SHOPPING 🛍️

216 20 8
                                        

LEAFLET-19

♾️♾️♾️♾️♾️♾️♾️♾️♾️♾️♾️♾️♾️♾️♾️

NEXT MORNING

It was Saturday morning and everyone was feeling lazy and didn't really realise that they have so much work to do but as soon as shiva came every one got up immediately as if he is jailer who will punish them to be lazy not so early in the morning.

Shiva : kya hua sab mujha dekh kar uth kyun Gaye ?

Dhara : umm shiva esa toh kuch nhi hai bas esa hi .

Rishita : haan sahi bol rahe hai bhabhi .

Shiva looks at them sceptical after their unresponsive looks and talks .

Shiva : anyways leave it tum logo ka roz ka hai . Kis kis ko kya kya samjhau kitna samjhau . Pehle toh muja Yeh batao bhog ki taiyari ho gai hai na aur sari samagri wagara ka kaam ho gaya ? Maine pandit ji ko bula liya hai voh do ghante Tak aa jayenge. Aur haan Shaam ko taiyar rehna sab shopping per bhi jana hai yaad hai na ya voh bhi bhul Gaye sab ke sab .

All looked down . Now he was hell disappointed.

Shiva still in calm voice: sudhar jao sab ke sab warna bhut pachtaoge ek din . Abhi toh main hun sab sambhalna ke liya jis din chala jaunga us din yaad karoga . Ek kaam bola tha aap sab ko ki Puja ki taiyari kar ke rakh lena mera wapis aane se pehle aur pandit ji ko toh maine hi bula liya hei. Pata tha koi kaam nhi karoge tum log .

He then calls someone and then a person comes keeps all the things inside.

Shiva : Jao itni mehrbani toh kar do mujh per ki bhog bana do aur pandit ji ko dakshina main bhog khilana hai voh bhi bana lein . Bhabhi maine yeh expect nhi Kiya tha aapse . Yeh rishita bhabhi choti hai apse per yeh responsibility toh leti hai na jo nhi kar pati voh muh per bol toh deti hai ki yeh nhi hoga ya yeh nhi karna . Aap kitna salon se iss ghar main ho However it's my fault maine hi apni hi family se unchahi umeedein laga Li thi . I just want to ask you how could you be so irresponsible towards your own family . Sirf pati ka nhi karna hai iss ghar main sabko sath leker kaam karna hai Agar nahi hota na kuch toh muja bata do itna paisa kama leta hun ki ek do naukar rakh sakta hun per muja kaam time per chahiya . You have only two hours now jaldi Jake kaam karein .

Suman : beta shant hoja sab ho jayega Tera gussa hona se kuch nhi hoga . Tu apna BP kyun high kar raha hai main hun na sab kar dungi . Teri hi tabiyat kharab ho jayegi beta . Main inhe pehle hi sab bata chuki hun yeh sab kar lengi tu Jaa baki sab kaam dekh le haan .

Shiva : Amal toh nhi Kiya na . Jab tak inhe main gussa na Karu na tab tak yeh kuch nhi karta hai . Kya bhut badi cheez mang Raha hun main ? Bahar ka kaam ke sath sirf khana banana hai aur jo bhi help ho helpers hai na Ghar main toh dikaat kya aa rahi hai khud ke liya time nhi milta ya fuadh Banna hai . Ya muja bata dein ki main misogynist ho raha hun jo inki khushiyan cheen raha hai .

Bhut zayakti kar raha hun na main in sab ke sath toh maine decision le liya hai aaj ke baad shiva pandya kisi ko kuch nhi bolega karo jo karna hai . Main jallad hun na toh wahi sahi but mujhse ab kuch expect na karein ab khud karein jo karna hai .

Aur ek baat yaad se Inhe samjhaiya mera sabr ka imtehaan na liya kare warna agar main gussa ho gaya na toh zindagi bhar baat nhi Karunga . Meri kahi hui har baat Puri honi chahiye time per. Kis cheez ki kami chodi hai maine in sab ke liya har cheez jo inhe chahiya voh inke bolna se pehle mil jati hai bas ek khana hi banana hota hai kya voh bhi mushkil hai toh bata dein uske liya bhi ek chef laga dunga lekin kaam chahiya wakt per .

•~•❤️AWARA DIL ❤️•~•🌼 A SHIVI SS 🌼•~• {ON HOLD TO INFINITY}Where stories live. Discover now