KARAN CRYING

858 51 6
                                    

Arjun: tere ko kya girgit pichle 4 saal se tune dhank se baat Kari hai

Niyati: aaru kyu aisi bol raha hai chota hai wo tujhse

Arjun: chota hai to kya kuch bhi karega bachpan se isse bacha rahi hai lekin aaj nahi manta hu ki maine bhi galti Kari hai paru ke jane baad lekin sabke sath touch main to tha lekin ye sabse cut off hogaya except rajjo and baby

Karan: (tears in his eyes) tere paas niyu di thi jab bhaiya ki death ho gayi thi unhone tujhe sambhala  mere liye kon tha na niyu na bhabhi kyon ki bhabhi ko baby ke liye strong hona tha aur bhaiya ki shrad ki jimmedari sambhal ni thi niyu ko tere liye aur phir jab tu uss position main aya ki tu sambhal sake kuch to niyu Tut gayi aur kyu naa itni deaths dekhi hai usne aur tab mujhe Jo sahi laga maine kiya mere liye sabne apne aansu chupaye mom ki death ke wakt tune aur niyu ne bui ki death ke death ke wakt papa ne aur phir papa ki death ke wakt niyu ne aur bhaiya ne agar ek baar maine aansu chupa liya to kuch galat nahi kiya

Both Niyati and Arjun were shocked to learn the real reason why karu became Karan and both were crying

Niyati: (while crying) karu tu Ghar main sabse chota hai tere hak banta hai rone ka aur jab hamne aansu chupaye the to hame pata tha ki tu Tut sakta hai

Arjun: (while crying) tujhe yaad hai tune mujhe kabhi Bhi Bhai nahi bulaya yaad hai kyu kyunki tu mujhe apna best friend samjhta tha aur usi baate se maine aansu chupaye the kyunki mujhe kahi na kahi pata tha ki tu ye ban jayega jo tu ab bhi hai tere ko kya lagta hai main tuje nahi sambhalta lekin jab tak shayad main yaya der ho chuki thi param ka shradh ke baad tune apne posting kar wali aur mujhse aur niyu se baat karni band kardi aur maine tujhe call nahi Kiya sab galti meri hai mujhe yaad rakhna chahiye tha ki main tera best friend hu aur tujhe meri jarurat thi

Niyati: mujhe bhi Tut na nahi chahiye tha us din yaad rakhna chahiye tha ki tu tha jiske samne paru ki death huyi thi aur tujhe meri jyada jarurat thi

Karan: (while crying)yahi to tum dono galat ho tum dono ne mere liye bahut kuch kiya hai agar ek baar maine aansu chupaye to kuch nahi hota

And he leaves

SHERGILL FAMILY Where stories live. Discover now