START OF A NEW JOURNEY

449 33 0
                                    

Karan’s home

Karan: aa gaya mera ghar

Monami: par ye sab

Karan: college main RJ ki job karta tha toh usse achi khasi income ho jati thi aur ussi wakt Aru bhi ghar bana raha tha aur ye baat toh sabko pata hain ki jab bara bhai kuch kare toh chotte piche nahi rukte aur phir pata nahi kisi dur ke rishtedaar ki mot hogayi unke koi bache nahi thae aur ham sabse karib ke thea toh ham sab ko kuch na kuch mila toh maine ye chotta sa ghar banwa liya soch raha tha ki ek baar shaadi hojaye toh isse aur develop karwa dunga

Monami: but I must say its a beautiful place

Karan: chalo

When they enter the place it was quite clean like it was well maintained

Karan: iss ghar main 5 room hain

Monami: puja ghar kaha hain

Karan: 5th room

Monami: mumma hamesha kehti thi ki jab bhi kuch naya karne jayo toh bhagwan ji ko ek baar jaroor thank you bolna chahiye waise ye ghar itna clean kaise hain tuto academy main rehte ho

Karan: Chottu bhaiyan unse boldiya tha woh hamare ghar main tabse hain jab Sharma uncle ki death hui

Monami: Sharma uncle par kaise

Karan: heart attack all of a sudden tha usi sadme main aunty ki bhi death hogayi aur Bala uss ke baad kabhi mila hi nahi uski maami se papa ne baat ki thi toh unhone bola ki Bala unke sath rahega

Monami: oh god kitne pyaare thae na Sharma uncle aur isliye tum Bala se bhi close ho I don’t know agar tumne kabhi notice kiya ya nahi lekin uski smile ekdum Sharma uncle jaisi hain

Karan: mujhe laga tumne kabhi notice nahi kiya hoga

Monami: chalo abhi ke liye sirph hum dono aur koi nahi aur hamari nayi life start ke liye

Karan in mind: bhagwaan ji apne mujhse sab kuch cheen liya tha 4 saal pehle mere dono bhai meri behen papa lekin aap dheere dheere sab lota bhi rahe ho pls ye sab bikhar ne mat dena aur thank you Monu ke liye agar aaj ye meri zindagi main wapas na...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Karan in mind: bhagwaan ji apne mujhse sab kuch cheen liya tha 4 saal pehle mere dono bhai meri behen papa lekin aap dheere dheere sab lota bhi rahe ho pls ye sab bikhar ne mat dena aur thank you Monu ke liye agar aaj ye meri zindagi main wapas nahi aati toh shayad aaj kal main jo bhi hua woh sab handle nahi kar pata thank you usse bhejne ke liye aur iss baar bheja hai toh alag mat karna meri chutki ko aur Aru aur Niyu se mere rishte wapas jaise hojaye uss ki dua karta hoon aur in sab main aap ki help ki bohot jaroorat paregi aur aaj jitne bhi log shaheed hue hain un sab ko meri dua aur unke ghar walo main isse buri khabhar mat dena aur unhe ye dukh lene ki takat dena aur aaj se main Monami ek naye raaste main ja rahe hain apni blessing hamare upar rakhiye ga

Monami in mind: Thank you bhagwaan mujhe Karan dene ke liye jab main yaha ayi thi toh bas apni mumma ka sapna pura karne ayi thi lekin apne mujhe life main ek greater meaning diya apne mujhe Karan diya wapas iss baar alag mat kijiye ga aur toh aur un purane rishtoh ko bhi wapas bhej diya jinko main kahi kho chuki thi pls iss baar kahi door mat karna main aur Karan ek naye raaste ki aur ja rahe hain pls apni blessing banaye rakhna aur aur jitne bhi log shaheed hue hain pls unki aatma ko shanti dena aur unke pariwaar ko iss dard se ladne ki taakat dena kyunki main aur Karan ye dard ache se jaante hain

Both open their eyes looks towards each other and give each other a loving smile

That’s when Karan’s phone ring

SHERGILL FAMILY Where stories live. Discover now