Acknowledging

240 35 20
                                    

Virat leads Sai to the front doors where she gets in the waiting car.

Virat: Baitho. I'll brief you on what you need to know.

Virat stops and looks her up and down.

Virat: Ye dress maine Ayesha ko pichle saal diya tha uske birthday pe.

Emotion flickers in his eyes, but he quickly burries it.

Virat: Maine usse kabhi ye pehente hue nhi dekha.
Sai: Acha, kya mujhe kuch aur pehenna chahiye?
Virat(coldly) : Nhi, tum bohot achi dikh rhi ho.
Sai: Shukriya.

Sai climbs into the limo.

...

Virat: Chalo ab, mujhe tumhe taiyar karna hai Ayesha kke parivaar se milne.
Sai: Mujhe uske parivaar se bhi aaj raat hi milna hai? Isn't this too soon?
Virat: Mein tumhare pita ka itna saara kharcha uta raha hu. You didn't think this was going to be easy, did you?
Sai: Ye bhi sahi hai. I've never been in a limo before.
Virat: Mein bata sakta hu. You look too excited. Aisa mat karo.
Sai: Toh, isme meri galti kya hai, ki mein ek sadharan insaan hu , Mr. Chavvan.
Virat: Virat. Call me Virat.
Sai: Aapke assistant ko pasand nhi ki mein aapko Virat bulau.
Virat: Ahir mere upar bohot protective hai.
Sai: Ya phir jealous. Kya aapko pakka yakeen hai ki usne woh pattar nhi pheka?
Virat: Woh aisa kabhi nhi kar sakta.
Sai: Thike, agar aap kahe toh.
Virat: Auro ko bhool jao aur dhyan do. You have a lot to learn and this is a little complicated.
Sai: Mujhe kya janna hoga?
Virat: Ayesha ke papa Rishabh Singh hai. Nandini Singh is his second wife and Ayesha's step mother.
Sai: Kya Ayesha apne ayi baba ke sath close thi?
Virat: Particularly nhi thi.

He pulls out his phone and shows Sai a picture of them both.

This is just a reference, aap jaise chaho waise imagine karlo 😅

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


This is just a reference, aap jaise chaho waise imagine karlo 😅

Sai: Nandini ji kitne saal ki hai?
Virat: Woh Rishabh ji se thodi umar mein choti hai.
Sai: Thodi? She looks young enough to be his daughter.
Virat: Ayesha bhi wahi kaha karti thi.
Sai: Ye disgusting hai.
Virat: Woh toh hai, aur toh aur Ayesha aur Nandini ji sath mein school jaaya karte the.
Sai: Aap mazak kar rhe hai!
Virat: Nahi. He saw nandini ji at a school fest and fell in love.
Sai: Mein hairaan hu ki Ayesha apne Ayi baba ke bajaae aapse bhaag gayi.
Virat: Tum bolne se pehle sochti nhi ho, haina?
Sai: Mein samajhti hu ki Ayesha mujhse bhi well behaved thi aur mein nhi hu.
Virat: Ha, sach hai.
Sai(questioning) : Waha pe Ayesha ke apne aur bhi koi honge?
Virat: Bas kuch business associates aur influencers.
Sai: Mujhe nhi pata ki mein sab kaise karungi.

He reaches over and brushes a strand of hair out of her face. The gesture is so unexpected, she freezes and holds her breath.

Virat: Tumhe ghabrane ki zarurat nhi hai. Just compliment people and keep them talking about themselves. Mein unhe distract kardunga taaki unhe tumhe jaanne ka mauka na mile. Yaad rakhna, agar tum kisi aise shaks se takrau jine tum nhi janti, toh mere hath ko squeeze kardena.
Sai(getting calm) : Hum haath pakde rakenge?
Virat: Hum ek couple hai, yaad hai. We have to act like it.Mujhe ab lagne laga hai ki maine ek badi galti kardi.
Sai: Kya mein bhi tabse wahi nhi keh rhi?
Virat: Mein thikse batata hu : Hum dono ki sagai ho chuki hai aur hum shadi karne wale hai. Toh hume public mein waise hi bartaav karna padega - hath pakadna, kiss karna sab included hai.
Sai: Kya!?
Virat: Mujhe nhi pata tha ki tum itni naive ho. Do you need a practice kiss so you won't be nervous?
Sai: Bilkul bhi nhi!
Virat: Har baat pe jagda math karo please. You have no idea how important this is.
Sai: Shayad ye mere liye bhi zaruri hai.

He spends the next half hour filling her brain with details, and she hopes like hell she remembers them all.

...

The car pulls up in front of a breathtaking hotel and Virat takes her by the hand as he escorts her to the ballroom.

...

Virat: Waha dekho Rishabh ji hai. You remember who he is, right?
Sai: Ha pata hai. I know who everyone is.

Ayesha's father waves before heading in their direction, pulling Nandini along with him.

Sai(nervously): Haaye bappa... He's coming this way! Unhone mujhe pehchan liya tho?
Virat: Chinta mat karo. It's going to be fine.
Sai: Aap aise kaise keh sakte hai.
Virat: Kyuki... Mein hu tumhare sath.

He squeezes her hand and she immediately relaxes under his calm reassurance.

Rishabh: Ayesha, meri pyari beti, mujhe bohot khushi hui ki tum aaj yaha aa payi.
Nandini: Ha mein toh bohot khush hu tumhe yaha dekhkar.
Rishabh: Tumhe dekhe bina 2 hafte ho gaye the.
Sai: Mein kya hi bolu, mein wedding magazines mein doob gyi thi.
Nandini: Mujhe laga ki tumhare pass wedding planner hai tumhari madad karne.

Sai looks to Virat who nods his head ever so slightly.

Sai: Ha hai, par phir bhi, mujhe planner ko batana toh padega na ki mujhe kya pasand hai.
Nandini: Mujhe laga ki ye sab toh set hai.
Virat: Ha par dulhan ka hak hai ki woh apne shadi ko apne mann jaise kahe waise kare. Nandini ji , aaj aap bohot sundar dikh rhi hai. Is that dress chanel?
Nandini: Tumhe wakai fashion ke baare mei pata hai, haina?

Sai lets out a breath of relief.

Rishabh: Mein bas khush hu ki tum thik ho.
Virat: Humari Ayesha toh hai hi perfect, aap ko nhi lagta, rishabh ji?

Hope you're enjoying the book so far.

Just reached the 5th chapter.

Thank you all so much for reading this.

Stay max and have a peaceful life.

See ya ✌

Sairat: Try EverythingWhere stories live. Discover now