiyash:- kaisi chal rahi hai Teri shadishuda zindagi
Rashmi:- thik thak
Riya:-tere andar se koi feelings nahi aata naya naya shaadi Hui Hai Teri aisi mare hue vidhva Ki tarah behave kyun kar rahi hai
Rashmi:-mare hue vidhva kya hota Hai
Riya:-vah ek prabandh Hai
Rashmi:- chal class me
Tiyash:-Jab se Tamanna Ko pata chala Hai uska munh ekadam Jale hue kadhai jaisa banakar Rakha Hai 🤣🤣
Riya:-tune uske sapne sajae hue sansar ko barbad Kar Diya
Tiya:-bechari chudail
Rehan come
Rehan:- shaadi kar liya tune invite bhi nahin kiya
Rashmi:-actually kya hai na ki
Riya:-are yah shaadi ke liye mare ja rahi thi isiliye Vijay sir ko pakad ke iski shaadi karva Di gai
Rehan:- kuch bhi
Tiyash:- sachi
Sohani ma'am:-everyone back to your class
Bell rings 🔔🔔🔔
Everyone come to the class
Vijay come
Vijay:-hello class today I starting a new chapter for your second semester
Tamana:-I have a question
Vijay:-ask
Tamana:-aapane itni jaldi shaadi kyon Ki vah bhi rashmika se???
Vijay:-miss Tamanna I want to inform you that this is my work please please don't interrupt my personal life in this workplace you have any queries so please kept it in yourself i am not interested in this type of talks so please sit down or gate out of my class
Tamana:-sorry sir
Riya:-theek hai uske sath Diya ekadam chup kara diya use
Tiyash:-sar ke Nik per sindur ka dag dekh
Tiya:-this is your work Rashmi
Riya:-to yah Hai Teri thik thak zindagi
Rashmi:-I just hug him aur kisi taha se lag gaya mere sar se
Riya:- ooooh
Vijay:-silence class
Vijay start teaching
Day passed
In night 🌃🌆 🌉
Devroy palaceVijay:-mujhe pahle batana nahin chahie tha ki mere shirt per Sindoor Laga Hai Asahi has rahe the Aaj sab
Rashmi:-Maine notice nahi kiya tha
Vijay:-this is the tickets for our honeymoon
Rashmi:-vaise Jahan per hai
Vijay:- mirik Darjeeling
Rashmi:-hum Darjeeling ja rahe Hain kab
Vijay:-parson ki flight hai
Rashmi:-college mein koi problem nahi hogi
Vijay:-Maine HOD aur principal sir se baat kar li hai everything is fine
Rashmi:-okay!!
They pack their luggage and next day they got the flight at 7.30 and go to mirik Darjeeling ⛰️⛰️🏔️🏔️
They reach hotel at 11:30 a.m
At hotel room
Rashmi:-kitni khubsurat jagah hai
Vijay:-Tum sham ko Milo mujhe tea garden ne mujhe kuchh batana Hai tumhen
Rashmi:-okay fine aapko thand lag rahi hai mujhe lagta hai aap yah sowl le jaaiye
Vijay:-main Jab Tak Na Hun Tum room se bahar mat nikalna
Rashmi:- ok
After some time Vijay come and take Rashmi with him they visit some place Rashmi was very happy she can't imagine that such a place how can be so beautiful she fall in love with this place
Rashmi:-sir
Vijay:-main tumhara husband hoon mujhe sir sir bolna band karo
Rashmi:-to fir kya bulaun
Vijay:-tum mujhe aap baat Tum karke bolo
Rashmi:- tum ! Suno tumhare retirement ke Baad hum na aisi bahut khubsurat jagah pahadon mein rahenge han ek Chhota sa Ghar lekar Jahan per sirf Tum aur main hongi
Vijay:-theek hai theek hai aisa hi hun ham ek chhoti si khubsurat jagah per ek Chhota sa Ghar lenge Jo pahad mein hoga aur vahan dur dur Tak koi nahin hoga sirf Tum aur main honge ek bada sa garden hoga Jahan per ham roj chai Piya karenge theek hai
Rashmi:- han sunkar Kitna achcha lag raha hai agar ham aise hi rahe to
Vijay:-retirement ke baad ki Kyun tumhari college khatm hone ke bad ham aise hi ek jagah per rahenge main aur Tum yahan se job karenge,
Rashmi:-yah to usse bhi achcha hai usse ham bahut dinon Tak yahan per rah sakte hain
Vijay:- love you my love 😘
Kiss her forehead 😘😚
At evening ✨🌆
Vijay:-Sara din to bahut ghuma aur lunch bhi kar liya hai ab main tumhen ek special jagah per le Jana chahta hun
Rashmi:- kaha
Vijay:- chalo na bata ta hu
Rashmi:- chaliye
Vijay and Rashmi come to a side of hills
Vijay:-I want to confess something
Rashmi:- kya boliya
Vijay:-asal mein Tum jis love of comrade ke book parti hi wo mein hu I am the love of comrade or kah sakti ho comrade of love as you wish ☺️✨💫
Rashmi:-aap majak band kijiye
Vijay:-look into my eyes I am not lying
Rashmi:-sacchi mein aap hi ho meri idol
Vijay:- yes I am
Rashmi hug vijay
I am so lucky that me be mere idol or love dono ak hone ke wajase aapse shaadi kar pai
Vijay:-to dekha Na fate ka kuchh nahin hota your fate can't stop my dream and destiny
Rashmi:-fate is a destiny
Vijay:- to tumhare guruji galat nikle
He can't stop my dream and my love for you 💞
Rashmi:- oh my dear Comrade please spend your whole life with me please don't separate us I can't live without you my love and idol ❤️💫Vijay kiss Rashmi lips 😘
When are earthquake come on mirik
Landslide occur Vijaya and Rashmi fall from hills
And hug each other and promised that they never will separate
And their death is occur
Rashmi's phone continuously rings
Next day the local police rescue their death body
Local police contact with rashmika's families by their phone
The dead bodies send to Kolkata for burning dead bodies in fireRashmika's mother Pov:-
Rashmi I am calling you for telling that you have a death sequence in your kundli please avoid the hills with Vijay but destiny Play Her game and everything end I can't stop you from this accidentIn the night sky of Mirik
miraj form there
Rashmi and Vijay they continue there life in mirik's village in a small house and Rashmi and Vijay drink coffee and tea in garden 🏡Author pov:-
Destiny play always her game we can't stop them and also we can avoid them this incident which fall for Rashmi and Vijay it's a destiny of life they got married but they can't leave their life together for forever ♾️
But they had a sweet but sad life with bad destiny
.
.
.
THE ENDVote and comment share
Word:- 1500 wordsAuthor:-
I now I am finishing this story
But new story is coming soon 🔜
It's a college life story of vijay and y/n or you can consider as Rashmi as you wish
............. Lots of love from
Author............ ❤️💫Thanks you for the support 🙏🏻🙂
See you soon 🔜