part 39

425 32 24
                                    

Kaisa lga majak.... 🤣🤣 Don't worry end nhi hui hai story .. picture abhi baaki hai dosto ... Toh shuru kre..

All get worried n yell for doctor's help...

Doctor take her to operation theater..

Purvi's condition was very critical so its taking very much time in operation..

Dush (in serious tone): Ishita..roshni..n nikhil..tum 3 no jake case ki sari formality check karo..Kavin ke ghar pe bhi ab karo..

Ishita nd nikhil look each other..

Dushyant understands their emotions..

Dush:I know..tum log yaha rukna chahte ho..but ye kaam bhi important he..i know tum log purvi se bahut pyar karte ho..but finish the work soon..n come back..

Ishita, nikhil n roshni leave..

Dush : pankaj case ki sari documentation jaldi complete karo..mein chahta hu ke jab purvi hosh me aaye tab tak ham altaf ka chapter hamesha ke liye close kar chuke ho..

Pankaj :ji sir..

Now only kavyant,arnav with maid is remain at hospital..

After sometime..

Maid :sahib..mein arnav baba ko hospital ke canteen me leke jati hu..usko milk aur biscuit deti hu..usko bhuk lagi hogi.. bahut der hui kuch khaya nahi usne..

Kavin just nodded softly..

Maid leave with arnav..

Kavin was looking towards door of OT continuosly..

Dushyant come n stand besides him..

Dush (looking to Kavin:kuch nahi hoga usse..woh itne aasani se haar nahi manegi..i know her..

Kavin  look to him...dushu having tears in his eyes..

Kavin :kuch nahi hoga usko..kuch nahi hona chahiye usko ...kuch nahi..warna...mein,,

Dushyant:tum kya..?

Kavin don't give him answer..

Dush took deep breath.

Dush:tumne dekha na..woh arnav se kitna pyar karti he.. uske liye apni jaan ko kis tarah khatre me dal diya.. uske liye kaise marne ko bhi tayar thi..itne dard me bhi aakhiri tak arnav ke hi bare me bol rahi thi.. uski ke bare me soch rahi thi..kya koi he jo arnav ko purvi se jyada pyar de sakta he..?tumhe lagta he ke roshni arnav ko purvi jitna pyar kar payegi..?bolo...kavin..bolo..

Kavin close his eyes in frustration..

Kavin(finally speak up):koi nahi..koi nahi kar sakta..arnav ki life me purvi ki jagah koi bhi nahi le sakta..

Dushyant:so..plz...for sake of Arnav.. uski custody purvi  ko de do..

Kavin keep looking to dush for some seconds..

Kavin:nahi de sakta..

Dushyant (angrily):sab samazke bhi samazana nahi chahte tum kavin..tumhara kuch nahi ho sakta..i can't belive..the kavin whom I know..he was never like this..never..u r not that.not at all..

Kavin:tum kya sochte ho dush ke mein nahi chahata ke arnav ko uske maa ka pyar mile..?mein bhi yahi chahta hu..

Dushyant:toh fir kyo Purvi aur arnav ko dur rakha he tumne..?

Kavin:kyo ki mein nahi chahta ke arnav mere jaise rahe..

Dushyant:what...do u mean..?

Kavin:mein nahi chahta ke jis tarah mein apne dad ke pyar ke liye tarasta raha mere bete ko bhi mere pyar ke liye tarasana pade..jis tarah mein bachpan me wait karta rehta tha apne dad se baat karne ka.. unke sath time spend karne ka..wait karta tha ke kab woh meri tariff kare..par ye nahi ho sakha..kyo ki unhe apne bete ke liye time hi nahi tha..unake liye hamesha business,money,prestige muzse jyada important raha..mein nahi chahta ke mera beta ye sab feel kare..jisse mein guzra hu..mein nahi chahata ke mera beta unn sab se guzre..mein usse pita ka pyar..usse support dena chahata hu..zindagi ke har mushkil ghadi mein uska sath dena chahta hu..mein nahi chahta ke ji tarah mein hamesha apne dad ke pyar ko tarsa..mera arnav bhi tarase..

VAASTEWhere stories live. Discover now